Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

daar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: daar

    Originally posted by Mayan khan View Post
    Mujhey kutto se kaafi darr lagta hai........kyunke 2, teen dafa ye logg mujhey kaat chukey hain......wo kehtay hain na ke "dhoodh ka jala chaach ko phoonk phoonk kar peeta hai".........:garmi:
    372-haha

    mayan ko mila k 2 log ho gy jo doggy sy darty hein
    میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

    Comment


    • #62
      Re: daar

      Originally posted by *pIoUs FaIrY* View Post


      372-haha

      mayan ko mila k 2 log ho gy jo doggy sy darty hein
      Nahi jee doggy se nahi darta bass uske kaatnay se darta hoon......
      مٹی كی محبت میں هم آشفته سروں نے--------وه قرض بھی اتارے هیں جو واجب هی نهیں تھے

      Comment


      • #63
        Re: daar

        Originally posted by Mayan khan View Post
        Mujhey kutto se kaafi darr lagta hai........kyunke 2, teen dafa ye logg mujhey kaat chukey hain......wo kehtay hain na ke "dhoodh ka jala chaach ko phoonk phoonk kar peeta hai".........:garmi:
        :kr:
        .......................!!!!!

        Comment


        • #64
          Re: daar

          Originally posted by Mayan khan View Post
          Nahi jee doggy se nahi darta bass uske kaatnay se darta hoon......
          kaan ko seedhey tarha se pakrro ya ulta kya farq parrta hai....:lol

          waishey sheeclet bataon...doggy ka tu patta nai kabhi saamna nai howa par me ko thorra sa dar billi se bhi lagta hai...:aaf:
          .......................!!!!!

          Comment


          • #65
            Re: daar

            Originally posted by baniazkhan View Post
            ہنسی اس وجہ سے آئی کہ لگتا ڈر ہے اور پسند بھی ہے۔ کیا یہ کھلا تضاد نہیں
            G nahin ye na tazaad hai na wazaad.....bus aisa hi hota aya hai or ayenda bhi hota rahey ga....
            .......................!!!!!

            Comment


            • #66
              Re: daar

              Hanso mat........umm pakhtun hai ......umm ko itna urdu nahi aata hai..:shyy:.....
              مٹی كی محبت میں هم آشفته سروں نے--------وه قرض بھی اتارے هیں جو واجب هی نهیں تھے

              Comment


              • #67
                Re: daar

                Originally posted by Mayan khan View Post
                Hanso mat........umm pakhtun hai ......umm ko itna urdu nahi aata hai..:shyy:.....
                lolz....tu hum pukhtun hai phir bhi pukhto itna nai ata hai....us par tu hum kabhi sharmaya nai...:shyy:
                .......................!!!!!

                Comment


                • #68
                  Re: daar

                  Originally posted by BhaTaktii RooH View Post


                  lolz....tu hum pukhtun hai phir bhi pukhto itna nai ata hai....us par tu hum kabhi sharmaya nai...:shyy:

                  Woh pashto mein kahawat hai ke :"Sharam sa' gadoorey na' dey che shaa ta ba chaa pasey bain bain okee".....matlab urdu mein ye ke "Sharam koi bakra to hai nahi jo kisi ke peechey bain bain karta pherey"....372-haha.
                  مٹی كی محبت میں هم آشفته سروں نے--------وه قرض بھی اتارے هیں جو واجب هی نهیں تھے

                  Comment


                  • #69
                    Re: daar

                    Originally posted by Mayan khan View Post



                    Woh pashto mein kahawat hai ke :"Sharam sa' gadoorey na' dey che shaa ta ba chaa pasey bain bain okee".....matlab urdu mein ye ke "Sharam koi bakra to hai nahi jo kisi ke peechey bain bain karta pherey"....372-haha.
                    kha da taso nama Sharam na dey....bya ma so nama dey...:think:
                    .......................!!!!!

                    Comment


                    • #70
                      Re: daar

                      Originally posted by BhaTaktii RooH View Post


                      kha da taso nama Shaa-ram na dey....bya ma so nama dey...:think:
                      Well naam jo bhi ho, Aap mujey "Shaa" keh sakti ho mein mind nahi karta , kyunke hum baadshah hain idher ke372-shed.and shaa means king.......
                      مٹی كی محبت میں هم آشفته سروں نے--------وه قرض بھی اتارے هیں جو واجب هی نهیں تھے

                      Comment


                      • #71
                        Re: daar

                        Originally posted by Mayan khan View Post
                        Well naam jo bhi ho, Aap mujey "Shaa" keh sakti ho mein mind nahi karta , kyunke hum baadshah hain idher ke372-shed.and shaa means king.......
                        taso khush'fehmayi dairey saatayi.....dey sa khaas wajah...:lol
                        .......................!!!!!

                        Comment


                        • #72
                          Re: daar

                          Originally posted by BhaTaktii RooH View Post



                          waishey sheeclet bataon...doggy ka tu patta nai kabhi saamna nai howa par me ko thorra sa dar billi se bhi lagta hai...:aaf:
                          Bechaari billi...........Darr begets darr.........wo bechari aap se darti hogi.......kana?
                          مٹی كی محبت میں هم آشفته سروں نے--------وه قرض بھی اتارے هیں جو واجب هی نهیں تھے

                          Comment


                          • #73
                            Re: daar

                            Originally posted by Mayan khan View Post
                            Bechaari billi...........Darr begets darr.........wo bechari aap se darti hogi.......kana?
                            wo tu me ko dekh k shair ki tarah ghuraney lagti hai....372-scare....

                            ye sara me k bhateejoon ne sikha rakha hai us ko....
                            .......................!!!!!

                            Comment


                            • #74
                              Re: daar

                              Originally posted by BhaTaktii RooH View Post


                              wo tu me ko dekh k shair ki tarah ghuraney lagti hai....372-scare....

                              ye sara me k bhateejoon ne sikha rakha hai us ko....
                              Kamaal hai! merey saamnay to bheegi billi ban jati hai.......aur aap ke saamnay shairnee.....shaksiyat shaksiyat ki baat hai.....
                              مٹی كی محبت میں هم آشفته سروں نے--------وه قرض بھی اتارے هیں جو واجب هی نهیں تھے

                              Comment


                              • #75
                                Re: daar

                                Originally posted by Mayan khan View Post
                                Kamaal hai! merey saamnay to bheegi billi ban jati hai.......aur aap ke saamnay shairnee.....shaksiyat shaksiyat ki baat hai.....
                                haan da taso shaan ghatta bala sa ogorii na agha ghareeba sa okii......aw ma shaan warra mashooma ghoney rooh ogorri no shairni ba na jorreegii....
                                .......................!!!!!

                                Comment

                                Working...
                                X