Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

insaan ki qabliat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • insaan ki qabliat

    assalam o Alaikum

    kahtay hain insaan ki qabliat uss ki zaban kay neechay posheeda hoti hai..... aap ka kia khayal hai qabliat insaan ki qualification, skill aur uss ki shaksiat mein nahi hoti????
    sigpic

  • #2
    Re: insaan ki qabliat

    و عليكم السلام

    zaroori nahiin jo kahney waley "Kehtey hain" wo theek hi kahein...laikin aksar phir bhi kehney waloon ki kahii baatein kahiin na kahiin theek sabit ho hi jati hain.....:ys:
    .......................!!!!!

    Comment


    • #3
      Re: insaan ki qabliat

      Walikum Salam...

      sirf zuban he kafi nai hoti sab cheezen matter karti hein...
      میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

      Comment


      • #4
        Re: insaan ki qabliat

        hamari pashto main aik kahawat hai ke "Aqal de pa poondo ke de"......apke sath bhi kuch aisa he hua hai shaid............

        Comment


        • #5
          Re: insaan ki qabliat

          walekumsalam
          kuch kuch keh sakte hen...lekin ab serf isi par bhi kisi insan ki qabliyat nahi janchi ja sakti

          Comment


          • #6
            Re: insaan ki qabliat

            Originally posted by ambreen_shaam View Post
            assalam o Alaikum

            kahtay hain insaan ki qabliat uss ki zaban kay neechay posheeda hoti hai..... aap ka kia khayal hai qabliat insaan ki qualification, skill aur uss ki shaksiat mein nahi hoti????
            Wa Alaikum Aslam,

            Kon kehtay hein?
            :thmbup:

            Comment

            Working...
            X