Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

bara insaan

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • bara insaan

    Assalam o Alaikum

    kia bara insaan vo hota hai jis kay akhlaqiyaat achay hoon yaa vo hota hai jis kay pass dhan daulat ho????
    sigpic

  • #2
    Re: bara insaan

    و عليكم السلام

    wo jo Pachaas saal ka hojaye....

    waisey welcome back....kaisa raha xindagi ka safar.....hamarey baghair:shyy:
    .......................!!!!!

    Comment


    • #3
      Re: bara insaan

      Insaan bara ya chotta nahi hota... un ki deeds bari ya choti hoti hain

      Comment


      • #4
        Re: bara insaan

        Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
        و عليكم السلام

        wo jo Pachaas saal ka hojaye....

        waisey welcome back....kaisa raha xindagi ka safar.....hamarey baghair:shyy:
        tab app sab say bari hogyin ....aunty ji sahi jawab pay mubarik kabol kijyi...wasay khabi khabi zaban say sach phisal jata a, hay na aunty ji : p
        ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
        سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

        Comment


        • #5
          Re: bara insaan

          Originally posted by ummid View Post
          Insaan bara ya chotta nahi hota... un ki deeds bari ya choti hoti hain
          umeed apka har word golden word hota a...a good deed make perfect man...a bad deed make perrfect bhatkti rooh : p ....hay nay rania.sis kya khiyal a..
          ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
          سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

          Comment


          • #6
            Re: bara insaan

            Originally posted by Jamil Akhter View Post
            umeed apka har word golden word hota a...a good deed make perfect man...a bad deed make perrfect bhatkti rooh : p ....hay nay rania.sis kya khiyal a..
            lagta jeena nai hai ap ne or...
            .......................!!!!!

            Comment


            • #7
              Re: bara insaan

              Originally posted by BhaTaktii RooH View Post


              lagta jeena nai hai ap ne or...
              ab mot say dar nahi lagta...koi aisa tareqa hay tu mardo mujhy...jeena nahi mujhy
              ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
              سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

              Comment


              • #8
                Re: bara insaan

                Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
                و عليكم السلام

                wo jo Pachaas saal ka hojaye....

                waisey welcome back....kaisa raha xindagi ka safar.....hamarey baghair:shyy:
                50 saal waley ko buzurg kahtey hain......

                zindgi hai tu yeh safar lagay rahin gay...... wese acha raha..... thanks
                sigpic

                Comment


                • #9
                  Re: bara insaan

                  Originally posted by Jamil Akhter View Post
                  tab app sab say bari hogyin ....aunty ji sahi jawab pay mubarik kabol kijyi...wasay khabi khabi zaban say sach phisal jata a, hay na aunty ji : p
                  bhai iss kay saie se bhi bach kay rahna..... yeh batakthi rooh nahi batakti aatma hai..........
                  sigpic

                  Comment


                  • #10
                    Re: bara insaan

                    Originally posted by ummid View Post
                    Insaan bara ya chotta nahi hota... un ki deeds bari ya choti hoti hain
                    bakri baat tu aap nay barri achi kar gayi ho.............
                    sigpic

                    Comment


                    • #11
                      Re: bara insaan

                      Originally posted by ambreen_shaam View Post
                      bhai iss kay saie se bhi bach kay rahna..... yeh batakthi rooh nahi batakti aatma hai..........
                      372-scare sorry rooh :rose
                      ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
                      سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

                      Comment


                      • #12
                        Re: bara insaan

                        Originally posted by ambreen_shaam View Post
                        Assalam o Alaikum

                        kia bara insaan vo hota hai jis kay akhlaqiyaat achay hoon yaa vo hota hai jis kay pass dhan daulat ho????
                        Jis ke paas bohat sa paisa ho
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #13
                          Re: bara insaan

                          Originally posted by ambreen_shaam View Post
                          Assalam o Alaikum

                          kia bara insaan vo hota hai jis kay akhlaqiyaat achay hoon yaa vo hota hai jis kay pass dhan daulat ho????
                          Walaikum Assalaam

                          Janab bara insaan woh hota hai jis ki height 8 ft ho :ys:

                          Comment


                          • #14
                            Re: bara insaan

                            Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                            Jis ke paas bohat sa paisa ho
                            sahi kaha aap nay..... kuch loog fazool yeh kahtay hain kay bara insaan vo hota hai jis kay akhlaaq achay hoon..... eik shareef insaan aur achay akhlaaq wala shaks dekhtay nahi kitnay dhakay khaa raha hota hai..... jis kay pass paisa hota hai vo her jaga ezat pata hai.... agar vo paglon wali baatein bhi karay loog sarr jhuka kay kharay hotay hain....... phir bhi jeee jee kar rahe hotay hain...... kahtay hain jis kay ghar mein danay uss ghar kay pagal bhi siyanay........ aweein loog kahtay hain akhlaaq wala shaks bara hota hai.................... :ys:
                            sigpic

                            Comment


                            • #15
                              Re: bara insaan

                              Originally posted by Mr.Khan View Post


                              Walaikum Assalaam

                              Janab bara insaan woh hota hai jis ki height 8 ft ho :ys:
                              khan bhai aap wakai khan hain......sahi kaha aap nay.................. :lol
                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X