Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shadi ka Joora

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Shadi ka Joora

    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
    Yaar baat jooray ki nahi he, baat larki ki he jo maanti he nai
    zahir hai yaar, dil gurda ka kaam hai uss kurri ka maan'na bhi,

    Comment


    • Re: Shadi ka Joora

      Originally posted by Aanchal View Post


      me to aisa banwaoo gee sub dekhtay reh jaoo gay
      Iss adda pe kon na mar jae ae Khuda

      ab banwa bhi lo, kab tak wait kerwao gi

      Comment


      • Re: Shadi ka Joora

        Originally posted by La'hasil View Post
        Insaan ko pehna wohi chahiye Jis main Aap ACHAY dikhtey hon , ab wo mehnga sasta ka case na ho , aur khoobsurat lagna kisay bura lagta hai :P
        amir ko khoobsurat lagna boht bura lagta hai

        Comment


        • Re: Shadi ka Joora

          Walaikum Assalaam

          Well aap ki observation say lagta hay kay kaafi shaadiyan attend ki hain aap nay :)

          According to me Marriage is a very decent and formal occasion of life, its so important that you like to invite your closest family and friends to be a part of this special event of life. the occasion is SPECIAL therefore all arrangement such as decoration of the hall, food selection, wedding card selection, lighting in the hall and even the dressing everything need a very SPECIAL attention....

          Shaadi zindagi ka bohat hi aham mouqa hay aur Pakistan main jahan umooman aik hi shaadi ka riwaaj hay wahan yeh mouqa bohat hi ahmiiyat ka haamil hota hay.... dulha koshish karta hay kay achay say achay libas khareeday jo uss ki INFRIDIYAT ka haamil ho... he should look unique in the event..... shayed auroon ki nazar main woh libas ussay suite karay ya na karay magar uss kay apnay dili itiminaan kay liye uss ki zindagi kay iss aham mouqay per khareeda gaya jouRa uss ko suite kar raha hay.... chahay woh iss jouRay ko phir zindagi bhar na pehnay!!! :)


          Originally posted by munda_Sialkoty View Post
          Aslam-o-Alaikum,

          Aik baat jo mein aksar soochta hoon aur jo mein ne bohat strongly observe bhi ki he. Loog aam zindagi mein different events pe bohat acha dress up hotay hein aur bohat decent look b aati he. Lekin shadi walay dino mein wo zaraq baraq waralay mehngay libaas pehantay hein jo unhein bilkul bhi suit nahi kerte. Aisa akser mein ne dulhay ke case mein dekha he. Dulhanein amooman aisa teyaar hoti hein ke wo to apni asli shakal tak chupa jati hein. Make up akser aukaat unhein pehlay se ziada haseen ker ke pesh kerta he. Lekin dulhay ke moaamlay mein akser dekha gaya he ke wo apne liye mehngi cheez to khareed lete hein lekin akser wo cheez unhein suit nahi kerti.

          Shadi mein acha dikhna ziada important hona chahiye ya k mehnga :p

          Ager doolhay ko casual wears ziada suit kerta he ya koi bhi simple dress mein us ki look ziada decent aati he usay wo pehanana chahiye ya rang bharangi sherwani must he?
          sigpic

          Comment


          • Re: Shadi ka Joora

            Originally posted by musaddaq View Post
            amir ko khoobsurat lagna boht bura lagta hai

            Yaar loog nazar laga dete hein
            :thmbup:

            Comment


            • Re: Shadi ka Joora

              Originally posted by thefire1 View Post
              Walaikum Assalaam

              Well aap ki observation say lagta hay kay kaafi shaadiyan attend ki hain aap nay :)

              According to me Marriage is a very decent and formal occasion of life, its so important that you like to invite your closest family and friends to be a part of this special event of life. the occasion is SPECIAL therefore all arrangement such as decoration of the hall, food selection, wedding card selection, lighting in the hall and even the dressing everything need a very SPECIAL attention....

              Shaadi zindagi ka bohat hi aham mouqa hay aur Pakistan main jahan umooman aik hi shaadi ka riwaaj hay wahan yeh mouqa bohat hi ahmiiyat ka haamil hota hay.... dulha koshish karta hay kay achay say achay libas khareeday jo uss ki INFRIDIYAT ka haamil ho... he should look unique in the event..... shayed auroon ki nazar main woh libas ussay suite karay ya na karay magar uss kay apnay dili itiminaan kay liye uss ki zindagi kay iss aham mouqay per khareeda gaya jouRa uss ko suite kar raha hay.... chahay woh iss jouRay ko phir zindagi bhar na pehnay!!! :)

              Yani aap k nazdeek dulhay ka unique lagna ziada important he good looking lagnay se
              :thmbup:

              Comment


              • Re: Shadi ka Joora

                off-course my friend.... he should look unique aur waisay bhi shaadi kay jouRay khudh bhi bohat khoobsurat hotay hain... infact muhay Sherwaani, pa'jaama, kurta aur sar per kula bohat acha lagta hay.... though it doesn't suit many.... but it look unique :)


                Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                Yani aap k nazdeek dulhay ka unique lagna ziada important he good looking lagnay se
                sigpic

                Comment


                • Re: Shadi ka Joora

                  ok
                  :thmbup:

                  Comment


                  • Re: Shadi ka Joora

                    point jo raize ki yeh dil ko lagti hai.
                    sigpic

                    Comment


                    • Re: Shadi ka Joora

                      Originally posted by musaddaq View Post
                      Iss adda pe kon na mar jae ae Khuda

                      ab banwa bhi lo, kab tak wait kerwao gi
                      order abhi say na day doun ..bannay main bhi to time lug jata hai na :shyy:
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment


                      • Re: Shadi ka Joora

                        Originally posted by musaddaq View Post
                        amir ko khoobsurat lagna boht bura lagta hai
                        Mujhey tu AAMIR bhi buhat BURA LAGTA hai :P
                        Zindagi Thak Gaye ..!!

                        Comment


                        • Re: Shadi ka Joora

                          Originally posted by La'hasil View Post
                          Mujhey tu AAMIR bhi buhat BURA LAGTA hai :P

                          Chal Jhooti :P
                          :thmbup:

                          Comment


                          • Re: Shadi ka Joora

                            hahahha is main Jhoot kia hai :p
                            Zindagi Thak Gaye ..!!

                            Comment


                            • Re: Shadi ka Joora

                              Originally posted by La'hasil View Post
                              hahahha is main Jhoot kia hai :p

                              Acha to batao mein tumhein bura kyoon kyoon lagta hoon :P
                              :thmbup:

                              Comment


                              • Re: Shadi ka Joora

                                Withour any reason :P
                                Zindagi Thak Gaye ..!!

                                Comment

                                Working...
                                X