Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

fake friendship

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • crystal_thinking
    replied
    Re: fake friendship

    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
    Aik tumhein bohat vital fact bata raha hoon kisi aur ko na batana. Men aur Women dono ke apna apna experiences hotay hein aur dono ke experiences different hotay hein. Men ki life relatively stable hoti he is moaamlay mein. Yaani jo doost bantay hein wo banay he rehtay hein. Men are either not that choosy or selective as most of the time they tend to get it going in varied circumstances. Jub k women ki expectations apne dooston se ziada high hoti hein. Wo jaldi parakhna chahti hein aur wo jaldi reject kerna chahti hein. Tumharay views mere se differ ker saktay hein
    hahaha ... so u want to say k men ki life mein jo b friend banty wo forever hoty???? agar tumko aisa lagta hy tu yaqeenan galt lagta hy... friendship chahye kisi b hoye expectations har relation mein hoti hein... or yeh bat jo tumny kahe k women ziada high expectation rakhti hein tu is mein kia shak hy... berhal unki expectations ziada hoti hein lekin yeh kehna galt hy k wo is base per dosron ko parakhtihein or friends ko reject krti hein...

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: fake friendship

    Originally posted by Aanchal View Post
    nahi amir aisa nahi hota aap ki info is baray main updated nahi hai : ) ...friendship main pakka honay k leye time beech main nahi ata .....
    wesay mazaye ki baat yeh hai kay me nay jis larki k leye yeh thread lagya tha usay bachpan say janti houn ..bus buhat si adtian aisi kay mujhay fake lagnay laga sub kuch us ka ..so yaha bhi thread lagaya kay bakeoo ka is taraha ki fake friendship kay baray main kia khayal hai ....choor deytay hain ya isi kay sath guzara ....

    Mera khyaal yeh he k ager friendship mein Ego ka element khatam ker dia jaye to friendship longer lasting ho jati he. Mera jo kehna tha wo mere apne experience pe base kerta he. Aaj bhi mein kabi apne puranay ghar ko visit kerta hoon to us area ke saaray larkay mujay bohat purjoosh ho ker miltay hein jin ke saath school mein study ki ya jin ke saath time guzara. Un sub ka joosh deedni hota he. Circumstances, mahool, insaan ki priorities, mazaaj, temperament, ego ka level, give and take, aur is ke ilawa aur bhi kaafi saaray factors hein jo doosti per asar andaaz hotay hein.

    Waise aaj kul k loog bohat jald baaz hein doosti toorne mein.

    Leave a comment:

  • .
    replied
    Re: fake friendship

    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
    Buchpan ki friendship mein aap aik doosray ko base se jantay hein. Aap ka understanding ka level bohat aala hota he. School ki friendship college ki friendship se ziada strong hoti he. jub ke colllege ki friendship office friendship se ziada strong hoti he. Later stages mein jo friendship hoti he us mein sincerity to ziada ho sakti he lekin aik murawat si bhi rehti he. Lekin buchpan ki friendship mein khula pan aur frankness ka element ziada hota he.
    nahi amir aisa nahi hota aap ki info is baray main updated nahi hai : ) ...friendship main pakka honay k leye time beech main nahi ata .....
    wesay mazaye ki baat yeh hai kay me nay jis larki k leye yeh thread lagya tha usay bachpan say janti houn ..bus buhat si adtian aisi kay mujhay fake lagnay laga sub kuch us ka ..so yaha bhi thread lagaya kay bakeoo ka is taraha ki fake friendship kay baray main kia khayal hai ....choor deytay hain ya isi kay sath guzara ....

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: fake friendship

    Originally posted by u_r View Post
    mein bhi tumaare baare mein yehi kehne waali thi,,,,phir mjhe khyaal aya ke tumaari aur meri to friendship hi nahi
    :ys:

    Leave a comment:

  • u_r
    replied
    Re: fake friendship

    Originally posted by crystal_thinking View Post

    shukar hy tumko pata tu chala...
    haahn na mein to thehri hi gullible......baatuhn mein aa jaati huhn logouhn ki.......aai haii:think:

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: fake friendship

    Originally posted by crystal_thinking View Post

    friendship mein murawat ho sakti he nai ... jab murawat ka element aa jae tu automatically friendship kahen dor reh jati hy...

    or jo logic tum dy ry ho wo is liya mani nai ja sakti k bhot lamba arsa b kisi ko jannay or kisi k sath comfort zone mein guzarnay k bawajood b life mein koi aisa person zarur aa jata hy jo apko short tym mwin usi ya us sy ziada comfort zone mein lay jata hy... is liya purani or new friendship ka koi comparison nai hy....

    Aik tumhein bohat vital fact bata raha hoon kisi aur ko na batana. Men aur Women dono ke apna apna experiences hotay hein aur dono ke experiences different hotay hein. Men ki life relatively stable hoti he is moaamlay mein. Yaani jo doost bantay hein wo banay he rehtay hein. Men are either not that choosy or selective as most of the time they tend to get it going in varied circumstances. Jub k women ki expectations apne dooston se ziada high hoti hein. Wo jaldi parakhna chahti hein aur wo jaldi reject kerna chahti hein. Tumharay views mere se differ ker saktay hein

    Leave a comment:

  • crystal_thinking
    replied
    Re: fake friendship

    Originally posted by u_r View Post
    mein bhi tumaare baare mein yehi kehne waali thi,,,,phir mjhe khyaal aya ke tumaari aur meri to friendship hi nahi
    shukar hy tumko pata tu chala...

    Leave a comment:

  • u_r
    replied
    Re: fake friendship

    Originally posted by crystal_thinking View Post
    such pocho tu real life mein mjko koi fake friendship mili nai ALLAH G k fazal sy lekin net py jitny b logo mily almost sab he fake hein...
    mein bhi tumaare baare mein yehi kehne waali thi,,,,phir mjhe khyaal aya ke tumaari aur meri to friendship hi nahi

    Leave a comment:

  • crystal_thinking
    replied
    Re: fake friendship

    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
    ً

    Mein ne yeh kaha ke tumhein sharmatay huay zara b sharam nahi aati he kia
    nai tu...

    Leave a comment:

  • crystal_thinking
    replied
    Re: fake friendship

    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
    Buchpan ki friendship mein aap aik doosray ko base se jantay hein. Aap ka understanding ka level bohat aala hota he. School ki friendship college ki friendship se ziada strong hoti he. jub ke colllege ki friendship office friendship se ziada strong hoti he. Later stages mein jo friendship hoti he us mein sincerity to ziada ho sakti he lekin aik murawat si bhi rehti he. Lekin buchpan ki friendship mein khula pan aur frankness ka element ziada hota he.
    friendship mein murawat ho sakti he nai ... jab murawat ka element aa jae tu automatically friendship kahen dor reh jati hy...

    or jo logic tum dy ry ho wo is liya mani nai ja sakti k bhot lamba arsa b kisi ko jannay or kisi k sath comfort zone mein guzarnay k bawajood b life mein koi aisa person zarur aa jata hy jo apko short tym mwin usi ya us sy ziada comfort zone mein lay jata hy... is liya purani or new friendship ka koi comparison nai hy....

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: fake friendship

    Originally posted by crystal_thinking View Post

    translation kr do pls....:shyy:
    ً

    Mein ne yeh kaha ke tumhein sharmatay huay zara b sharam nahi aati he kia

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: fake friendship

    Originally posted by Aanchal View Post
    kio nahi hota farak net or real main ..han net kay real life main mill jaian to phir in pay real life ki friendship asool lagoo ho jatay hian :lol:

    nop aap ki akhri baat say main agree nahi karti kay bachpan hi friendship best hoti hai ....koi aap ko 2,4 saal pehlay friend bana ho koi bachpan say aap bachpan walye ko best samjhoo gay ? chaye naya wala zaida sincere hoo
    Buchpan ki friendship mein aap aik doosray ko base se jantay hein. Aap ka understanding ka level bohat aala hota he. School ki friendship college ki friendship se ziada strong hoti he. jub ke colllege ki friendship office friendship se ziada strong hoti he. Later stages mein jo friendship hoti he us mein sincerity to ziada ho sakti he lekin aik murawat si bhi rehti he. Lekin buchpan ki friendship mein khula pan aur frankness ka element ziada hota he.

    Leave a comment:

  • crystal_thinking
    replied
    Re: fake friendship

    Originally posted by Aanchal View Post
    kio nahi hota farak net or real main ..han net kay real life main mill jaian to phir in pay real life ki friendship asool lagoo ho jatay hian :lol:

    nop aap ki akhri baat say main agree nahi karti kay bachpan hi friendship best hoti hai ....koi aap ko 2,4 saal pehlay friend bana ho koi bachpan say aap bachpan walye ko best samjhoo gay ? chaye naya wala zaida sincere hoo
    good point...

    Leave a comment:

  • crystal_thinking
    replied
    Re: fake friendship

    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
    ۔۔

    Is this the way you humiliate the ppl you come across on daily basis?
    translation kr do pls....:shyy:

    Leave a comment:

  • .
    replied
    Re: fake friendship

    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
    Real life ya net life. Dono mein ziada faraq nahi he. Baat aap ki apni mentality ki bhi he ke aap ke nazdeek friendship ka basic criteria kia he. Aap doosray banday ko as a friend kesa dekhna chahtay hein. Mein ne kuch loogon ko dekha he ke wo time paas friends k saath bhi bohat easy hotay hein wo yeh soochtay hein ke hamara kia jata he us ki apni life he aur meri apni, jub ke kuch loog ziada involvement k kail hotay hein.

    Waise best friendship buchpan ki hoti he. Dono aik doosray ko roots se jaantay hotay hein. Tum ne achi doosti kerni he to mere buchpan ki doost ban jao :p

Working...