Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mulk main 2 chuttiyan ......faida ya nuqsaan ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Mulk main 2 chuttiyan ......faida ya nuqsaan ?

    Originally posted by AbgeenA View Post
    nahi ham to arse se 2 chutiyan kar rahe hen:shyy:
    kabhi 1 kabhi 2...govt k bhi ajab tamashe hen...is tarah bijli bache gi kia?students ka kitna harj hota he.pehle hi aey din koi na koi day mnaya jata he or chuti ho jati he..hartal ho jati he weghera...or Pakistan ko kis waja se kia mila or kis waja se kia nahi mila ye aik alag or lambi behes he..phir kabhi sahi:tasali:
    in short k neyat saaf nahi he in sab feslon me is leay koi faeda bhi nahi hone ka....
    Wahi to main kehna chah raha hon, k pakistan k sabhi tabkaat ko aik hi list main na rakha jaye, students k lye to waqi harj ki baat hay
    Allah

    Comment


    • #17
      Re: Mulk main 2 chuttiyan ......faida ya nuqsaan ?

      Originally posted by Masood View Post
      واعلیکم السلام
      سب سے پہلے تو فردوس عاشق صاحبہ کے وارے جائیں انہیں پہلے ہی اپنے بندے سے خوف محسوس ہونے لگا ہے۔

      دوسری بات یہ کہ کیا پاکستان میں کبھی کسی نے پہلے دو یا تین دن مسلسل کام کیا ہے؟

      پاکستان کی کوئی بھی کل سیدھی نہیں۔ یہ ملک صرف اصنادید کی دعاؤں کی بدولت چل رہا ہے ورنہ اس کی تباہی و بردبادی کے لیے کوئی کسر باقی نہیں رہی۔ پاکستان جیسے ملک میں ایک بھی چھٹی ناقابل قبول ہے، وہاں پر دو دو چھٹیاں ملکی معیشت اگر کچھ رہ گئی ہے تو اس کی تباہی و بربادی کا ساماں ہے۔ کیا کیا جا سکتا ہے جب ذہنیت میں غلامی ہو تو اداؤں سے نظر تو آتی ہی ہے نا!
      Kia haal chaal he Denmark walay Altaf Hussain. Kahin theek to nai
      :thmbup:

      Comment


      • #18
        Re: Mulk main 2 chuttiyan ......faida ya nuqsaan ?

        Originally posted by Masood View Post
        بنیادی طور پر دیکھا جائے تو سارا دوش ہی ملازم پیشہ طبقے کا ہے جنہیں نہ اپنے حقوق کا علم ہے، نہ اپنے فرائض کی فکر ہے، نہ فکرفردا ہے نہ غم حال ہے۔ اس طبقے نے اپنی زندگیوں کو کھوتوں کی طرح کھپایا ہوا ہے، اور سارا دن محنت مشقت کے بعد ہندوستانی فلموں میں دو کپڑوں میں ناچتی طوائفوں کو دیکھ کر دل بہلنے ہی کو زندگی سمجھ لیا ہے۔ اور جب الیکشن آتے ہیں، انہی لٹیروں کو اپنے اوپر مسلط کرنے کا عزم کر رکھا ہے۔ قصور تو ہے نا ساری عوام کا قصور ہے۔ یہ الگ بات ہے کہ ہم لوگوں نے اپنے ضمیروں کو مطمئن کر رکھا ہے کہ یہ فریضہ ہم کیوں انجام دیں؟ ہماری کیا اوقات ہے؟
        Yaar mujay to tere jesa leader chahiye. Tu jaldi se Pakistan wapis aa. Pakistan ko choor k na ja apni khooti wapis moor le
        :thmbup:

        Comment


        • #19
          Re: Mulk main 2 chuttiyan ......faida ya nuqsaan ?

          Originally posted by Aanchal View Post
          Assalamalikum
          Mulk main 2 chuttiyan hovi kuch buhat kush ..or majority ko dekha hai wo kush nahi hain : d
          to aap ko kia lagta hai kitnay faiday or nuqasanaat hain is main ?
          ya iway har cheez ko issue bana lia jata hai : d


          main nay firdos Ashiq awaan ka point of dekha dekha wo yaha share kar rahi houn : d aap apna bataye : )
          w sallam.....
          apnii inn Info Minister ko daikh kar merrayy Zehan main joo pehlaa Khiall
          kisi Bhainss kaa hii aataa haii,,,aoor Bhains kay hawallays ay Baraa mashhhorr makoolla
          haii....

          akkal Barii kehh Bhainsss:dance2:
          "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

          Comment


          • #20
            Re: Mulk main 2 chuttiyan ......faida ya nuqsaan ?

            me ki job py koi farak parna nai chahye government pora week he off kar dy...
            Last edited by crystal_thinking; 20 October 2011, 23:18.
            میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

            Comment


            • #21
              Re: Mulk main 2 chuttiyan ......faida ya nuqsaan ?

              Originally posted by crystal_thinking View Post
              me ki job py koi farak parna nai chahye government pora week he off kar dy...

              govt ko chahiye ke tumhein 2 chutiyan dene ki bajaye tumhein 2 lagaye :shyy:
              :thmbup:

              Comment


              • #22
                Re: Mulk main 2 chuttiyan ......faida ya nuqsaan ?

                Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                Kia haal chaal he Denmark walay Altaf Hussain. Kahin theek to nai
                تو سنا اکیسویں صدی کے امیر صادق امیر جعفر
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #23
                  Re: Mulk main 2 chuttiyan ......faida ya nuqsaan ?

                  Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                  Yaar mujay to tere jesa leader chahiye. Tu jaldi se Pakistan wapis aa. Pakistan ko choor k na ja apni khooti wapis moor le
                  میں نے اپنی سیالکھوتی پہلے ہی سے پاکستان میں چھوڑی ہوئی ہے
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #24
                    Re: Mulk main 2 chuttiyan ......faida ya nuqsaan ?

                    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                    govt ko chahiye ke tumhein 2 chutiyan dene ki bajaye tumhein 2 lagaye :shyy:
                    tumko meny body guard awain rakha va hy mj sy pehlay unko tumhen lagani paren ge...
                    میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                    Comment


                    • #25
                      Re: Mulk main 2 chuttiyan ......faida ya nuqsaan ?

                      faide hi faide hein ji...........nuksaan kesa?????


                      sigpic

                      Comment


                      • #26
                        Re: Mulk main 2 chuttiyan ......faida ya nuqsaan ?

                        Originally posted by Masood View Post
                        تو سنا اکیسویں صدی کے امیر صادق امیر جعفر
                        Tu ne mujay mir ki bajaye ameer ker dia, mein tera kis moun se shukriya adaa karon. Chal nahi kerta
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #27
                          Re: Mulk main 2 chuttiyan ......faida ya nuqsaan ?

                          yahan to roz e chuti hoti ha
                          sigpic

                          Comment


                          • #28
                            Re: Mulk main 2 chuttiyan ......faida ya nuqsaan ?

                            Originally posted by Biaa View Post
                            yahan to roz e chuti hoti ha
                            kahan?
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #29
                              Re: Mulk main 2 chuttiyan ......faida ya nuqsaan ?

                              pg per
                              sigpic

                              Comment


                              • #30
                                Re: Mulk main 2 chuttiyan ......faida ya nuqsaan ?

                                Originally posted by Biaa View Post
                                pg per
                                Mein bhi na yahan he aa ke reh jaon :p
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X