Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~ Baat to Hai Chhoti Si.....~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: ~*~ Baat to Hai Chhoti Si.....~*~

    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
    Baat to hai choti si. Kyoon Bhai loogo
    Nahi janab ab aesy hona chayee

    Baat tou thi choti c





    Comment


    • #32
      Re: ~*~ Baat to Hai Chhoti Si.....~*~

      Originally posted by baniazkhan View Post
      Nahi janab ab aesy hona chayee

      Baat tou thi choti c
      nahi bhai baat to abi bhi chooti he chewing gum ki tarah. wo alag baat he ke baat ke phulaa ker patakhay banaye ja rahay hein usay khainch k lamba kia ja raha he

      Waise mein aabi bhai ke dalail se mutfiq hoon siwaye un ke jis mein unhoon ne mere baray mein highlight kia
      :thmbup:

      Comment


      • #33
        Re: ~*~ Baat to Hai Chhoti Si.....~*~

        Originally posted by munda_Sialkoty View Post
        nahi bhai baat to abi bhi chooti he chewing gum ki tarah. wo alag baat he ke baat ke phulaa ker patakhay banaye ja rahay hein usay khainch k lamba kia ja raha he

        Waise mein aabi bhai ke dalail se mutfiq hoon siwaye un ke jis mein unhoon ne mere baray mein highlight kia
        no comments.





        Comment


        • #34
          Re: ~*~ Baat to Hai Chhoti Si.....~*~

          Originally posted by baniazkhan View Post
          no comments.
          oh bhai yeh baat aap ghusay se bhi keh saktay thay
          :thmbup:

          Comment


          • #35
            Re: ~*~ Baat to Hai Chhoti Si.....~*~

            Aslam alykum

            @ masood sir & aabi bhai tell me onething about bahoo(daughter-in-law) & sasur(father-in-law)
            aik bahoo agar apnay sasur kay bary may mekay akar batay inkay sasur irritating her every time
            i.e khana tu mujhy ye nahi khana make a new dish yan phir tv volume full kardena mera sawal
            hay inkay bary may batana geebat(back bitting) hay bhutan (illeagal blame) hay yan zalim
            kay khilaf mazloom ki awaz (voice against cruelty)? matlab by face unko kuch nahi kah sakti
            scared by him....why? its different topic & long story...


            buhat shukriya
            Last edited by Jamil Akhter; 8 June 2011, 15:14.
            ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
            سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

            Comment

            Working...
            X