Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

apni eslaah

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: apni eslaah

    Originally posted by AbgeenA View Post
    gheebat wo hoti he jo kisi ki gher mojudgi me esi baat ki jaey to ager kisi k samne ki jaey to us ko bura lage...islah wali baat to alag he...or log jab mil beth'te hen to yehi kaam sab se zeada karte hen....logon ko zer-e-behes late hen..jab k is k elawa bhi dheron baten hoti hen jo log kar sakte hen...
    Actually hota yeh he ke jub insaan ka apna knowledge aur confidence pura na ho to wo us kaam se kinaara karay ga, hamein kuch baaton ko casual bhi lena chahiye her baat ke deep impact ko nazar mein rakhna bhi baaz aukaat zaroori nahi hota.

    Wo kisi ne kaha he na ke "her baat ko akal ki kasooti per parakhna bhi akalmandi nahi hoti". Kahaani saari itni si he :p
    :thmbup:

    Comment

    • #17
      Re: apni eslaah

      Originally posted by munda_Sialkoty View Post

      • #18
        Re: apni eslaah

        Originally posted by AbgeenA View Post
        Aye kia dekhti tu
        :thmbup:

        Comment

        • #19
          Re: apni eslaah

          Originally posted by munda_Sialkoty View Post
          Aye kia dekhti tu
          dekhti nahi sochti

          Comment

          • #20
            Re: apni eslaah

            Originally posted by AbgeenA View Post
            dekhti nahi sochti
            aye kia soochti tu
            :thmbup:

            Comment

            • #21
              Re: apni eslaah

              Originally posted by munda_Sialkoty View Post
              aye kia soochti tu
              yehi k ap bhi theek kehte hen..lekin me bhi theke keh rahi hun...gheebat bohat bara gunah he jo tab tak moaf nahi hota jab tak gheebat karne wale se moafi na mangi jaey...ab banda gheebat kar de or moafi kese mange...kahan kahan dhoonta phire logon ko...acha he na k kare hi na:garmi:

              Comment

              • #22
                Re: apni eslaah

                Originally posted by AbgeenA View Post
                yehi k ap bhi theek kehte hen..lekin me bhi theke keh rahi hun...gheebat bohat bara gunah he jo tab tak moaf nahi hota jab tak gheebat karne wale se moafi na mangi jaey...ab banda gheebat kar de or moafi kese mange...kahan kahan dhoonta phire logon ko...acha he na k kare hi na:garmi:
                Gheebat aadatun hoti he aur is mein islaah ka pehlu nahi hota

                Aur jo baat aap aadatun nahi kerte aur us mein kisi tarah se islaah ka pehlu bhi nikalta ho to usay gheebat nahi kahein ge. Aap aik doosray ko update kerne k liye bhi aisi baat kar sakte hein kisi ke baray mein. Jese falan banday ka lain dain sahi nahi he wo ager udhaar maangay usay na dena warna paisay wapis nahi milein ge. Ager aisi baaton se koi nuksaan se buch jaye to is mein gheebat kesi?

                Tum careful to bohat ziada rehti ho jo achi baat he lekin is ke saath saath apna aitmaad pura rakha karo.
                :thmbup:

                Comment

                • #23
                  Re: apni eslaah

                  Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                  Aisi baat nahi he Cheeti. Dekho jitna aap khud ko achay se understand kerte ho utna koi aap ko understand nahi ker sakta, agree? Aap ke dil mein jo baat he aap us per jo react ker rahay hein agla banda aap ke us act ki sense ko wrongly perceive bhi ker sakta he. Mera khyaal he ke ziada loog apne khoobiyoon aur khaamiyoon ko bohat achi tarah understand kerte hein. Wo apni khaamiyoon pe kaabu nahi paatay ya khoobiyoon per takabar mein aa jatay hein yeh alag baat he.
                  aap ki baat se mein ekhtalaf nahi karti.... wse mein kuch aap ki khobiyan aur khamiyan janti hoon....
                  sigpic

                  Comment

                  • #24
                    Re: apni eslaah

                    Originally posted by ambreen_shaam View Post
                    Assalam o Alaikum

                    kahtay hain duniya mein sub se mushkil kaam apni eslaah hai aur sub se asaan kaam dosron per nuktay cheenay karna...... arz yeh hai kay aap nay apni shakhsiat mein yaa apni life mein aisi eslaah ki ho jis se aap ko fakhar feel hota ho matlab aisi burri adat jis se aap nay khud ki eslaah ki ho vo kon se eslaah hai??? please aap share karien .......
                    Wa allaikum salaam

                    Haan kii hai - per btaney wali nain - tum copy kar lo gi :p
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment

                    • #25
                      Re: apni eslaah

                      Originally posted by ambreen_shaam View Post
                      aap ki baat se mein ekhtalaf nahi karti.... wse mein kuch aap ki khobiyan aur khamiyan janti hoon....
                      Meri khoobiyaan kia hein wo yahan batao sub ke samnay aur meri khaamiyaan kia hein wo mujay separate PM ker ke bata dena
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #26
                        Re: apni eslaah

                        Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                        Meri khoobiyaan kia hein wo yahan batao sub ke samnay aur meri khaamiyaan kia hein wo mujay separate PM ker ke bata dena
                        sirf khobian aur khamiyan nahi balkay aap ki taqat aur aur aap ko kamzoriyan bhi janti hoon ..... :lol
                        sigpic

                        Comment

                        • #27
                          Re: apni eslaah

                          Originally posted by Masood View Post
                          Wa allaikum salaam

                          Haan kii hai - per btaney wali nain - tum copy kar lo gi :p
                          bus khud ko badaltay raho her cheez mein siway bivi kay..... :lol
                          sigpic

                          Comment

                          • #28
                            Re: apni eslaah

                            Originally posted by ambreen_shaam View Post
                            sirf khobian aur khamiyan nahi balkay aap ki taqat aur aur aap ko kamzoriyan bhi janti hoon ..... :lol
                            Draa rahi ho na :(
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #29
                              Re: apni eslaah

                              Originally posted by ambreen_shaam View Post
                              Assalam o Alaikum

                              kahtay hain duniya mein sub se mushkil kaam apni eslaah hai aur sub se asaan kaam dosron per nuktay cheenay karna...... arz yeh hai kay aap nay apni shakhsiat mein yaa apni life mein aisi eslaah ki ho jis se aap ko fakhar feel hota ho matlab aisi burri adat jis se aap nay khud ki eslaah ki ho vo kon se eslaah hai??? please aap share karien .......
                              W sallam..................
                              Dosroo par tankeed to sab hii kar laittay hain magar jab batt
                              khood kii aissllah ki aatii haii to yeh duniya ka sab say mushkil kaamm lagtaa haii.......
                              jab bhi main akelaa baithtaa ho to apni khamioun par nazzarr dorrataa hoo aorr koshish
                              yehii hottii hai keh khood say hii issllah hoo jaiey too behttarr haii,,,,yeh alag batt hai keh
                              iss sabb main kitnnay percent kamiyabii hotii haii....but i try
                              "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                              Comment

                              • #30
                                Re: apni eslaah

                                Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                                W sallam..................
                                Dosroo par tankeed to sab hii kar laittay hain magar jab batt
                                khood kii aissllah ki aatii haii to yeh duniya ka sab say mushkil kaamm lagtaa haii.......
                                jab bhi main akelaa baithtaa ho to apni khamioun par nazzarr dorrataa hoo aorr koshish
                                yehii hottii hai keh khood say hii issllah hoo jaiey too behttarr haii,,,,yeh alag batt hai keh
                                iss sabb main kitnnay percent kamiyabii hotii haii....but i try
                                sarfraz ji aap nay bilkul achi baat ki hai..............
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X