Re: Shadi ka Joora
Withour any reason :P
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Shadi ka Joora
Collapse
X
-
Re: Shadi ka Joora
Originally posted by La'hasil View Posthahahha is main Jhoot kia hai :p
Acha to batao mein tumhein bura kyoon kyoon lagta hoon :P
Leave a comment:
-
Re: Shadi ka Joora
Originally posted by La'hasil View PostMujhey tu AAMIR bhi buhat BURA LAGTA hai :P
Chal Jhooti :P
Leave a comment:
-
Re: Shadi ka Joora
off-course my friend.... he should look unique aur waisay bhi shaadi kay jouRay khudh bhi bohat khoobsurat hotay hain... infact muhay Sherwaani, pa'jaama, kurta aur sar per kula bohat acha lagta hay.... though it doesn't suit many.... but it look unique :)
Originally posted by munda_Sialkoty View PostYani aap k nazdeek dulhay ka unique lagna ziada important he good looking lagnay se
Leave a comment:
-
Re: Shadi ka Joora
Originally posted by thefire1 View PostWalaikum Assalaam
Well aap ki observation say lagta hay kay kaafi shaadiyan attend ki hain aap nay :)
According to me Marriage is a very decent and formal occasion of life, its so important that you like to invite your closest family and friends to be a part of this special event of life. the occasion is SPECIAL therefore all arrangement such as decoration of the hall, food selection, wedding card selection, lighting in the hall and even the dressing everything need a very SPECIAL attention....
Shaadi zindagi ka bohat hi aham mouqa hay aur Pakistan main jahan umooman aik hi shaadi ka riwaaj hay wahan yeh mouqa bohat hi ahmiiyat ka haamil hota hay.... dulha koshish karta hay kay achay say achay libas khareeday jo uss ki INFRIDIYAT ka haamil ho... he should look unique in the event..... shayed auroon ki nazar main woh libas ussay suite karay ya na karay magar uss kay apnay dili itiminaan kay liye uss ki zindagi kay iss aham mouqay per khareeda gaya jouRa uss ko suite kar raha hay.... chahay woh iss jouRay ko phir zindagi bhar na pehnay!!! :)
Yani aap k nazdeek dulhay ka unique lagna ziada important he good looking lagnay se
Leave a comment:
-
Re: Shadi ka Joora
Originally posted by musaddaq View Postamir ko khoobsurat lagna boht bura lagta hai
Yaar loog nazar laga dete hein
Leave a comment:
-
Re: Shadi ka Joora
Walaikum Assalaam
Well aap ki observation say lagta hay kay kaafi shaadiyan attend ki hain aap nay :)
According to me Marriage is a very decent and formal occasion of life, its so important that you like to invite your closest family and friends to be a part of this special event of life. the occasion is SPECIAL therefore all arrangement such as decoration of the hall, food selection, wedding card selection, lighting in the hall and even the dressing everything need a very SPECIAL attention....
Shaadi zindagi ka bohat hi aham mouqa hay aur Pakistan main jahan umooman aik hi shaadi ka riwaaj hay wahan yeh mouqa bohat hi ahmiiyat ka haamil hota hay.... dulha koshish karta hay kay achay say achay libas khareeday jo uss ki INFRIDIYAT ka haamil ho... he should look unique in the event..... shayed auroon ki nazar main woh libas ussay suite karay ya na karay magar uss kay apnay dili itiminaan kay liye uss ki zindagi kay iss aham mouqay per khareeda gaya jouRa uss ko suite kar raha hay.... chahay woh iss jouRay ko phir zindagi bhar na pehnay!!! :)
Originally posted by munda_Sialkoty View PostAslam-o-Alaikum,
Aik baat jo mein aksar soochta hoon aur jo mein ne bohat strongly observe bhi ki he. Loog aam zindagi mein different events pe bohat acha dress up hotay hein aur bohat decent look b aati he. Lekin shadi walay dino mein wo zaraq baraq waralay mehngay libaas pehantay hein jo unhein bilkul bhi suit nahi kerte. Aisa akser mein ne dulhay ke case mein dekha he. Dulhanein amooman aisa teyaar hoti hein ke wo to apni asli shakal tak chupa jati hein. Make up akser aukaat unhein pehlay se ziada haseen ker ke pesh kerta he. Lekin dulhay ke moaamlay mein akser dekha gaya he ke wo apne liye mehngi cheez to khareed lete hein lekin akser wo cheez unhein suit nahi kerti.
Shadi mein acha dikhna ziada important hona chahiye ya k mehnga :p
Ager doolhay ko casual wears ziada suit kerta he ya koi bhi simple dress mein us ki look ziada decent aati he usay wo pehanana chahiye ya rang bharangi sherwani must he?
Leave a comment:
Leave a comment: