Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

One Day One Word

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: One Day One Word

    waqat aik charkhay ki terha hy jo waqat ki qadar karta wo kamyab ho jata or jo nai karta waqat ka dhara usko jahalat ki andhiyon k sapurd kar deta hy...
    میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

    Comment


    • #47
      Re: One Day One Word

      Originally posted by *pIoUs FaIrY* View Post
      waqat aik charkhay ki terha hy jo waqat ki qadar karta wo kamyab ho jata or jo nai karta waqat ka dhara usko jahalat ki andhiyon k sapurd kar deta hy...
      Waqt aik tomato ketchup ki tarah he. Tub ko jitna dabao utna he niklay gi aur dhakan band ker do to nikalna band ho jaye gi. Ub yeh mut poochna ke is mein logic kia he us ka koi nai pata me ko
      :thmbup:

      Comment


      • #48
        Re: One Day One Word


        ہر وقت یونہی شعر سنائے نہیں جاتے
        بے وجہ خزانے تو لٹائے نہیں جاتے

        احساس اگر ہو تو وفا کے پھول کھلے
        دستور محبت کے سکھائے نہیں جاتے
        پ
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment


        • #49
          Re: One Day One Word

          waqt:

          waqt Rehta nahi kahein Tik kar...
          Is ki aadat bhi Aadmi si hai... :$

          Comment


          • #50
            Re: One Day One Word

            Originally posted by *pIoUs FaIrY* View Post
            waqat aik charkhay ki terha hy jo waqat ki qadar karta wo kamyab ho jata or jo nai karta waqat ka dhara usko jahalat ki andhiyon k sapurd kar deta hy...
            Exactly

            Comment


            • #51
              Re: One Day One Word

              Originally posted by Pakiza View Post
              waqt wo ghatta asaasa hai jis ki ehmiyat ka andaza usske guzar jane ke baad hota hai
              Correct

              Comment


              • #52
                Re: One Day One Word

                Originally posted by Aanchal View Post
                kabhi kabhi waqat aisa tehar jata hai kay guzrany ka naam hi nahi leyta
                Bilkul sahi

                Comment


                • #53
                  Re: One Day One Word
                  4th May 2011 Today's Word: Ehsaan

                  Comment


                  • #54
                    Re: One Day One Word

                    hope this is acceptable!!!!

                    "Hal jaza ul ehsaan ilal ehsaan" (Surah Rehman)

                    Is there any other reward for good other than good?
                    Last edited by u_r; 3 May 2011, 22:55.


                    sigpic

                    Comment


                    • #55
                      Re: One Day One Word

                      Ehsaan ney Husna key Husn ki bohat Ahsan taur per tareef ki :lol
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • #56
                        Re: One Day One Word

                        Ehsas ke dhagon main peri hai zindagi

                        Comment


                        • #57
                          Re: One Day One Word

                          Insaan ke ander ehsaas ho na ho ehsaas naam ki cheez zaroor honi chahiye :manicure:
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #58
                            Re: One Day One Word

                            Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                            Insaan ke ander ehsaas ho na ho ehsaas naam ki cheez zaroor honi chahiye :manicure:
                            agar ehsaas naam ki bhi cheez na ho tu ussay gurr kha kay marjana chahiey........ :lol
                            sigpic

                            Comment


                            • #59
                              Re: One Day One Word

                              Originally posted by ambreen_shaam View Post
                              agar ehsaas naam ki bhi cheez na ho tu ussay gurr kha kay marjana chahiey........ :lol
                              :yes
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #60
                                Re: One Day One Word

                                Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                                Insaan ke ander ehsaas ho na ho ehsaas naam ki cheez zaroor honi chahiye :manicure:
                                is main Ehsaan lafz kaha aya :manicure:
                                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                                Comment

                                Working...
                                X