Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

bayhissi

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • bayhissi

    Assalamalikum

    aaj kal yeh buhat dekhnay main a raha hai kay logoo main bardasht khutem hoo gai hai ..ghussa ..uljhaniaay barh gai hain ...har relation main yeh cheezian a gain hain ...
    kuch dinoo pehlay Tv pay aap logoo nay dekha ho ga aik aurat nay apnay shouhar ko kisi relative kay zarye qatal karwa dia ..usay Zibha kar kay us ka ghoosht pakaya ..TV main wo handi bhi dekhaai gai jis main wo pakka howa ghosht rakha tha ..(usay dekh kay hi dil kharab ho gaya uff) loog itnay zalim or behis kio ban gay hain ?

    or Mard hazraat beweoo ki maar kutaai main apni mardangi samjhtay hian ..biwi ko jala dia ,naak ,kaan kaat deye etc etc.

    Khudkushi kay waqeeyat kitnay barh gay hian ..3,4 din pehlay Tv pay news ai the larka or larki nay pasand ki shadi na honay pay khudkushi ki kushish ki ..phir donoo mar gay ...haram mout mar kay kia mila ?

    nai generation in sub cheezoo say kia seekh rahi hai ?islam kaha gaya ? yeh sub theek karna kis ki zimmadari hai ?
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: bayhissi

    واعلیکم السلام

    اسکا جواب ہے'' دیوانگی''۔۔۔۔۔۔۔۔۔وہ دیوانگی جسکا زکر راجہ گدھ میں ہے
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment

    • #3
      Re: bayhissi

      Originally posted by Aanchal View Post

      Black sheeps are everywhere in the world. Lekin is se bhi kata'nazar her koom apne ander aik mehsoos kism ka mazaaj smooye hoti he. Aur us mazaaj ko over night tabdeel nahi kia ja sakta. Is k liye kafi saray factors ka drust simat mein kaam kerna bohat zaroori he jis mein aik bara factor Government ka role he. Ager institution autonomous ho jaein aur deyanat daar ho jaein jis mein sub se pehle Judiciary aur phir Law enforcement agencies aati hein to phir loogon ka istehsaal bhi na ho aur loogon ka kanoon per aitbaar bhi pura ho jaye.

      Ub reyasat na to kisi ko social security provide ker rahi he, na zalim ke haath rookay ja rahay hein aur na mazloom ki daadrassi ho rahi he aur longtime outstanding cases bhi nai tareekhoon ki nazar hotay rahein ge to moaashray mein frustration ka element ubhar ker samnay aye ga he.

      Larka larki jinhoon ne khud'kushi ki, ager unhein kanoon se help milnay ki tawaku hoti to kia wo khud'kashi kerte?

      Ager her mujram ki waqt per paker ho kar usay saza milay to kia shohar apni biviyoon ke face ko chop off karein?

      wo kehtay hein na, kush te sheher de loog v zalim sun, kush saanu maran da shook v si.
      :thmbup:

      Comment

      • #4
        Re: bayhissi

        Originally posted by saraah View Post
        واعلیکم السلام

        اسکا جواب ہے'' دیوانگی''۔۔۔۔۔۔۔۔۔وہ دیوانگی جسکا زکر راجہ گدھ میں ہے
        bewakoof dewangi hai phir yeh to

        hal kia hai in cheezoo ka ? yeh sub batian aik society main kesay theek ki ja sakti hain ?
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment

        • #5
          Re: bayhissi

          Originally posted by munda_Sialkoty View Post
          Black sheeps are everywhere in the world. Lekin is se bhi kata'nazar her koom apne ander aik mehsoos kism ka mazaaj smooye hoti he. Aur us mazaaj ko over night tabdeel nahi kia ja sakta. Is k liye kafi saray factors ka drust simat mein kaam kerna bohat zaroori he jis mein aik bara factor Government ka role he. Ager institution autonomous ho jaein aur deyanat daar ho jaein jis mein sub se pehle Judiciary aur phir Law enforcement agencies aati hein to phir loogon ka istehsaal bhi na ho aur loogon ka kanoon per aitbaar bhi pura ho jaye.

          Ub reyasat na to kisi ko social security provide ker rahi he, na zalim ke haath rookay ja rahay hein aur na mazloom ki daadrassi ho rahi he aur longtime outstanding cases bhi nai tareekhoon ki nazar hotay rahein ge to moaashray mein frustration ka element ubhar ker samnay aye ga he.

          Larka larki jinhoon ne khud'kushi ki, ager unhein kanoon se help milnay ki tawaku hoti to kia wo khud'kashi kerte?

          Ager her mujram ki waqt per paker ho kar usay saza milay to kia shohar apni biviyoon ke face ko chop off karein?

          wo kehtay hein na, kush te sheher de loog v zalim sun, kush saanu maran da shook v si.
          aap kay khayal main Govt ka role hi sub kuch hai ...
          acha insaan ka apna kia role hona chaye is silsilye main ?
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment

          • #6
            Re: bayhissi

            @amir
            aap nay govt ka qasoor bataya ....lekan agar aap baray baray Mulkoo main dekhian jahanpakistani shehri rehtay hain ..or sahi main settle bhi hain yani pesa hai hath main ...to phir vohan bhi aisay halaat dekhnay main aye hain ...
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment

            • #7
              Re: bayhissi

              Originally posted by Aanchal View Post
              aap kay khayal main Govt ka role hi sub kuch hai ...
              acha insaan ka apna kia role hona chaye is silsilye main ?
              ً
              Kanoon ka bohat khaas amal dakhal hota he bei aur is ka andaza tum U.A.E mein reh ker achi tarah laga sakti ho. Bigray huay loog bhi wahan ja ker sudher jatay hein. Yahan per traffic rules ko violate kerne walay sarkon per kachra phainknay walay wahan ja ker wahan ke koon-o-kaiday ke mutabik nazm-o-nask ko apnatay hein.

              Aik aur cheez, aik aam insaan mein acha aur bura dono bananay ki salahiyat moojood hoti he. Aik insaan ki personality ko build up kerne mein bohat saaray factors at times kaam ker rahay hotay hein. Negative factors ziada hoon ge to us ki personality per ghalat tareekay se asar andaaz zaroor hoon ge. Newzealand jahan corruption zero he aur Somalia jahan corruption inthaa ko he. Dono mulkon mein basnay walay insaan hein. Faraq factors ka he. Kharboozay ko dekh ker kharbooza rang pakarta he bei
              :thmbup:

              Comment

              • #8
                Re: bayhissi

                walikum salam...

                tum kahan sy itni khofnak khabrein lay ati ho... dara k rakh dyti ho...
                میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                Comment

                • #9
                  Re: bayhissi

                  Originally posted by crystal_thinking View Post

                  Tum b kaan khol k khabrein suno to tumhein b pata chalay k kia kia ho raha he yahan :p
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: bayhissi

                    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                    Tum b kaan khol k khabrein suno to tumhein b pata chalay k kia kia ho raha he yahan :p
                    sunnay k liya or kam cheezen hn jo mein apni samat ko is terha ki khabron sy kharab kron...
                    میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                    Comment

                    • #11
                      Re: bayhissi

                      Originally posted by crystal_thinking View Post

                      sunnay k liya or kam cheezen hn jo mein apni samat ko is terha ki khabron sy kharab kron...

                      Haan tumharay sunanay wali cheezein mein ne doosray thread mein laga di hein :manicure:
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #12
                        Re: bayhissi

                        Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                        Haan tumharay sunanay wali cheezein mein ne doosray thread mein laga di hein :manicure:
                        u ho he cheetay...
                        میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                        Comment

                        • #13
                          Re: bayhissi

                          Originally posted by crystal_thinking View Post

                          u ho he cheetay...

                          Yeh to tumhara "Cheeti pun" he warna mein aisa cheeta kahan :lol
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #14
                            Re: bayhissi

                            Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                            Yeh to tumhara "Cheeti pun" he warna mein aisa cheeta kahan :lol
                            :rew:
                            میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                            Comment

                            • #15
                              Re: bayhissi

                              Originally posted by crystal_thinking View Post

                              :rew:

                              Aahista hasso, neighbours ka na jaga dena :lol
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X