Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

apni eslaah

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • apni eslaah

    Assalam o Alaikum

    kahtay hain duniya mein sub se mushkil kaam apni eslaah hai aur sub se asaan kaam dosron per nuktay cheenay karna...... arz yeh hai kay aap nay apni shakhsiat mein yaa apni life mein aisi eslaah ki ho jis se aap ko fakhar feel hota ho matlab aisi burri adat jis se aap nay khud ki eslaah ki ho vo kon se eslaah hai??? please aap share karien .......
    sigpic

  • #2
    Re: apni eslaah

    waalikum asslam

    unforunately muje khud pe fakhar krnay ki aadat nae....baqi islaah Alhamdolilah chalti rehti hai...ehsaas hojaye ya dila diya jaye kisi kami beshi ka tou.
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment

    • #3
      Re: apni eslaah

      walekumsalam
      fakhar to kabhi bhi nahi...kiun k fakhar karna bhi aik beemari he....or islah to zarur chalti rehti he..khud ko
      Last edited by AbgeenA; 27 April 2011, 17:03.

      Comment

      • #4
        Re: apni eslaah

        Wa Alaikum Aslam,

        Life learning ka naam he aur mein learn ker ke apne ander chooti mooti modifications lata rehta hoon. Koi itni bari kharaabi nahi rahi muj mein jisay mein ne door kia ho aur jo ub mere liye bais-e-fakhar banay.
        :thmbup:

        Comment

        • #5
          Re: apni eslaah

          Originally posted by saraah View Post
          waalikum asslam

          unforunately muje khud pe fakhar krnay ki aadat nae....baqi islaah Alhamdolilah chalti rehti hai...ehsaas hojaye ya dila diya jaye kisi kami beshi ka tou.
          fakhar se meri muraad gharoor nahi hai.... balkay khushi feel hoti ho...... choti moti apni eslaah zaroor karti raho.... lakin agar deen kay hawalay hoon tu behtar hai.......:rose
          sigpic

          Comment

          • #6
            Re: apni eslaah

            Originally posted by AbgeenA View Post
            walekumsalam
            fakhar to kabhi bhi nahi...kiun k fakhar karna bhi aik beemari he....or islah to zarur chalti rehti he..khud ko
            :thmbup: koi khaas eslaah jo abhi aap ko yaad ho ji recently ki ho....
            sigpic

            Comment

            • #7
              Re: apni eslaah

              Originally posted by munda_Sialkoty View Post
              Wa Alaikum Aslam,

              Life learning ka naam he aur mein learn ker ke apne ander chooti mooti modifications lata rehta hoon. Koi itni bari kharaabi nahi rahi muj mein jisay mein ne door kia ho aur jo ub mere liye bais-e-fakhar banay.
              her insaan apnay aap ko acha samjhta hai..... kharabiyan yaa khoobiyan agar koi aur log batain tu vo authentic hoti hain.....
              sigpic

              Comment

              • #8
                Re: apni eslaah

                Originally posted by ambreen_shaam View Post
                her insaan apnay aap ko acha samjhta hai..... kharabiyan yaa khoobiyan agar koi aur log batain tu vo authentic hoti hain.....
                Aisi baat nahi he Cheeti. Dekho jitna aap khud ko achay se understand kerte ho utna koi aap ko understand nahi ker sakta, agree? Aap ke dil mein jo baat he aap us per jo react ker rahay hein agla banda aap ke us act ki sense ko wrongly perceive bhi ker sakta he. Mera khyaal he ke ziada loog apne khoobiyoon aur khaamiyoon ko bohat achi tarah understand kerte hein. Wo apni khaamiyoon pe kaabu nahi paatay ya khoobiyoon per takabar mein aa jatay hein yeh alag baat he.
                :thmbup:

                Comment

                • #9
                  Re: apni eslaah

                  Originally posted by ambreen_shaam View Post
                  :thmbup: koi khaas eslaah jo abhi aap ko yaad ho ji recently ki ho....
                  islah aik musalsal karne wala kaam he....tabhi to din me 5 nazam parhni hoti he...wese me jis baat ki bohat koshish karti hun k wo na ho..wo gheebat he..ham bohat gher mehsoos andaz me is burai me mubtila ho jate hen...ager khud na bhi karen to doosron ki baten sunte sunte is me shamil ho jate hen...is se mujhe behad dar lagta he...puri koshish karti hun k koi kisi ki bata kare to baat badal doon....kabhi kamyab ho jati hun kabhi nahi ho pati to dil me bohat afsos bhara rehta he sara din:shyy:

                  Comment

                  • #10

                    pagal na hoye tay
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #11
                      Re: apni eslaah

                      Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                      pagal na hoye tay
                      is me pagal ki kia baat he?

                      Comment

                      • #12
                        Re: apni eslaah

                        Originally posted by AbgeenA View Post
                        is me pagal ki kia baat he?
                        suno sub ko maano dil ki. Tumharay mein itna bhi aitmaad nahi k kisi ki baat sun sako ;)
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #13
                          Re: apni eslaah

                          Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                          suno sub ko maano dil ki. Tumharay mein itna bhi aitmaad nahi k kisi ki baat sun sako ;)
                          jab kisi mehfil me kisi gher mojud ki burai ho rahi ho ap kia karte hen?

                          Comment

                          • #14
                            Re: apni eslaah

                            Originally posted by AbgeenA View Post
                            jab kisi mehfil me kisi gher mojud ki burai ho rahi ho ap kia karte hen?
                            Dekho ager aap ko lagta he ke behaan kerne wala banda sahi beyaan nahi ker raha to aap us ki islaah karo. Kisi ki achai burai ko 2 insaan rational way mein discuss ker saktay hein, jub ke gheebat aik musalsal buri aadat ka naam he. Aap ka bhai koi ghalat baat kerta he aur aap apne doosray bhai ko us ki us ghalat baat ka batatay ho ta ke aap ka doosra bhai apne chotay bhai ki islaah ker sakay to yeh gheebat nahi he bulke is mein islaah ka pehlu moojood he. Gheebat mein islaah ka pehlu moojood nahi hota aur yeh aik planned targeting hoti he.

                            Samjo aur samaj ke jeo
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #15

                              gheebat wo hoti he jo kisi ki gher mojudgi me esi baat ki jaey to ager kisi k samne ki jaey to us ko bura lage...islah wali baat to alag he...or log jab mil beth'te hen to yehi kaam sab se zeada karte hen....logon ko zer-e-behes late hen..jab k is k elawa bhi dheron baten hoti hen jo log kar sakte hen...

                              Comment

                              Working...
                              X