Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

America 100 Years Ago

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • America 100 Years Ago

    1. Only 14 percent of the homes in the United States had a bath tub
    2. Only 8 percent of the homes had a telephone
    3. Three minute call from Denver to New York city cost eleven dollar
    4. Maximum speed limit was 10 mile per hour
    5. The tallest structure in the World was the Eiffel Tower
    6. The average US worker made between $200 and $400 per year
    7. 95 percent of al births in the United States took place at home
    8. Ninety percent of all US physicians had no college education
    9. Most women only washed their hair once a month and used borax or egg yolk for shampoo:pagal:

    10. The five leading causes of death in the US were
    * Pneumonia and Influenza
    * Tuberculosis
    * Diarrhea
    * Heat Disease
    * Stroke

    11. I'll tell you later...
    Last edited by Spy009; 19 February 2006, 11:48.
    Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
    Hamarey naam ka patthar zaroor milega

  • #2
    Re: America 100 Years Ago

    Originally posted by Spy009

    9. Most women only washed their hair once a month and used borax or egg yolk for shampoo:pagal:
    Egg si good for hair, but to be used as shampoo :cc:
    sigpic

    Comment

    • #3
      Re: America 100 Years Ago

      9. Most women only washed their hair once a month and used borax or egg yolk for shampoo

      Assalm-o_Alikum

      lolzz Woman wali baat sahi hy :thmbup: :kr: ... ya woman hoti hi itni gandi hay ...:pagal:

      FeamnAllah
      :lpop: :lpop:
      Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
      Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

      Comment

      • #4
        Re: America 100 Years Ago

        Spy main aap ki in infos mein kuchh Europe ki info ka izafa karoon - Denmark mein aik poori building mein SIRAF 1 toilet huwa karti thi jo basement mein thi aur poori building ussey use karti thi. Yahan key log haftey mein siraf aik baar nahaya kartey aur woh haftey ka din huwa karta tha - aap europe ki zubanein mein haftey key naam dekhein to unka matlab yehi hai "bath ka din"...
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment

        • #5
          Re: America 100 Years Ago

          Originally posted by Masood

          Aap bhi to wahi kahin rehtey ho na :p :D
          sigpic

          Comment

          • #6
            Re: America 100 Years Ago

            Originally posted by Saima Shaheen
            Aap bhi to wahi kahin rehtey ho na :p :D
            Haan bilkul idher hi rehta hoon magar ab halaat badal chukey hain, aur islam ki jo khoobiyaan hain woh in logon ney apnaa kar hamein apni buraiyaan dey di hain - yeh qom siyani to hai na
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • #7
              Re: America 100 Years Ago

              buht achaa information share kiaa hai Spy jii....thanks

              ab mereey trip USA ki liyee cancel
              u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

              :pr:

              Comment

              • #8
                Re: America 100 Years Ago

                Originally posted by Masood
                Spy main aap ki in infos mein kuchh Europe ki info ka izafa karoon - Denmark mein aik poori building mein SIRAF 1 toilet huwa karti thi jo basement mein thi aur poori building ussey use karti thi. Yahan key log haftey mein siraf aik baar nahaya kartey aur woh haftey ka din huwa karta tha - aap europe ki zubanein mein haftey key naam dekhein to unka matlab yehi hai "bath ka din"...
                Asslam-o_Alikum WR WB

                Sachiiiiiiiiiiiii

                kitny pyaray lagaty ho gy .... na meri trha main bhi month main 1 time hi pani say nahta hu ... Qyamat ky di n hisab deyna hay na pani ka si liya :wk

                FeaamnAllah :lpop::lpop:
                Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
                Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

                Comment

                • #9
                  Re: America 100 Years Ago

                  Originally posted by Hala
                  buht achaa information share kiaa hai Spy jii....thanks

                  ab mereey trip USA ki liyee cancel
                  Hala ji yeh 100 saal pehle ki baat hai
                  Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                  Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                  Comment

                  • #10
                    Re: America 100 Years Ago

                    Originally posted by Masood
                    Haan bilkul idher hi rehta hoon magar ab halaat badal chukey hain, aur islam ki jo khoobiyaan hain woh in logon ney apnaa kar hamein apni buraiyaan dey di hain - yeh qom siyani to hai na
                    yes u are rite bhai :thmbup:
                    Last edited by sheem; 19 February 2006, 14:54.

                    Comment

                    • #11
                      Re: America 100 Years Ago

                      Originally posted by Masood
                      Spy main aap ki in infos mein kuchh Europe ki info ka izafa karoon - Denmark mein aik poori building mein SIRAF 1 toilet huwa karti thi jo basement mein thi aur poori building ussey use karti thi. Yahan key log haftey mein siraf aik baar nahaya kartey aur woh haftey ka din huwa karta tha - aap europe ki zubanein mein haftey key naam dekhein to unka matlab yehi hai "bath ka din"...

                      Comment

                      • #12
                        Re: America 100 Years Ago

                        Originally posted by sheem
                        sis munh band kar lein makhi parr jaey gi :khi:. Yeh sach hai. yahan per agar koi haftey key din key bghair kabhi bhooooooley sey naha bhi leta to us per ghazab kiya jata keh tum aisa kaisey kar saktey ho. Behna yahan per auratein is qadar gandah huwa karti thin keh ba, aur mard bhi kuchh kam nahin they. Haftey bhar mein aik din aur woh bhi aik hi hamaam mein nahatey they - yani auraton ka apna hamaam aur mardon ka apna - eeeeeeeeeeeeeeek :bhago:
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment

                        • #13
                          Re: America 100 Years Ago

                          Originally posted by Masood
                          sis munh band kar lein makhi parr jaey gi :khi:. Yeh sach hai. yahan per agar koi haftey key din key bghair kabhi bhooooooley sey naha bhi leta to us per ghazab kiya jata keh tum aisa kaisey kar saktey ho. Behna yahan per auratein is qadar gandah huwa karti thin keh ba, aur mard bhi kuchh kam nahin they. Haftey bhar mein aik din aur woh bhi aik hi hamaam mein nahatey they - yani auraton ka apna hamaam aur mardon ka apna - eeeeeeeeeeeeeeek :bhago:
                          Waise bhi European aur American kam hi nahatey hain, paani ki jagah TISSUE paper istemal kartey hain....
                          Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                          Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                          Comment

                          • #14
                            Re: America 100 Years Ago

                            Originally posted by Spy009
                            Hala ji yeh 100 saal pehle ki baat hai
                            :khi:

                            ok ab janaa hai :)
                            u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                            :pr:

                            Comment

                            Working...
                            X