Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

A pHILOSOPHICAL qUESTION from Saraah

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: A pHILOSOPHICAL qUESTION from Saraah

    Originally posted by MeemSheenAlif View Post
    porani batein me ko bhool jati he...aur nai bato'n ka mujhe pata nahi...
    borrhey hogaye ho is liye...
    .......................!!!!!

    Comment


    • #32
      Re: A pHILOSOPHICAL qUESTION from Saraah

      Originally posted by BhaTaktii RooH View Post


      borrhey hogaye ho is liye...
      wese burhapay me sari purani batein yaad ati he...jo us waqt ho rahi hoti he wo yaad nahi rehta :ys:

      Comment


      • #33
        Re: A pHILOSOPHICAL qUESTION from Saraah

        Originally posted by MeemSheenAlif View Post
        wese burhapay me sari purani batein yaad ati he...jo us waqt ho rahi hoti he wo yaad nahi rehta :ys:
        aisa kon sa burrhapa hota hai...:think:
        .......................!!!!!

        Comment


        • #34
          Re: A pHILOSOPHICAL qUESTION from Saraah

          Originally posted by BhaTaktii RooH View Post


          aisa kon sa burrhapa hota hai...:think:
          koi to hota hi hoga :garmi:

          aur yeh filosofical thread kharab horaha he
          :bhago:

          Comment


          • #35
            Re: A pHILOSOPHICAL qUESTION from Saraah

            Originally posted by MeemSheenAlif View Post
            koi to hota hi hoga :garmi:

            aur yeh filosofical thread kharab horaha he
            :bhago:

            UM bhi tu BooRha honey ka filasafii jharr raha hai....
            .......................!!!!!

            Comment


            • #36
              Re: A pHILOSOPHICAL qUESTION from Saraah

              Originally posted by BhaTaktii RooH View Post



              UM bhi tu BooRha honey ka filasafii jharr raha hai....
              UM kon he :donno:

              Comment


              • #37
                Re: A pHILOSOPHICAL qUESTION from Saraah

                Originally posted by MeemSheenAlif View Post
                UM kon he :donno:
                UM yani UM baba....

                Um kon hai...ye jo tum se baat karta hai ye kon hai...dikhayii deta nai kya tum ko....

                me kul apney bhateejey k school gayi thi...us school k chowkidaar baba aisey hi bol rahey they...me ko language barri achi lagii...: p
                Last edited by BhaTaktii RooH; 15 May 2011, 13:48.
                .......................!!!!!

                Comment


                • #38
                  Re: A pHILOSOPHICAL qUESTION from Saraah

                  Originally posted by BhaTaktii RooH View Post


                  UM yani UM baba....

                  Um kon hai...ye jo tum se baat karta hai ye kon hai...dikhayii deta nai kya tum ko....

                  me kul apney bhateejey k school gayi thi...us school k chowkidaar baba aisey hi bol rahey they...me ko language barri achi lagii...: p
                  theek he...UM bhi try karta he...bolne ki...per break k baad...:ys:

                  Fe'Amaan'Allah...:ys:

                  Comment


                  • #39
                    Re: A pHILOSOPHICAL qUESTION from Saraah

                    Originally posted by MeemSheenAlif View Post
                    theek he...UM bhi try karta he...bolne ki...per break k baad...:ys:

                    Fe'Amaan'Allah...:ys:
                    haan aj se baba UM or tum yahi jabaan boley ga...:rew:

                    Take care
                    Allah hafiz
                    .......................!!!!!

                    Comment


                    • #40
                      Re: A pHILOSOPHICAL qUESTION from Saraah

                      Originally posted by saraah View Post
                      @thefire1
                      wellll....hoskta aap theek kehtay ho....lakin agr yeh parasti sahi track pe hogi tou ek doosray se munslik rishtoN ka khyaal dono khud bakhud rakhain gay.
                      Saraah jee, aap ka sawaal "kisi aik ki taraf dosray ka ziyda jhukayoo" ki base per tha jo darhaqeeqat aik sahi baat nahin, agar dono kay rishtay main, mohabbat main, ehtiraam main, aur samajhdaari main TAWAAZUN hoga tou tou unhain aik dosray ki PARASTI karnay ki zaroorat kabhi paish hi nahin aayay gii...

                      Agar aap humaray maashray ki baat karain tou yeh sab baatain aik AJOOBA hi lagti hain kiyonki Umooman humaray maashray main agar aurat shohar parast hay tou ussay NAIK KHAYAL, BA-AHTRAAM aur SHOHAR KI DASI kay alqaab say nawaaza jaata hay aur yehi parasti agar mard karay tou ussay "JORU KA GHULAM" ka laqab milta hay aur ueh alqaab humaray qareebi RISHTAYDAAR hi nawaaztay hain jinn ka khayal rakhnay ki aap nay baat ki hay!@

                      Issi liye practicaly yeh PARASTI ziyda kamyaab hoti nahin...... isi liye meri soch kay mutaabiq har rishtay kay HUQOOQ ki adayeegi INSAAF kay saath ki jayay tou insaan unnecessary alqaabaat say bhi bachta hay aur apnay atraf main basnay waloon ki khushi ka bhi kayal BALANCED tareeqay say rakh sakta hay :)
                      sigpic

                      Comment


                      • #41
                        Re: A pHILOSOPHICAL qUESTION from Saraah

                        Oye merya Rabba,hum itnay serious kyo han,me ne ironical title rkha tha k koi shughal mela lgaw ga par ethay saray falsafi agye ne wese Ali the fire u thek kehtay ho muje b yehi jwb ata tha
                        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                        Comment


                        • #42
                          Re: A pHILOSOPHICAL qUESTION from Saraah

                          Acha tou aap nay FUN kay tour per lagaya tha yeh thread, pehlay bataya hota tou itna serious jawab naa daita :lol

                          My FUNNY PHILOSOPHICAL answer is just here :)

                          Agar aap sahi poochain tou BIWIPARAST Shohar hi behtar hay, kam-az-kam bechaara apnay sar per bartan tootnay, takiyay phiknay, bay-ja danday paRnay aur ghar kay guldaan apnay upper phatnay say tou mehfooz rahay ga :lol




                          Originally posted by saraah View Post
                          Oye merya Rabba,hum itnay serious kyo han,me ne ironical title rkha tha k koi shughal mela lgaw ga par ethay saray falsafi agye ne wese Ali the fire u thek kehtay ho muje b yehi jwb ata tha
                          sigpic

                          Comment


                          • #43
                            Re: A pHILOSOPHICAL qUESTION from Saraah

                            te hor keeh ..... ab aaya na ali pahaar k neechay :okq: its the right answer :Revo:
                            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                            Comment

                            Working...
                            X