Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

qaumi tarana

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: qaumi tarana

    Originally posted by ambreen_shaam View Post
    Asslam o Alaikum

    hum constitution badal detay hain country badal letay hain yeh qaumi tarana bhi kisi munasib waqt per badal dena chahiye..... :ys: qaumi tarana aisa hona chahiye jo poori qaum ko samajh bhi aie...... aap ki kia rai hai kay qaumi tarana badalnay ka waqt aa gaya hai????
    Wa Alaikum Aslam,

    Ager hum taraanay ke badalne ke chaker mein paray to Raja Pervez Ashraf ne aik baar phir faida uthaa jana he
    :thmbup:

    Comment


    • #32
      Re: qaumi tarana

      Originally posted by ambreen_shaam View Post
      aap kabhi kabhi achi baat kar jaati ho...... :thmbup: wese mein issay iteefaaq samjhon yaa intellgient hee samjhon????
      me hamesha hi achi baat karti hun:manicure:

      Comment


      • #33
        Re: qaumi tarana

        Originally posted by munda_Sialkoty View Post
        Wa Alaikum Aslam,

        Ager hum taraanay ke badalne ke chaker mein paray to Raja Pervez Ashraf ne aik baar phir faida uthaa jana he
        hamari qaum ka almiya bhi kuch ajeeb hai pervaiz ashraf per nazar rakhtay hain tu pervaiz mushraf faida utha jata hai...... pervaiz mushraf per nazar rakhtay hain pervaiz ellahi faiday mein rahta hai.... pervaiz ellahi per nazar rakhtay hain shaukat pervaiz tapak parta hai...... shaukat pervaiz ko dhaka detay hain tu pervaiz kiyani sahib aa jatay hain.... in pervaiz logon ko dekh kar mujhe khusro pervaiz ki poetry yaad aa jati hai.......... qibla yeh pervaiz loog her waqt faiday mein kyun rahtay hain???????
        sigpic

        Comment


        • #34
          Re: qaumi tarana

          Originally posted by ambreen_shaam View Post
          hamari qaum ka almiya bhi kuch ajeeb hai pervaiz ashraf per nazar rakhtay hain tu pervaiz mushraf faida utha jata hai...... pervaiz mushraf per nazar rakhtay hain pervaiz ellahi faiday mein rahta hai.... pervaiz ellahi per nazar rakhtay hain shaukat pervaiz tapak parta hai...... shaukat pervaiz ko dhaka detay hain tu pervaiz kiyani sahib aa jatay hain.... in pervaiz logon ko dekh kar mujhe khusro pervaiz ki poetry yaad aa jati hai.......... qibla yeh pervaiz loog her waqt faiday mein kyun rahtay hain???????
          Tum ne to muj ko doongi sooch mein paa dia. Pata nahi baat falsafay ki ki tum ne ya seyaasat ki per baat ka maza aaya is liye mein ne soocha he ke mein bhi apna nick pervez rakh lon
          :thmbup:

          Comment


          • #35
            Re: qaumi tarana

            Originally posted by munda_Sialkoty View Post
            Tum ne to muj ko doongi sooch mein paa dia. Pata nahi baat falsafay ki ki tum ne ya seyaasat ki per baat ka maza aaya is liye mein ne soocha he ke mein bhi apna nick pervez rakh lon
            aap pervez nick rakh kar kiya hassil karna chahtay ho?????

            daulat ?? shuhrat??? acha maqaaam ???? yaa yeh teeno????

            kahtay hain her kamiyaab insaan kay peechay eik aurat ka haath hota hai...... phir uss aurat ko dhoondo agar aurat ka haath na ho tu shaheen wali parvaaz seekho.... sub yeh kahin tu shaheen hai parvaaz kaam tera....... :ys:
            sigpic

            Comment


            • #36
              Re: qaumi tarana

              Originally posted by ambreen_shaam View Post
              aap pervez nick rakh kar kiya hassil karna chahtay ho?????

              daulat ?? shuhrat??? acha maqaaam ???? yaa yeh teeno????

              kahtay hain her kamiyaab insaan kay peechay eik aurat ka haath hota hai...... phir uss aurat ko dhoondo agar aurat ka haath na ho tu shaheen wali parvaaz seekho.... sub yeh kahin tu shaheen hai parvaaz kaam tera....... :ys:

              اگر یہ سچ ہے کہ ایک کامیاب مرد کے پیچھے ایک عورت کا ہاتھ ہوتا ہے تو پھر یہ بات بھی سچ ہی ہوگی کہ ایک ناکام مرد کے پیچھے کئی عورتوں کا ہاتھ ہوتا ہے
              372-haha





              Comment


              • #37
                Re: qaumi tarana

                Originally posted by ambreen_shaam View Post
                aap pervez nick rakh kar kiya hassil karna chahtay ho?????

                daulat ?? shuhrat??? acha maqaaam ???? yaa yeh teeno????

                kahtay hain her kamiyaab insaan kay peechay eik aurat ka haath hota hai...... phir uss aurat ko dhoondo agar aurat ka haath na ho tu shaheen wali parvaaz seekho.... sub yeh kahin tu shaheen hai parvaaz kaam tera....... :ys:
                Dil ko lagti he baat bakri ki :shyy:
                :thmbup:

                Comment


                • #38
                  Re: qaumi tarana

                  Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                  Dil ko lagti he baat bakri ki :shyy:
                  جانوروں میں اونچی ہے ذات بکری کی
                  :hii:





                  Comment


                  • #39
                    Re: qaumi tarana

                    Originally posted by baniazkhan View Post
                    جانوروں میں اونچی ہے ذات بکری کی
                    :hii:
                    Dil ko aik baar phir lagti he baat bakri ki ; )
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #40
                      Re: qaumi tarana

                      wah wah wah





                      Comment


                      • #41
                        Re: qaumi tarana

                        Originally posted by baniazkhan View Post
                        wah wah wah
                        Pura shaer mulahiza ho.......

                        Dil ko lagti he baat bakri ki
                        Janwaroon main oonchi zaat bakri k
                        Uss ki wo masoomiyat aur haseen ankhain
                        Atee hai mujh ku aksar yaad bakri ki.
                        ..:dance2:


                        Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                        Comment


                        • #42
                          Re: qaumi tarana

                          Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
                          Pura shaer mulahiza ho.......

                          Dil ko lagti he baat bakri ki
                          Janwaroon main oonchi zaat bakri k
                          Uss ki wo masoomiyat aur haseen ankhain
                          Atee hai mujh ku aksar yaad bakri ki.
                          ..:dance2:
                          شعر مکمل کرنے کا بہت بہت شکریہ جناب

                          :rose





                          Comment

                          Working...
                          X