Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

مجھے شکایت ھے،،،،،،،

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: مجھے شکایت ھے،،،،،،،

    Originally posted by Aanchal View Post
    Mujhay shekayat hai un logoo say jo ilm phelanay main kanjoosi say kaam leytay hian :manicure:
    Ilm phelana itna asaan kam nahi hai...ager koi kanjoosi kerta hai tu uss ku muaf ker do...!!:khi:

    Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

    Comment

    • #17
      Re: مجھے شکایت ھے،،،،،،،

      Originally posted by thefire1 View Post
      Mujhay aap say bhi shikyat hay!
      مجھے پھر ایک پرائیویٹ میسج کر دیں

      Comment

      • #18
        Re: مجھے شکایت ھے،،،،،،،

        Warrior hain aap, aur daawa bhi kartay hain kay "A warrior must only take care that his spirit is not broken" tou phir sar-e-aam baat karnay main kaisi jhijhak :)

        Khair, aap say iss liye shikaauat hay kay aap apnay aap ko warrior bhi kehtay hain aur apni kamyabi main qismat kay amal dakhal ko bhi ahmiyat day rahay hain.... let me take back to the history of a great warrior "Sikandar-e-azam (Alexander The Great)"

        Sikandar-e-azam apni fatoohat say pehlay apni hathaili "Arastoo" ki jaanib bhaRaatay huway kaha kay "kia aap bata saktay hain kay meri QISMAT main kia poori duniya dekhna naseeb hay" ... Arastoo nay mayoosi say unki taraf dekha aur kaha kay "Aap kay haath main aisi lakeer nahin hay jiss say aap duniya ka safar karain"

        Sikandar-e-azam nay arastoo say poocha kay batayeh woh lakeer kahan hoti hay? Arastoo kay bataanay per sikandar nay apna khanjar nikaala aur apnay haath per khanjar ki nouk say woh lakeer bana dee.....aur tareekh gawaah hay sikandar-e-azam ki fatoohat ki!!!

        Yeh misaal dainay ka maqsad srif itna hay kay insaan kay "Pukhta iraaday", "Saaf Niyat" aur "Sachi lagan" ussay kamyaabi ki aisi manzil per poohancha daiti hay jahan qismat bhi uss per rashq karti hay!

        Khush rahyeh, may ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

        Fi amaan ALLAH
        sigpic

        Comment

        • #19
          Re: مجھے شکایت ھے،،،،،،،

          Mujay un loogon se shikayat he jo relations banatay hein, unhein aagay berhatay hein, aur jub dil chahta he without explaining anything quit ker jatay hein, aisay jese insaan insaan na huay un ke baap ki jageer huay. Aisay khatarnaak loogon se avoid kerna chahiye
          :thmbup:

          Comment

          • #20

            جو آپ نے کہا ہے اس پر عمل کیا جائے گا:alhamd:

            Comment

            • #21
              Re: مجھے شکایت ھے،،،،،،،

              Originally posted by munda_Sialkoty View Post
              Mujay un loogon se shikayat he jo relations banatay hein, unhein aagay berhatay hein, aur jub dil chahta he without explaining anything quit ker jatay hein, aisay jese insaan insaan na huay un ke baap ki jageer huay. Aisay khatarnaak loogon se avoid kerna chahiye
              ایک بہترین شکایت ہے پتا نہیں ایسا کیوں ہوتا ہے

              Comment

              • #22
                Re: مجھے شکایت ھے،،،،،،،

                Originally posted by Warrior View Post

                ایک بہترین شکایت ہے پتا نہیں ایسا کیوں ہوتا ہے

                Aik clarity honi chahiye relations mein. Aap ager kisi ko life se quit ker rahay hein to us ki reason ya factors precisely aglay banday tak convey honay chahiyein aur aik moasar jawab de ker aap alag hoon. Yeh koi baat nahi Jub tak aap kay dil ka chaska pura hota raha tub tak well and good aur jub chaska khatam hua to tu koon aur mein koon. It is stubborn act.
                :thmbup:

                Comment

                • #23
                  Re: مجھے شکایت ھے،،،،،،،

                  Mujay wrong way/lane mein drive kerne walon se shikayat he. Aur un bikers se jo peechay aane wali gariyon k horn ko sun ker nazar andaz ker k rasta nahi detay. Mujay un parents se shikayat he jo apne buchoon ko bikes aur cycles ya gari to le dete hein per apne buchoon ko traffic rules se educate nahi kerte ya unhein basic taleem bhi nahi dete k unhein roads per kese chalna chahiye. Jub aisay buchay haadsaat ka shikaar hotay hein tub in k parents ko roona peetna bhi nahi chahiye.
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #24
                    Re: مجھے شکایت ھے،،،،،،،

                    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                    Aik clarity honi chahiye relations mein. Aap ager kisi ko life se quit ker rahay hein to us ki reason ya factors precisely aglay banday tak convey honay chahiyein aur aik moasar jawab de ker aap alag hoon. Yeh koi baat nahi Jub tak aap kay dil ka chaska pura hota raha tub tak well and good aur jub chaska khatam hua to tu koon aur mein koon. It is stubborn act.
                    ویسے جو لوگ ایسا کرتے ہیں وہ پہلے ہی دل میں رکھ لیتے ہیں چلو یہ ایویں ہی ہے کونسا اس کے ساتھ زندگی بسر کرنی ہے

                    Comment

                    • #25
                      Re: مجھے شکایت ھے،،،،،،،

                      Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                      Mujay wrong way/lane mein drive kerne walon se shikayat he. Aur un bikers se jo peechay aane wali gariyon k horn ko sun ker nazar andaz ker k rasta nahi detay. Mujay un parents se shikayat he jo apne buchoon ko bikes aur cycles ya gari to le dete hein per apne buchoon ko traffic rules se educate nahi kerte ya unhein basic taleem bhi nahi dete k unhein roads per kese chalna chahiye. Jub aisay buchay haadsaat ka shikaar hotay hein tub in k parents ko roona peetna bhi nahi chahiye.
                      ویسے یار جب تک قانون ٹھیک نہیں ہوگا ایسا ہی ہوگا
                      ہر بندہ 2500 دے کر لائسنس حاصل کر لیتا ہے جب کہ اس کو کسی بھی قانون کا پتا نہیں ہوتا

                      Comment

                      • #26
                        Re: مجھے شکایت ھے،،،،،،،

                        munda_sialkoty bhai, kabhi kabhi zindagi main kayii lamhay aisay aatay hain kay kisi kii zindagi say KHAMOSHI say nikal jaana hi behtar hota hay...... bohat sii aisi wajohaat zindagi main aa jaati hain jahan insaan apni zaban say tarq-e-ta'aluq karnay kay bajayay nihayat khamooshi say zindagi say door ho jaata hay...

                        Kisi ka shouq tou nahin hota kay pehlay dil lagi karay aur phir dil ko touRay..... mujhay shikayat unn logon say hay jo apnay wajood ki taskeen kay liye auroon kay haalaat ko samajhnay say qaasir hoon... Mohabbat karain aur mehboob ki baywafayii ko shaq ki nigah say dekhain!!!

                        Mohabbat tou dono nay ki na, relationship ka aghaaz bhi dono nay hi kia tou phir agar aik nay douran-e-safar hi apna rasta badal dia tou kia mohabbat yaa rishta khatam hogaya! relationship Dil say qayim hotay hain aur dil chaskaybaziyan nahin balkay dil-lagi karta hay :)

                        Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                        Aik clarity honi chahiye relations mein. Aap ager kisi ko life se quit ker rahay hein to us ki reason ya factors precisely aglay banday tak convey honay chahiyein aur aik moasar jawab de ker aap alag hoon. Yeh koi baat nahi Jub tak aap kay dil ka chaska pura hota raha tub tak well and good aur jub chaska khatam hua to tu koon aur mein koon. It is stubborn act.
                        sigpic

                        Comment

                        • #27
                          Re: مجھے شکایت ھے،،،،،،،

                          Originally posted by thefire1 View Post
                          munda_sialkoty bhai, kabhi kabhi zindagi main kayii lamhay aisay aatay hain kay kisi kii zindagi say KHAMOSHI say nikal jaana hi behtar hota hay...... bohat sii aisi wajohaat zindagi main aa jaati hain jahan insaan apni zaban say tarq-e-ta'aluq karnay kay bajayay nihayat khamooshi say zindagi say door ho jaata hay...

                          Kisi ka shouq tou nahin hota kay pehlay dil lagi karay aur phir dil ko touRay..... mujhay shikayat unn logon say hay jo apnay wajood ki taskeen kay liye auroon kay haalaat ko samajhnay say qaasir hoon... Mohabbat karain aur mehboob ki baywafayii ko shaq ki nigah say dekhain!!!

                          Mohabbat tou dono nay ki na, relationship ka aghaaz bhi dono nay hi kia tou phir agar aik nay douran-e-safar hi apna rasta badal dia tou kia mohabbat yaa rishta khatam hogaya! relationship Dil say qayim hotay hain aur dil chaskaybaziyan nahin balkay dil-lagi karta hay :)

                          Mein un cases ki baat ker raha hoon jub aik doost ya aik partner doosray doost ya partner ko kuch bhi clarify nahi kerta jub k doosra state of confusion mein rehta he aur wo yahi chahta he k usay pata chalay k us ka kasoor kia he. Aap baat ko samjay bina rud na kia karein.
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #28
                            Re: مجھے شکایت ھے،،،،،،،

                            Main nay bhi issi baat per apna reaction dia hay bhai.....! Mohabbat ya dosti main confusion kaisa? aur kiyon parayshaani yaa confusion ko dil main jaga daini hay...? Khair, mera apna nazarya which is always "think positive" it feels good when you think positive rather than creating burden to your heart and to mind :) be chill... no offense :)

                            Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                            Mein un cases ki baat ker raha hoon jub aik doost ya aik partner doosray doost ya partner ko kuch bhi clarify nahi kerta jub k doosra state of confusion mein rehta he aur wo yahi chahta he k usay pata chalay k us ka kasoor kia he. Aap baat ko samjay bina rud na kia karein.
                            sigpic

                            Comment

                            • #29
                              Re: مجھے شکایت ھے،،،،،،،

                              mujhay shekayat hai Intazaar say : aaaa
                              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                              Comment

                              • #30
                                Re: مجھے شکایت ھے،،،،،،،

                                no complain
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X