Aslamoalikum PG k aqalmando:hii:
kehte hen jab building bnaen or us ki bunyaad me teerha pan ho to puri building hi teerhi bane gi..yani shiru se jo ghalti ki jaey wo akher tak rehti he...ese hi jab insano se taluq banta he....naey rishte wajood me ate hen to ager un me kisi lalach ka terha pan ho to kia wo bhi hamesha rehta he?asaan lafzon me ager rishton ki bunyad hi ghalat ho to us ko seedha kese kia ja sakta he?ya nahi kia ja sakta?(itna mushkil sawal kar dia karne ale ne:garmi:)ab mujhe ap jawab den:hairdrayer:

Comment