Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ghussa...!!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Ghussa...!!!

    Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
    و عليكم السلام

    phir tu ap buhut achey bachey ho...

    khair aabid bhai ap se kuch poochna tha agar ijazat ho tu....
    kaya pouchna hi pouchiyee ....
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment

    • #47
      Re: Ghussa...!!!

      Originally posted by munda_Sialkoty View Post
      Mein ghussa show ker deta hoon apna. Mera yeh manana he ke jo aap ki care nahi kerta aap us ki care na karein ;)
      khud garzi hai....... pehlay aap apnay ko dekhtay hain..... meri agar koi care na karey mein phir bhi uss ki care karti hoon agar vo meray ird gird rahta ho......:ys:
      sigpic

      Comment

      • #48
        Re: Ghussa...!!!

        Originally posted by aabi2cool View Post
        kaya pouchna hi pouchiyee ....
        mujhe bhi kuch poochna hai.....
        sigpic

        Comment

        • #49
          Re: Ghussa...!!!

          Originally posted by ambreen_shaam View Post
          mujhe bhi kuch poochna hai.....
          aap bhi pouch lijiyee dear sister agar yahaan pouchna hi to yahaan wagarna pm ki saholat to mojood hi .
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment

          • #50
            Re: Ghussa...!!!

            Originally posted by aabi2cool View Post
            aap bhi pouch lijiyee dear sister agar yahaan pouchna hi to yahaan wagarna pm ki saholat to mojood hi .
            thanks .... pm kar ka pooch leti hoon......
            sigpic

            Comment

            • #51
              Re: Ghussa...!!!

              Originally posted by ambreen_shaam View Post
              khud garzi hai....... pehlay aap apnay ko dekhtay hain..... meri agar koi care na karey mein phir bhi uss ki care karti hoon agar vo meray ird gird rahta ho......:ys:
              Tum cheeti ho mera tum se mukabla kahan :manicure:
              :thmbup:

              Comment

              • #52
                Re: Ghussa...!!!

                Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                Tum cheeti ho mera tum se mukabla kahan :manicure:
                sialkot bahut yaad aata hai..... lakin aa nahi paa rahi hoon..... sialkot ki mitti ko chomnay ko dil karta hai..... apni khaito mein janay ka dil karta hai..... khaito mein se apnay hathon se paani utha kay peenay ko dil karta hai.... jooti otar kay khaito mein dournay ko dil karta hai...... bhanso ka doodh peena ka dil karta hai..... hamari zameen per eik kunwa hai uss kay saath neem ka darakht hai uss kay neechay bethnay ka dil karta hai.... apnay room ko jo meinay takreeban eik saal se nahi dekha uss mein raaat guzarnay ka dil karta hai...... apni mossi kay hathon ka pakay khano ka dil karta hai...... sialkot city janay ko dil karta hai..... apni rice mill jahan tono chawal bikhra hota hai ussay apnay hathon pay utha kay khusboo soongnay ka dil karta hai..... uss baba se milnay ka dil karta hai jo mill kay under machiney chalata hai aur jub uss se milti hoon vo dhair sari mujhe duaen deta hai uss ki duaen lenay ka dil karta hai.......meri saheli rukhsana jo mujhe se 7 saal se naraz hai ussay galay laganay ko dil karta hai..... us road rosto per mein paon nangay ghoomna chahti hoon jab choti hoti thi cycle chala karti thi vo road rastay yaad atay hain.... sialkot city kay kulfa aur kulfi yaad aati hai..... chicken karahi hotel ki yaad aati hai..... meray sialkot ko salam kkahan aur meri taraf se sialkot ki mitti, patto aur vahin se aasman ko kahan mein aa nahi sakti lakin mera salam qabool karo aur tum sub ko bahut yaad karti hoon.... jab aatay ho tu aankhon aanso nikal aatay hain...... mein aa nahi sakti mitti ko choom nahi sakti kyun kay meray paon mein zenjeer hai hath bandhay hain aa nahi sakti bus yaad atay ho bahut.....
                sigpic

                Comment

                • #53

                  Toba tera jalwa
                  toba tera pyaar (towards sialkot)
                  tera emotional
                  atiyaa chaar

                  Mera dil chahta he ke tumhara salaam sub ko doon. Tumhari rice mill walay baba ko bhi doon per mujay us babay se bohat dur lagta he wo kahin tumharay abba se meri shikayat na ker de :(
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #54
                    Re: Ghussa...!!!

                    walekumsalam
                    baron k samne to zaher h ghusa nahi dikhaya ja sakta...bas khamoshi se ager khud hi pata chal jaey to chal jaey

                    Comment

                    • #55
                      Re: Ghussa...!!!

                      Originally posted by ambreen_shaam View Post
                      siso gussa karna sirf burri cheez nahi....gussa rehmat bhi hai aur zehmat bhi..... kabhi kabhi insaan gussa kar kay barri museebat aur bari uljhan se bach bhi jata hai.... gussa kar kay kabhi kabhi insaan faiday mein bhi rahta hai......kabhi kabhi insaan ko khamosh nahi bhi rahna chahiye...... :ys:

                      behan ghusay ko har hal mein rokay ki he koshish karni chahiya isi bat ka hukam hy k jab b ghusay mein ho tum bat mat karo k ghusay mein insan ko kuch pata nai hota k wo kia bol ra hy... han agar koi iqhlaki bounries ko toray tu pher ap k bona chahiya ... lekin berhal baron ka adab karna chahiya.. qk ba-adab ba murad
                      میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                      Comment

                      • #56
                        Re: Ghussa...!!!

                        Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
                        السلام عليكم

                        agar aisa ho k ap ko kisi pey buhut zyada ghussa araha ho..or ap k or us k darmiyaan aik respect walii border line bhi ho...tu kya ap us par apna ghussa nikal saktey ho???If Yes, tu theek...If No, tu kya ap us par zahir honey detey ho apna ghussa???Agar phir Yes, tu theek...If No, tu wo ghussa ap kaisey nikaaltey ho????kahan or kis per???
                        pehle aap ye bataye aap ko ghussa kis par aaraha hai:D

                        Comment

                        • #57
                          Re: Ghussa...!!!

                          Originally posted by *pIoUs FaIrY* View Post

                          behan ghusay ko har hal mein rokay ki he koshish karni chahiya isi bat ka hukam hy k jab b ghusay mein ho tum bat mat karo k ghusay mein insan ko kuch pata nai hota k wo kia bol ra hy... han agar koi iqhlaki bounries ko toray tu pher ap k bona chahiya ... lekin berhal baron ka adab karna chahiya.. qk ba-adab ba murad
                          baron ki respect karni chahiye.... agar vo galat bhi hoon phir bhi un ki galati per amal pera hona chahiye...... :yes
                          sigpic

                          Comment

                          Working...
                          X