Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aik sawal

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: aik sawal

    Originally posted by Aanchal View Post
    Walikumsalam
    me ka jawab yeh hai kay ...:shyy:
    pechlay rishtay ko bhula kay jo terhi bunyaad wala tha us banday say naya Ristha bana lia jaye seedha wala :shyy:
    haan theek jawab dia he..lekin u itna sharma kiun rahi ho:tasali:

    Comment


    • #17
      Re: aik sawal

      Originally posted by AbgeenA View Post
      haan theek jawab dia he..lekin u itna sharma kiun rahi ho:tasali:
      :shyy:
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment


      • #18
        Re: aik sawal

        Originally posted by saraah View Post
        lo dasso

        wellll ..yes rishton ko seedha kiya ja skta hai in k ''chibb'' nikalay ja sktay hain ,agar aap ko ehsaas ho jaye k kahin kuch ghalat hai insaano k liye hamesha islaah ki gunjayesh hoti hai....magar baat sirf ehsaas ki hai......
        haan theek kehti ho...ehsas hi to nahi hota insan ko....thanxx 4 ur reply:thmbup:

        Comment


        • #19
          Re: aik sawal

          Originally posted by Aanchal View Post
          :shyy:
          :lol

          Comment


          • #20
            Re: aik sawal

            Originally posted by AbgeenA View Post
            haan theek kehti ho...ehsas hi to nahi hota insan ko....thanxx 4 ur reply:thmbup:
            tumhay jawab mil gaya ub thread lock kar daian :rew:
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment


            • #21
              Re: aik sawal

              Originally posted by Aanchal View Post
              tumhay jawab mil gaya ub thread lock kar daian :rew:
              thore mazeed jawab ane do...mujhe samjhate huey taqreer karne me asaani ho gi na:lol

              Comment


              • #22
                Re: aik sawal

                Originally posted by saraah View Post
                achaa chaloo phir mere hum watan honay k naatay muje sialkot ki behtreen cheezain bejho
                Sialkot ki behtareen cheez.....hmmmm.......soochna paray ga......mein khud aa jaon
                :thmbup:

                Comment


                • #23
                  Re: aik sawal

                  Originally posted by AbgeenA View Post
                  Aslamoalikum PG k aqalmando:hii:

                  kehte hen jab building bnaen or us ki bunyaad me teerha pan ho to puri building hi teerhi bane gi..yani shiru se jo ghalti ki jaey wo akher tak rehti he...ese hi jab insano se taluq banta he....naey rishte wajood me ate hen to ager un me kisi lalach ka terha pan ho to kia wo bhi hamesha rehta he?asaan lafzon me ager rishton ki bunyad hi ghalat ho to us ko seedha kese kia ja sakta he?ya nahi kia ja sakta?
                  (itna mushkil sawal kar dia karne ale ne:garmi:)ab mujhe ap jawab den:hairdrayer:
                  Wa Alaikum Aslam,

                  Jawaab bus itna sa he ke insaan ki niyaaat baad mein bhi sahi ho jaye tub bhi wo sub manage ker sakta he ager us mein akal bhi ho.
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #24
                    Re: aik sawal

                    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                    Wa Alaikum Aslam,

                    Jawaab bus itna sa he ke insaan ki niyaaat baad mein bhi sahi ho jaye tub bhi wo sub manage ker sakta he ager us mein akal bhi ho.
                    yani ehem cheez aqal he..ager ho gi to theek warna nahi theek:garmi:

                    Comment


                    • #25
                      Re: aik sawal

                      Originally posted by AbgeenA View Post
                      thore mazeed jawab ane do...mujhe samjhate huey taqreer karne me asaani ho gi na:lol
                      main tumhra yeh thread facebook wali option pay daal diti houn ..akhir ko Admin nay isi waqat key leye to yeh option add ki hai :lol:
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment


                      • #26
                        Re: aik sawal

                        Originally posted by Aanchal View Post
                        main tumhra yeh thread facebook wali option pay daal diti houn ..akhir ko Admin nay isi waqat key leye to yeh option add ki hai :lol:
                        yani meri taqreer khoob taweel ho sakti he:lol

                        Comment


                        • #27
                          Re: aik sawal

                          Originally posted by AbgeenA View Post
                          yani ehem cheez aqal he..ager ho gi to theek warna nahi theek:garmi:
                          mein kehta hoon moaamlaat ko suljana bohat aasan kaam hota he is mein bus aap ki real intention aur wisdom chahiye hoti he. lekin baaz loog itnay daggu hotay hein un mein salahiyat he nai hoti bigray huay moaamlaat ko suljanay ki.
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #28
                            Re: aik sawal

                            Originally posted by AbgeenA View Post
                            Aslamoalikum PG k aqalmando:hii:

                            kehte hen jab building bnaen or us ki bunyaad me teerha pan ho to puri building hi teerhi bane gi..yani shiru se jo ghalti ki jaey wo akher tak rehti he...ese hi jab insano se taluq banta he....naey rishte wajood me ate hen to ager un me kisi lalach ka terha pan ho to kia wo bhi hamesha rehta he?asaan lafzon me ager rishton ki bunyad hi ghalat ho to us ko seedha kese kia ja sakta he?ya nahi kia ja sakta?
                            (itna mushkil sawal kar dia karne ale ne:garmi:)ab mujhe ap jawab den:hairdrayer:
                            mein aap ko jawab deti hoon...... :ys:

                            rishton ki bunyad hee such aur trust per hoti hai jab kamzor hoon tu rishtay dhundla jatay hain...... hamesha insaan ko rishtay sach per rakho..... jab shuru din se agar rishtay jhoot, laluch aur mafaad parasti per rakho gay vo kabhi durable nahi hosaktay......aur rishton ko kabhi bhi kamzori ki buniyad per qaim na karein vo bhi kamzor hotay hain...... aaj kal kay daur mein rishtay loog time se badaltay rahtay hain kyun aamir meinay sahi kaha na.....372-haha
                            sigpic

                            Comment


                            • #29
                              Re: aik sawal

                              Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                              Sialkot ki behtareen cheez.....hmmmm.......soochna paray ga......mein khud aa jaon
                              mazaq achaa kr lete ho :rew:
                              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                              Comment


                              • #30
                                Re: aik sawal

                                Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                                mein kehta hoon moaamlaat ko suljana bohat aasan kaam hota he is mein bus aap ki real intention aur wisdom chahiye hoti he. lekin baaz loog itnay daggu hotay hein un mein salahiyat he nai hoti bigray huay moaamlaat ko suljanay ki.
                                theek

                                Comment

                                Working...
                                X