Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

chalo ab sach sach hojay

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • chalo ab sach sach hojay

    chalo ab sach sach hojay app ko khabi kisi say pyar hua :36_3_19[1]: agar han tu izhar kiya ya bas yad dil may basay ahiin bhartay hain aur izhar kia aur kamyabi mili tu kasa laga
    ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
    سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

  • #2
    Re: chalo ab sach sach hojay

    dekha kisi may himmat nahi sach ki :tauba arii yahan kon dekh raha hay bata do chupkay say ya sub kay sub nikhtoo ho koi nahi mili :bhago:
    ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
    سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

    Comment

    • #3
      Re: chalo ab sach sach hojay

      Originally posted by jamil123 View Post

      shabratii kehta haii eik larki ki nisbat sab larkioun say piyar karna aassan kam hai.....

      To jani,

      kai martaba piyar howa,.....

      Izhar har martba kia......

      Kabi kamyabi mili to kabi moonh ki khanii pariii.....
      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

      Comment

      • #4

        himmayy kay mammmayy aorr chachayyyyy....

        Pehlay apnaa to btaa...

        • #5
          Re: chalo ab sach sach hojay

          Originally posted by sarfraz_qamar View Post

          ohho chupay rustam ...kya bat a aisay kamyab lover ki hum dil say qadar karty hain....
          ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
          سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

          Comment

          • #6

            mr sarfraz qamar ye bat may yahan is liyi bata rahan hoon mujhy 99% umeed hay is bat ko na mera jan nay wala dekhay ga na samjhy ga....mujhy pyar hua tha aik larki say[nam farz A] bus A hi mere zindigi thi magar aik din wo gum hogyiii mujhy nahi maloom kahan gyii wo aik area may rent pay rahty thy bus may out of karachi gya aur wo makan chor gay buhat dhonda buhat but nakami hi muqdar thariii...one thing more manay police force join bhi isi liyi ki usay dhondoon ga ...
            Last edited by Jamil Akhter; 11 May 2011, 15:09.
            ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
            سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

            Comment

            • #7
              Re: chalo ab sach sach hojay

              Originally posted by jamil123 View Post
              ohho chupay rustam ...kya bat a aisay kamyab lover ki hum dil say qadar karty hain....
              kia khakk kamiyabii miliii hai,,,abi tak.......tilashh abi jari o sari haiiiiiii
              "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

              Comment

              • #8
                Re: chalo ab sach sach hojay

                Originally posted by jamil123 View Post
                mr sarfraz qamar ye bat may yahan is liyi bata rahan hoon mujhy 99% umeed hay is bat ko na mera jan nay wala dekhay ga na samjhy ga....mujhy pyar hua tha aik larki say[nam farz A] bus A hi mere zindigi thi magar aik din wo gum hogyiii mujhy nahi maloom kahan gyii wo aik area may rent pay rahty thy bus may out of karachi gya aur wo makan chor gay buhat dhonda buhat but nakami hi muqdar thariii...one thing more manay police force join bhi isi liyi ki usay dhondoon ga ...
                yarraa yeh to typical love story hai,,agar usss larki ko tm say zara b mohabbat hoti too iss tarah chorr kar naaa jatiii.....

                Isss liey mera to yehi mashwara hai,ussay bholl jao aorr koi hoorr kurii labbbb layy,,,aor karachi main konsa larkioun ka kaaal par gia hai jo too ussay dhoond raha haiiiii
                "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                Comment

                • #9
                  Re: chalo ab sach sach hojay

                  Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                  shabratii kehta haii ...
                  kabi khud be kuch keah lia ker chacha
                  I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                  Comment

                  • #10
                    Re: chalo ab sach sach hojay

                    Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                    yarraa yeh to typical love story hai,,agar usss larki ko tm say zara b mohabbat hoti too iss tarah chorr kar naaa jatiii.....

                    Isss liey mera to yehi mashwara hai,ussay bholl jao aorr koi hoorr kurii labbbb layy,,,aor karachi main konsa larkioun ka kaaal par gia hai jo too ussay dhoond raha haiiiii
                    kal tu nahi aur yaqeen kijyi itni pyari pyari girls nay mujhy offer ki but wo bhol nahi pa rahi maloom nahi kyon aisa kyon hay?
                    ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
                    سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

                    Comment

                    • #11
                      Re: chalo ab sach sach hojay

                      Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                      kia khakk kamiyabii miliii hai,,,abi tak.......tilashh abi jari o sari haiiiiiii
                      toba aik kay bad aik aur still talash jarii a aur ro rahay hain app jasay hunters kay liyi hum lady-killer ki istlah use karty hain
                      ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
                      سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

                      Comment

                      • #12
                        Re: chalo ab sach sach hojay

                        Originally posted by Tanha Hassan View Post
                        kabi khud be kuch keah lia ker chacha
                        apnii kon suntaa hai yahhan...

                        Issii liey shabrati key aqwall say kam chalana partaa haiii
                        "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                        Comment

                        • #13
                          Re: chalo ab sach sach hojay

                          Originally posted by jamil123 View Post
                          toba aik kay bad aik aur still talash jarii a aur ro rahay hain app jasay hunters kay liyi hum lady-killer ki istlah use karty hain
                          paaa jii...
                          Hollaaa hathh rakhoooo,
                          "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                          Comment

                          • #14
                            Re: chalo ab sach sach hojay

                            Assalaam-O-alaikum

                            Jee janab choonkay aap nay sach sach poocha hay tou sach hi batata hoon, waisay agar sach na bhi poochtay tou sach hi batata....!

                            Waisay kabhi socha nahin tha kay main kabhi mohabbat main mubtala ho sakoon ga.... magar kehtay hain na kay zindagi main kabhi na kabhi insaan iss khoobusrat mouR say zaroor guzarta hay.... aur aakhir aik dinn meri unn say mulaqaat hoyee.... aur waqayi aisa mehsoos hua jaisay dil meray qaboo main hi nahin, apnay dil ki dhaRkan per qaboo paana mukhkil hogaya aur zaban nay alfaaz ka saath choR diya... magar jald hi apnay hawas ko qaboo kia aur pehli hi mulaqat main apnay dil kay sachay jazbaat unn say bayan kardiya... shayed unhain meri sach goyee aur saadgi say ada gayay alfaaz per yaqeen aagaya aur unhoon nay meray izhar-e-khayal ko qubool kia.

                            Magar woh kehtay hain na
                            "Woh mil tou gaya laikain apna bhi muqaddar
                            Shatranj ki uljhi hoyee chaloon ki tarah tha!"

                            Bas zindagi kay basaat per main nay har mumkin koshish ki uss ko paanay ki magar paa na saka, kiyonki unkay waldain unn kay liye aik behtar rishtay ki talash main thay, khair unhoo nay kaafi baar mujh say kaha kay main aap kay baghair nahin reh sakoon gi hum shadi kar laitay hain, waldain khudh maan jayain gain..... magar main nay har baar yehi kaha kay waldain ki marzi ki khilaaf warzi hum bhala kiyon karain... woh hum say baRay hain aur hum say ziiyda iss duniya ka experience rakhtay hain agar unhoon nay yeh faisla kia hay tou thik hi kia hoga aur rahi baat aap kay baghair rehnay ki tou duniya main koi rishta itna aham nahin hay jis kay baghair zindagi na guzaari jaa sakay..... :)

                            Bas aakhri baar wahan unhain yeh alfaaz keh kar unki purnam ankhoo ko dekha aur alwida kaha aur uss kay baad aaj tak kabhi na unn say mila aur na hi kabhi mohabbat karnay ki himmat kar paya, shayed kisi nay sach kaha hay pehli mohabbat ko bhulaana asaan nahin :)

                            Khush rahyeh

                            Fi amaan ALLAH

                            Originally posted by jamil123 View Post
                            chalo ab sach sach hojay app ko khabi kisi say pyar hua :36_3_19[1]: agar han tu izhar kiya ya bas yad dil may basay ahiin bhartay hain aur izhar kia aur kamyabi mili tu kasa laga
                            sigpic

                            Comment

                            • #15
                              Re: chalo ab sach sach hojay

                              Originally posted by thefire1 View Post
                              Assalaam-O-alaikum

                              Jee janab choonkay aap nay sach sach poocha hay tou sach hi batata hoon, waisay agar sach na bhi poochtay tou sach hi batata....!

                              Waisay kabhi socha nahin tha kay main kabhi mohabbat main mubtala ho sakoon ga.... magar kehtay hain na kay zindagi main kabhi na kabhi insaan iss khoobusrat mouR say zaroor guzarta hay.... aur aakhir aik dinn meri unn say mulaqaat hoyee.... aur waqayi aisa mehsoos hua jaisay dil meray qaboo main hi nahin, apnay dil ki dhaRkan per qaboo paana mukhkil hogaya aur zaban nay alfaaz ka saath choR diya... magar jald hi apnay hawas ko qaboo kia aur pehli hi mulaqat main apnay dil kay sachay jazbaat unn say bayan kardiya... shayed unhain meri sach goyee aur saadgi say ada gayay alfaaz per yaqeen aagaya aur unhoon nay meray izhar-e-khayal ko qubool kia.

                              Magar woh kehtay hain na
                              "Woh mil tou gaya laikain apna bhi muqaddar
                              Shatranj ki uljhi hoyee chaloon ki tarah tha!"

                              Bas zindagi kay basaat per main nay har mumkin koshish ki uss ko paanay ki magar paa na saka, kiyonki unkay waldain unn kay liye aik behtar rishtay ki talash main thay, khair unhoo nay kaafi baar mujh say kaha kay main aap kay baghair nahin reh sakoon gi hum shadi kar laitay hain, waldain khudh maan jayain gain..... magar main nay har baar yehi kaha kay waldain ki marzi ki khilaaf warzi hum bhala kiyon karain... woh hum say baRay hain aur hum say ziiyda iss duniya ka experience rakhtay hain agar unhoon nay yeh faisla kia hay tou thik hi kia hoga aur rahi baat aap kay baghair rehnay ki tou duniya main koi rishta itna aham nahin hay jis kay baghair zindagi na guzaari jaa sakay..... :)

                              Bas aakhri baar wahan unhain yeh alfaaz keh kar unki purnam ankhoo ko dekha aur alwida kaha aur uss kay baad aaj tak kabhi na unn say mila aur na hi kabhi mohabbat karnay ki himmat kar paya, shayed kisi nay sach kaha hay pehli mohabbat ko bhulaana asaan nahin :)

                              Khush rahyeh

                              Fi amaan ALLAH
                              itni dukhi story na mil kay becharna yan aik tarfah mohhabat ya bus mohhabat....lakin aisi mohhabat jub do dil razi hoon aur majbori juda karday Allah ye waqt na dekhy kisi ko..kitna dukh hua hoga app ko aur apki sathi ko....mujhy tu khud rona araha a...kya unki ab shadi hogyi?
                              ہے الف و لیلہ سی زندگی درپیش
                              سو جاگتی ہوئی ، اک شہر زاد ہے دل میں

                              Comment

                              Working...
                              X