Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

insaan,,khawaishian ...bhugdurr etc etc

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • insaan,,khawaishian ...bhugdurr etc etc

    Assalamalikum
    aaj kal ka har insaan bhugdurr main nazar ata hai ..yeh karna hai wo karna hai wo pana hai vohan jana hai etc etc ..jin ko koi cheez nahi mill rahi wo b hi tension main or jin ko wo cheez mill gai wo bhi tension main :lol ....
    aaj kal insaan chahta kia hai apnay aap say ? wo koon si manzil hai jahan tuk pounch kar insaan Mutamin ho sakta hai ? ya sirf inner satisfaction ki baat hai sari ???
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: insaan,,khawaishian ...bhugdurr etc etc

    waalikum asslam

    yar 20th century ka american litrature parrho tou aapko iss ka jawaab mil jaye ga.its dillemma of modern man .
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment

    • #3

      Originally posted by saraah View Post

      wo kahan say millye ga /?:lol: kia likha hai us main short main bata do :d
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment

      • #4
        Re: insaan,,khawaishian ...bhugdurr etc etc

        yarr iss wqt me mentally ek se zayada jaghon pe involve hoon...... talk to u later plz dnt mind :)
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment

        • #5
          Re: insaan,,khawaishian ...bhugdurr etc etc

          Originally posted by saraah View Post
          yarr iss wqt me mentally ek se zayada jaghon pe involve hoon...... talk to u later plz dnt mind :)
          aanchal k pas yeh cheez hoti tu aanchal aisi hoti:hohe:
          میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

          Comment

          • #6
            Re: insaan,,khawaishian ...bhugdurr etc etc

            walekumsalam
            shukar he me is baghdar me shamil nahi hun....k2 par bara sakoon he...sara din light nahi hoti to kuch bhi nahi karna parta...:lol

            Comment

            • #7
              Re: insaan,,khawaishian ...bhugdurr etc etc

              mein is thread ka jawaab within one month zaroor dene ki kooshish karon ga
              :thmbup:

              Comment

              • #8
                Re: insaan,,khawaishian ...bhugdurr etc etc

                waalikum asslam again

                2oth century ka litrature punjab university lahore me krwaye janay waly M.A ENGLISH k part 1 me syllaybus me parrhya jata hai.
                uss me novel hai ek naam muje yaad nae...... uss ka ek main theme yehi thaa.... uss me 20th century ki genration ko lost generation kaha gya hai...... agay bas agay barrhnay ka janoon aur apnay markaz se door hotay jana.....apnay ''kul'' se door hokar ''juzw'' me bat,tay jana...... yeh markaz,yeh KUL ''mazhab'' ko kaha gya hai..... mazhab aap ka ''anchor'' hota hai.....yani langar jo jahaaz ko idhar udhar dolnay nae deta ....

                mazhab aapko limits deta hai....code deta hai...aap ko bound zaroor krta hai magar aap k bhalay k liye.....agar aap uss se tajawaz krtay ho tou yehi afratfri bhagddar janam leti hai.
                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                Comment

                • #9

                  Us novel ka naam "For whom the belltolls" by by "Earnest Hemingway" he. Am I right?
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: insaan,,khawaishian ...bhugdurr etc etc

                    Originally posted by Aanchal View Post
                    Assalamalikum
                    aaj kal ka har insaan bhugdurr main nazar ata hai ..yeh karna hai wo karna hai wo pana hai vohan jana hai etc etc ..jin ko koi cheez nahi mill rahi wo b hi tension main or jin ko wo cheez mill gai wo bhi tension main :lol ....
                    aaj kal insaan chahta kia hai apnay aap say ? wo koon si manzil hai jahan tuk pounch kar insaan Mutamin ho sakta hai ? ya sirf inner satisfaction ki baat hai sari ???
                    w sallamm............
                    batt wahii haii hazaroo khawhishain aisi keh har khawhish par damm nikllay,,
                    satisfection too hotiii hii nahii.......manzill to aik hii haii,jiss ay barray main koi nai sochtaa
                    "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                    Comment

                    • #11
                      Re: insaan,,khawaishian ...bhugdurr etc etc

                      Originally posted by Aanchal View Post
                      Assalamalikum
                      aaj kal ka har insaan bhugdurr main nazar ata hai ..yeh karna hai wo karna hai wo pana hai vohan jana hai etc etc ..jin ko koi cheez nahi mill rahi wo b hi tension main or jin ko wo cheez mill gai wo bhi tension main :lol ....
                      aaj kal insaan chahta kia hai apnay aap say ? wo koon si manzil hai jahan tuk pounch kar insaan Mutamin ho sakta hai ? ya sirf inner satisfaction ki baat hai sari ???
                      Wa allaikum salaam

                      Waqt ki barq'raftari ney insaan ko nafsa'nafsi key aik aisey andhey kunwein mein phaink diya hai keh ham apni asl manzil sey bhatak gaey hain. Hamari asal manzil kya hai? Allah key hukum ko khud per aur duniya per nafiz karna aur Allah key pegham ko duniya mein aam karna. Ham Allah ko bhool ker aapa'dhapi mein parr gaey hain.

                      Apney nafs ko taskeen deney ki har raah ko apney liyey jaiiz bnaney ki tag-o-do mein laggey huwey hain, zahiri si baat hai jab ham apney nafs ki is qadar pervii karein gey, to tension to hamara muqaddar baney gi.

                      Main ney pichhley aik saal mein Allah ki zaat key qareeb honey ka sharf haasil kiya hai, aur mujhey mehsoos huwa hai keh jab ham Allah Tala ka kaam karney mein apni zindagi sarf kartey hain, to Allah bhi hamarey kaam karney mein lag jata hai aur hamari zaat key ooper woh woh rehmatein un un zaraey sey nazal farmata hai keh hamein yaqin nahin aata.

                      Tension aur duniya bhar ki har pareshani sey nikalney ka wahid hal, Allah ki zaat sey luu laga lena hai. Yeh kaha hai to iska matlab yeh har'giz nahin keh ham duniya ko chhorr dein, jo log duniya aur duniya key rang ko chhorr ker sirf Allah Allah karney mein lag jatey hain, woh sakht gumraah hain.

                      Deen key saath saath duniya honi chahiyey - ab is mein balance kaisey karna hai? Yeh aap ki apni zaat key ooper munahsir hai.
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment

                      • #12
                        Re: insaan,,khawaishian ...bhugdurr etc etc

                        Originally posted by Aanchal View Post
                        Assalamalikum
                        aaj kal ka har insaan bhugdurr main nazar ata hai ..yeh karna hai wo karna hai wo pana hai vohan jana hai etc etc ..jin ko koi cheez nahi mill rahi wo b hi tension main or jin ko wo cheez mill gai wo bhi tension main :lol ....
                        aaj kal insaan chahta kia hai apnay aap say ? wo koon si manzil hai jahan tuk pounch kar insaan Mutamin ho sakta hai ? ya sirf inner satisfaction ki baat hai sari ???
                        wese behan mujhe aaj bahut khushi ho rahi hai kay aaj pehli dafa mujhe aap ki thread samajh aae hai...... :lol
                        wese mujhe aisa lagta hai jese hum sub loog traffic signal per jese kharay hoon aur jab signal green hota hai tu hum sub eik doosray se pehlay nikalnay ki kartay hain aur zindgi mein bhi bus issi tarah daur mein lagay hain..... her eik ko jaldi hai aur jaldi mujhe bilkul samajh nahi lagti kis baat ki jaldi mein hain......... mein baat ko briefly likhti hoon kyun kay mujhe kahin jana tha bus socha jaldi jaldi kuch comments karti jaon...... :lol
                        sigpic

                        Comment

                        • #13
                          Re: insaan,,khawaishian ...bhugdurr etc etc

                          Originally posted by Masood View Post
                          Wa allaikum salaam

                          Waqt ki barq'raftari ney insaan ko nafsa'nafsi key aik aisey andhey kunwein mein phaink diya hai keh ham apni asl manzil sey bhatak gaey hain. Hamari asal manzil kya hai? Allah key hukum ko khud per aur duniya per nafiz karna aur Allah key pegham ko duniya mein aam karna. Ham Allah ko bhool ker aapa'dhapi mein parr gaey hain.

                          Apney nafs ko taskeen deney ki har raah ko apney liyey jaiiz bnaney ki tag-o-do mein laggey huwey hain, zahiri si baat hai jab ham apney nafs ki is qadar pervii karein gey, to tension to hamara muqaddar baney gi.

                          Main ney pichhley aik saal mein Allah ki zaat key qareeb honey ka sharf haasil kiya hai, aur mujhey mehsoos huwa hai keh jab ham Allah Tala ka kaam karney mein apni zindagi sarf kartey hain, to Allah bhi hamarey kaam karney mein lag jata hai aur hamari zaat key ooper woh woh rehmatein un un zaraey sey nazal farmata hai keh hamein yaqin nahin aata.

                          Tension aur duniya bhar ki har pareshani sey nikalney ka wahid hal, Allah ki zaat sey luu laga lena hai. Yeh kaha hai to iska matlab yeh har'giz nahin keh ham duniya ko chhorr dein, jo log duniya aur duniya key rang ko chhorr ker sirf Allah Allah karney mein lag jatey hain, woh sakht gumraah hain.

                          Deen key saath saath duniya honi chahiyey - ab is mein balance kaisey karna hai? Yeh aap ki apni zaat key ooper munahsir hai.
                          wese aap kay 10 maah gaib rahnay se yeh aap ko faida hua kay aap eik writer ban kay samnay aae hain..... lagta hai khamoshi nay aap ko bahut kuch sikha diya hai...... :lol wese acha laga aur lagta hai mein bhi 10 maah ka khamoshi ka chila kaat kay aon takay mein bhi aap ki tarah sanjeeda aur shairana guftagu karsaku....... :lol
                          Last edited by ambreen_shaam; 21 April 2011, 06:51.
                          sigpic

                          Comment

                          • #14
                            Re: insaan,,khawaishian ...bhugdurr etc etc

                            Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                            Us novel ka naam "For whom the belltolls" by by "Earnest Hemingway" he. Am I right?
                            yes u r right.
                            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                            Comment

                            • #15

                              :)
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X