Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ghussa...!!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Ghussa...!!!

    Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
    aiwein tu becharey chaaploosi nai kartey :lol

    meny itna lamba chora bhashan dea or u ko sirf aik he line nazar aye
    میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

    Comment


    • #32
      Re: Ghussa...!!!

      Originally posted by Masood View Post
      copy to cat karti hi - aur mano billi to yahan hai hi nahin :p
      me ko us ki yaad dila kar rulao mut....
      .......................!!!!!

      Comment


      • #33
        Re: Ghussa...!!!

        Originally posted by *pIoUs FaIrY* View Post

        meny itna lamba chora bhashan dea or u ko sirf aik he line nazar aye
        jo kaam ki cheez nazar ayi wohi pick ki....:lol
        .......................!!!!!

        Comment


        • #34
          Re: Ghussa...!!!

          Koshsih kerta hoon k khamosh ho jaon.....kyuon k ager app kisee per cheekhtay chillaatay hain...tu dono main say kisee aik ka BP zaroor high hota hai...


          Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

          Comment


          • #35
            Re: Ghussa...!!!

            Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
            jo kaam ki cheez nazar ayi wohi pick ki....:lol

            matlab u ko me ki baten hawai firing ki terha lagti hein
            میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

            Comment


            • #36
              Re: Ghussa...!!!

              Originally posted by *pIoUs FaIrY* View Post

              matlab u ko me ki baten hawai firing ki terha lagti hein
              nai yara hawai firing bhi kabhi ghalti sey kahiin tu lagti hai....:lol
              .......................!!!!!

              Comment


              • #37
                Re: Ghussa...!!!

                Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
                السلام عليكم

                agar aisa ho k ap ko kisi pey buhut zyada ghussa araha ho..or ap k or us k darmiyaan aik respect walii border line bhi ho...tu kya ap us par apna ghussa nikal saktey ho???If Yes, tu theek...If No, tu kya ap us par zahir honey detey ho apna ghussa???Agar phir Yes, tu theek...If No, tu wo ghussa ap kaisey nikaaltey ho????kahan or kis per???
                wasalam

                I do tell them: I am not liking the way you are talking... ya jo bhi situation ho us hissab se....!!

                I believe in communication... chahe elder respect line ho ya nahi... me ko jo baat jaisi bhi lage me bol ker usey apne system se bahar nikaal kar Qisa khatam kar deti ho apni taraf se... :D...

                Comment


                • #38
                  Re: Ghussa...!!!

                  Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
                  السلام عليكم

                  agar aisa ho k ap ko kisi pey buhut zyada ghussa araha ho..or ap k or us k darmiyaan aik respect walii border line bhi ho...tu kya ap us par apna ghussa nikal saktey ho???If Yes, tu theek...If No, tu kya ap us par zahir honey detey ho apna ghussa???Agar phir Yes, tu theek...If No, tu wo ghussa ap kaisey nikaaltey ho????kahan or kis per???
                  W sallam...............

                  jahan respect border waliii batt hoo too khamsh hii honaa partaa haii,,
                  "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                  Comment


                  • #39
                    Re: Ghussa...!!!

                    waalikum asslam

                    muje lagta hai me ghussa nae chuppa skti chahay samnay koi b ho ...khamoshi se b ghussa jhlkay ga
                    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                    Comment


                    • #40
                      Re: Ghussa...!!!

                      Originally posted by *pIoUs FaIrY* View Post
                      Walikum Salam

                      yeh wohi bat hy jo meny aik uljhan walay topic mein b pochna chahi the or mjko iska koi answer nai mila han by the passage of tym yhe learn kr re k u should control ur self u should analyze the situation agar to koi or is wajhay sy distrube nai hota tu jo dil mein hy keh do qk ghalt bat ghalat hy lekin agar apka koi bhot pyara usy hurt ho sakta ho tu u should hold ur anger and find ways to show ur anger indirectly... lekin agar tmko lagay k koi apni limits cross kar ra hy tu... aik zor dar jhampar laga do sochy samjhy bina.... agay kia hoye ga yeh mjko b nai pata :p

                      jahan tak meray ghusay ki bat hy tu mein ghusay mein bilkul chup ho jate hn chahy bara ho ya chota or apny ghusay ka izhar khamosh reh k or usy bat na kar k karti hn... han apnay office mein ghusay ka izhar khob karti hn sumtym logon ko dhamkiyan b dy deti hn fire karny ki:hohe:
                      siso gussa karna sirf burri cheez nahi....gussa rehmat bhi hai aur zehmat bhi..... kabhi kabhi insaan gussa kar kay barri museebat aur bari uljhan se bach bhi jata hai.... gussa kar kay kabhi kabhi insaan faiday mein bhi rahta hai......kabhi kabhi insaan ko khamosh nahi bhi rahna chahiye...... :ys:
                      sigpic

                      Comment


                      • #41
                        Re: Ghussa...!!!

                        Mein ghussa show ker deta hoon apna. Mera yeh manana he ke jo aap ki care nahi kerta aap us ki care na karein ;)
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #42
                          Re: Ghussa...!!!

                          sub ka shukriya jo ghussa kartey hain or jo nai kartey......sub ka bina ksi mu'azwzey k shukriya.....:ys:
                          .......................!!!!!

                          Comment


                          • #43
                            Re: Ghussa...!!!

                            Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
                            السلام عليكم

                            agar aisa ho k ap ko kisi pey buhut zyada ghussa araha ho..or ap k or us k darmiyaan aik respect walii border line bhi ho...tu kya ap us par apna ghussa nikal saktey ho???If Yes, tu theek...If No, tu kya ap us par zahir honey detey ho apna ghussa???Agar phir Yes, tu theek...If No, tu wo ghussa ap kaisey nikaaltey ho????kahan or kis per???
                            agar mujhy kisi per ghusa aay magar wo shakhsiat mery liye qable ahtiram ho to main gussay k izhaar ko pee jata hon magar chehray ko tasuraat se aglay ko mehsoos bhi karwadayta hon magar amlan yani bilfail koi aysa kalaam naheen karta k jis se moamla kharab hojay..
                            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                            Comment


                            • #44
                              Re: Ghussa...!!!

                              Originally posted by aabi2cool View Post
                              agar mujhy kisi per ghusa aay magar wo shakhsiat mery liye qable ahtiram ho to main gussay k izhaar ko pee jata hon magar chehray ko tasuraat se aglay ko mehsoos bhi karwadayta hon magar amlan yani bilfail koi aysa kalaam naheen karta k jis se moamla kharab hojay..
                              و عليكم السلام

                              phir tu ap buhut achey bachey ho...

                              khair aabid bhai ap se kuch poochna tha agar ijazat ho tu....
                              .......................!!!!!

                              Comment


                              • #45
                                Re: Ghussa...!!!

                                Originally posted by aabi2cool View Post
                                agar mujhy kisi per ghusa aay magar wo shakhsiat mery liye qable ahtiram ho to main gussay k izhaar ko pee jata hon magar chehray ko tasuraat se aglay ko mehsoos bhi karwadayta hon magar amlan yani bilfail koi aysa kalaam naheen karta k jis se moamla kharab hojay..
                                Beeba bucha
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X