Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

"Reason is a slave of Passion"

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • "Reason is a slave of Passion"

    Asalam o alaikom..

    English philosopher David Hume kehta haii...

    "Reason is a slave of Passions"

    yanni aqall Jazzbat kii Ghullam haiiii......next wo likhta hai keh Jazzbbat
    insann ko naturally impress karttay hain,aor yeh human nature hai wo Jazzbbat
    kaa asarr Qabool karr laitaa hai,,,

    Apny iss point of view koo sahi sabit karnnay kay liey woo Kuch example daita hai..

    Jaizz ko naa Jaizz Tareqqays ayy hasill karnay kay badd Uss chezee ko apnay liey
    jaizz Qarar dainaa.....
    .agar wo Cheze hasill karnay m ain nakami ho to Bawajood apni najaizz Koshish kayy
    woo ussayy Ghallat ka naam daitaa haii....

    What u say friendzz.....?aisa hi haii yaa..?
    Last edited by sarfraz_qamar; 9 October 2011, 13:34.
    "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

  • #2
    Re: "Reason is a slave of Passion"

    walaikum salam,

    Iss per comment kerney sey pehley iss philosopher ki theory perhni perhey gi. Aik cheez jo aap ka thread perh ker zehan mey ayi wo ye hai k Reason ka taaluq mind sey hai, or human body ka control bhi mind mey hai. Ab agar Passion ka taaluq human body sey hai? tau mind (ya Reason) iss ko control ker sakta hai.
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment

    • #3
      Re: "Reason is a slave of Passion"

      Originally posted by Z. View Post

      ji right,,,mind kay pass harr Cheze kaa controll to haii but yeh Reason yani Mind b Passionzz yaani
      jazbbat ka matahatt hai,,ham Ghallat karain gay Tabb b mind uss ghallat koo sahii sabitt karnay
      kayy liey koi na koi reason zaroor tilashh karr layy gaaa.....

      in short asal importance passionzz ki hai jabkeh Reason ko Hume Second number parr rakhtaa hai

      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

      Comment

      • #4
        Re: "Reason is a slave of Passion"

        Originally posted by sarfraz_qamar View Post
        ji right,,,mind kay pass harr Cheze kaa controll to haii but yeh Reason yani Mind b Passionzz yaani
        jazbbat ka matahatt hai,,ham Ghallat karain gay Tabb b mind uss ghallat koo sahii sabitt karnay
        kayy liey koi na koi reason zaroor tilashh karr layy gaaa.....

        in short asal importance passionzz ki hai jabkeh Reason ko Hume Second number parr rakhtaa hai

        Philosophy kabhi mera subject nahi raha, mey itna zaroor jantih un k sabhi philosophers rationalists rahey ehin apney waqton k. tau phir ye feelings ? ki kya kahani banti hai ... haan ye zaroor hai k misaal k taur per jaisey agar kaheen natural disaster hota hai tau ham wahan k rehno walon ki madad kertey hein .... sirf iss liye k we feel like .... reason ko iss example mey ..Mey alag ker sakti hun. Lekin ye reason ko slave keh deyna ... hmm ...

        will in.shAllah read about it...
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment

        • #5
          Re: "Reason is a slave of Passion"

          Originally posted by Z. View Post
          Philosophy kabhi mera subject nahi raha, mey itna zaroor jantih un k sabhi philosophers rationalists rahey ehin apney waqton k. tau phir ye feelings ? ki kya kahani banti hai ... haan ye zaroor hai k misaal k taur per jaisey agar kaheen natural disaster hota hai tau ham wahan k rehno walon ki madad kertey hein .... sirf iss liye k we feel like .... reason ko iss example mey ..Mey alag ker sakti hun. Lekin ye reason ko slave keh deyna ... hmm ...

          will in.shAllah read about it...
          slave meanzz keh yeh jazbbatt ham parr na Sirff assarr andazz hottay hain balkehh hamaraii
          akkall parr b Havvii hoottay hain........

          aajj mjh say aik doo kaamm aisayy zarr zadd hoeyy jinhain Mera mind accepy naii karr rahaa
          thaa,aqall nay Bhtt roknnay ki koshishh kii But Jazzbbat kayy aaggay Aqqall kii aik naa
          challii balkehh yeh jazzbbat hii thayy joo Aqall ko apnay sahii honnay kau context main
          mukhtaliff Dallail dayy rahhay thaaayyy
          "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

          Comment

          Working...
          X