Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

debate part 3 ...social life or loogo kay rawwaye ..

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: debate part 3 ...social life or loogo kay rawwaye ..

    Originally posted by crystal_thinking View Post
    کیا تم نے مجھکو آواز دی؟؟؟؟

    میں ابھی کچھ کہہ سکتی نہیں ۔۔۔ پہلے سیالکوٹ سے جواب آآ لینے دو۔۔۔۔۔

    :shyy:

    Jis k jawaab k intzaar mein me betha hoon us ne to jawaab he ghalat dena he aur tum phir mere ghalat jawaab pe nakal maar k jawaab de dena. Ghalat ko ghalatul-aam karte hein
    :thmbup:

    Comment

    • #17
      Re: debate part 3 ...social life or loogo kay rawwaye ..

      Originally posted by Aanchal View Post
      Assalamalikum

      debate part 3 ka aghaaz kia jata hai ..
      or is debate ka topic hai social life ..
      social life insaan key leye kitna zarori hai ?
      yeh dunia ajeeb ajeeb say logoo say bhari pari hai ..is say to banda suchta hai Tanha hi rehay ..
      aap social or Tanha zindagi main say kesay pasand kartay hain ?
      Tanha say muraad yeh nahi sirf akeelay aap zindagi guzarye lolz yani bus limited ginnay chunnay logoo kay sath dosti ...

      Wa Alaikum Aslam,

      Lo mein apna sa jawaab deta hoon koi agree ho na ho saanu ki :hairdrayer:
      Social life insaan k liye na-guzeer he. Jo loog social nahi hein un ki misaal aik jagah bandhay huay gadhay se ziada kuch nahi. Insaano ko insaano k saath mail milaap rakhna chahiye kisi ne kaha he na "Birds of a feather flock together". So prinday aur janwar bhi social hotay hein to insaan jis ka shewa he k wo social ho wo kyoonkar tan'tanha rahay?

      Social honay se insaan mein khud'aitmaadi hoti he jo k zindagi guzarnay ki key he. Jin loogon mein aitmaad ki kami he to mein kahoon ga k life is never easy for them. Insaan insaan ka daaru hota he yani insaan ko insaan se paala perta he. Apni zindagi aasan kerne k liye social loog aagay berhein ge aur apni zaroorat ki tamaam ranaiyan apni jhooli mein smait lein ge jub k unsocial loog aik jagah kharay ho k dekhtay rahein ge.

      Insano k aik doosray k saath interaction mein good and bad experience se inkaar nahi kia ja sakta. Jitna ziada yeh experience strong ho ga utna ziada insaan mein yeh achay aur buray ki tameez ka faraq ojagar ho ga aur wo social honay k saath saath kafi safe aur confident bhi rahay ga.

      Kuch loog doosti mein koi bad experience ho jaye to us ko uzar bana ker apne aap ko confine ker lete hein which is not good. Is mein aap ke apne ander bhi kuch kamiyaan hoti hein. Baaz aukaat aap ka apna aitmaad doosti per pura nahi hota. Hamaray ziada moaamlaat is liye kharaab hotay hein k hum explanation ya to dena pasand nahi kerte ya explanation lena pasand nahi kerte aur apne aap mein aik verdict kaim ker lete hein. If you ego is bigger than your relations then better not go for relations.

      Never avoid experimenting in your life. Achay buray her tarah k loogon se interact karo aur apni wisdom ko utilize kar k aagay berho. Darnay walay loog bohat peechay reh jatay hein. wo kehtey hein na "A ship in the port is safe but this is not what a ship is made for". Be brave and courageous enough to face a variety of people around you. They are actually the beauty of life.

      Haan hun bool crystalay :hairdrayer:
      :thmbup:

      Comment

      • #18
        Re: debate part 3 ...social life or loogo kay rawwaye ..

        Originally posted by munda_Sialkoty View Post

        lekin mjko lagta hy tum social life k against ho.... yeh mera experience hy:hairdrayer:
        میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

        Comment

        • #19
          Re: debate part 3 ...social life or loogo kay rawwaye ..

          Originally posted by crystal_thinking View Post

          lekin mjko lagta hy tum social life k against ho.... yeh mera experience hy:hairdrayer:

          Mein ne kabi bhi claim nahi kia k mein social nahi. Bulke mein jo loog social hein un se bhi ziada social hoon. Kaam ki noiyat kuch aisi ho k aap ko mooka na milay time na milay to wo aik alag baat he. Banda phone pe rabta rakh leta he
          :thmbup:

          Comment

          • #20
            Re: debate part 3 ...social life or loogo kay rawwaye ..

            Originally posted by munda_Sialkoty View Post
            Mein ne kabi bhi claim nahi kia k mein social nahi. Bulke mein jo loog social hein un se bhi ziada social hoon. Kaam ki noiyat kuch aisi ho k aap ko mooka na milay time na milay to wo aik alag baat he. Banda phone pe rabta rakh leta he
            tym na milay tu fone py kaise rabta kary???
            میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

            Comment

            • #21
              Re: debate part 3 ...social life or loogo kay rawwaye ..

              waise meny tumk social na honay py aitraz kra nai tha ... mera kehna yeh hy k tum social life ko acha nai samjhty... lekin tum khud social ho...
              میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

              Comment

              • #22
                Re: debate part 3 ...social life or loogo kay rawwaye ..

                Originally posted by crystal_thinking View Post

                tym na milay tu fone py kaise rabta kary???

                Muj ko time na milay to mujay phone aa jatay hein, is liye mein social hoon aur yeh mera aakhri faisla he 372-haha
                :thmbup:

                Comment

                • #23
                  Re: debate part 3 ...social life or loogo kay rawwaye ..

                  Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                  Muj ko time na milay to mujay phone aa jatay hein, is liye mein social hoon aur yeh mera aakhri faisla he 372-haha
                  tumko tym milta nai ya tm balance bachatay ho... aamir kanjoos shahkhokho
                  میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                  Comment

                  • #24
                    Re: debate part 3 ...social life or loogo kay rawwaye ..

                    waise log tmko is liye fone krty k tum unk pass wapis kiye bana he farar ho jao nai :rew:
                    میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                    Comment

                    • #25
                      Re: debate part 3 ...social life or loogo kay rawwaye ..

                      Originally posted by crystal_thinking View Post
                      waise log tmko is liye fone krty k tum unk pass wapis kiye bana he farar ho jao nai :rew:

                      Kaash tum mere paas 2, 4 crore rupeya rakhwa k meri imanat'dari ka test leti :shyy:
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #26
                        Re: debate part 3 ...social life or loogo kay rawwaye ..

                        Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                        Kaash tum mere paas 2, 4 crore rupeya rakhwa k meri imanat'dari ka test leti :shyy:
                        abi mein itni b social hoye nai :hairdrayer:
                        میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                        Comment

                        • #27
                          Re: debate part 3 ...social life or loogo kay rawwaye ..

                          Originally posted by crystal_thinking View Post

                          abi mein itni b social hoye nai :hairdrayer:

                          Tum kitni boring ho Crystal 372-scare
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #28
                            Re: debate part 3 ...social life or loogo kay rawwaye ..

                            Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                            Tum kitni boring ho Crystal 372-scare
                            bhoooooooooooooooooooooooooooooooot ziada...:hphp:
                            میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                            Comment

                            • #29
                              Re: debate part 3 ...social life or loogo kay rawwaye ..

                              Originally posted by crystal_thinking View Post

                              bhoooooooooooooooooooooooooooooooot ziada...:hphp:

                              Oh teri phurtiyaan
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X