Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

fake friendship

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: fake friendship

    Originally posted by crystal_thinking View Post

    isko ishq nai bhok sy yeh halt hoye hy:rew:

    Is ka sara khana tum jo kha jati ho :shyy:

    Leave a comment:

  • crystal_thinking
    replied
    Re: fake friendship

    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
    Yeh larki to ishq mein kamli hui lagti he
    isko ishq nai bhok sy yeh halt hoye hy:rew:

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: fake friendship

    Originally posted by crystal_thinking View Post

    tmsy jan pehchan k bad yehe hal hona tha bechari ka:fight:

    Yeh larki to ishq mein kamli hui lagti he

    Leave a comment:

  • crystal_thinking
    replied
    Re: fake friendship

    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
    mein is larki ko bohat achi tarah se jaanta hoon her pic mein taqreebun roo he rahi hoti he
    tmsy jan pehchan k bad yehe hal hona tha bechari ka:fight:

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: fake friendship

    Originally posted by crystal_thinking View Post

    jahan larki dekhty ho jan pehchan nikal lyty ho:huh!:

    mein is larki ko bohat achi tarah se jaanta hoon her pic mein taqreebun roo he rahi hoti he

    Leave a comment:

  • crystal_thinking
    replied
    Re: fake friendship

    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
    Yeh larki ka avatar jo lagaya he tum ne is se meri achi khasi jaan pehchan he. Tum ne kahan se choori kia
    jahan larki dekhty ho jan pehchan nikal lyty ho:huh!:

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: fake friendship

    Originally posted by crystal_thinking View Post

    وہ صرف تم کا ہے۔۔۔

    Yeh larki ka avatar jo lagaya he tum ne is se meri achi khasi jaan pehchan he. Tum ne kahan se choori kia

    Leave a comment:

  • crystal_thinking
    replied
    Re: fake friendship

    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
    372-haha Fitay he moun tumhara

    وہ صرف تم کا ہے۔۔۔

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: fake friendship

    Originally posted by crystal_thinking View Post

    tmko friendship ka pata he nai... tm business talk kr ry...
    372-haha Fitay he moun tumhara

    Leave a comment:

  • saraah
    replied
    Re: fake friendship

    آنچل
    جہاں تک میں اپکوجان پائی ہوں آپ ایک مناسب فاصلہ رکھ کہ دوستی کرتی ہیں جب تک کسی تعلق کی گہرائی میں نا جایا جائے کھرے کھوٹے کی پہچان کرنا کم ہی ممکن ہوتا ہے ۔۔۔

    Leave a comment:

  • Jamil Akhter
    replied
    Re: fake friendship

    w/salam Aanchal jee
    dost wo hota a jo app ki baat ko bina khy samjh jay is may hath ka zikir ko rokty hain ....aik hadees a dosto say gifts ka tabadla karty rahoo is say mohabbat barhtii hay..mazeed dost say garz say sirf milna theek nahiii...aur app ki choti si muskarahat app kay dushman ko bhi dost bana sakti hay...aik mashoor admi nay kaha may apnay dushman ko maray bina nahi chorta dosry nay pocha wo kasay unka jawab tha usay dost bana kar---ab dushman tu mar gya dost rah gya

    Leave a comment:

  • crystal_thinking
    replied
    Re: fake friendship

    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
    Ofcourse merdoon ki doosti auratoon se ziada longer lasting hoti he. Khawateen ki doosti pre-marriage aur post-marriage mein devide ker do. Jo larkiyan shadi se pehlay doost hoti hein wo shadi ke baad akser scene se he gaib ho jati hein. Aur khawateen ki doosti bohat ziada logical bhi nahi hoti aur akser more than friendship it remain simply an aquaintance. Friendship mein expectation ka hona zaroori he, bulke mein to kahoon ga k jis friendship mein expectations nahi wo to asal mein friendship he nahi. Lekin expectations ki bhi aik variety he, jis mein logical expectations aur illogical expectations hoti hein. Khawateen akser illogical expectations rakh bethti hein jis ki waja se unhein baad mein hazeemat uthana perti he. Jub ke men mein yeh aam dekha jata he, k un k jo buchpan k doost hotay hein akser un ki jawaani k baad tak ya even burhapay tak chaltay hein.
    tmko friendship ka pata he nai... tm business talk kr ry...

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: fake friendship

    Originally posted by Aanchal View Post
    yeh to aap vo baat kar rehay hian na kay kabhi khabar milna ho jaye poranay friends say ...
    aisi dosti ka kia karna jo fake ho na agay ki na peechay ki

    Mujay lag raha he ke tum aur crystal sai baatein ker rahi ho aur mein ghalat bata raha hoon

    Leave a comment:

  • .
    replied
    Re: fake friendship

    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
    Mera khyaal yeh he k ager friendship mein Ego ka element khatam ker dia jaye to friendship longer lasting ho jati he. Mera jo kehna tha wo mere apne experience pe base kerta he. Aaj bhi mein kabi apne puranay ghar ko visit kerta hoon to us area ke saaray larkay mujay bohat purjoosh ho ker miltay hein jin ke saath school mein study ki ya jin ke saath time guzara. Un sub ka joosh deedni hota he. Circumstances, mahool, insaan ki priorities, mazaaj, temperament, ego ka level, give and take, aur is ke ilawa aur bhi kaafi saaray factors hein jo doosti per asar andaaz hotay hein.

    Waise aaj kul k loog bohat jald baaz hein doosti toorne mein.
    yeh to aap vo baat kar rehay hian na kay kabhi khabar milna ho jaye poranay friends say ...
    aisi dosti ka kia karna jo fake ho na agay ki na peechay ki

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: fake friendship

    Originally posted by crystal_thinking View Post

    hahaha ... so u want to say k men ki life mein jo b friend banty wo forever hoty???? agar tumko aisa lagta hy tu yaqeenan galt lagta hy... friendship chahye kisi b hoye expectations har relation mein hoti hein... or yeh bat jo tumny kahe k women ziada high expectation rakhti hein tu is mein kia shak hy... berhal unki expectations ziada hoti hein lekin yeh kehna galt hy k wo is base per dosron ko parakhtihein or friends ko reject krti hein...

Working...
X