Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Doosrii shadiii

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Doosrii shadiii

    Asalam o Alaikom.....

    Kuch din pehllayy main Shaista Wahidi ka program..."Utthoo jagoo pakistan"
    daik raha thaaa....jiss main Shaista wahidi nay nihayat Dilchassap sawal pochaaa.

    so i think keh iss par aap say b Raiey lay hii lii jaieyy...

    Doosrri Shadii kay Khawhish mand afrrad kia hoottay hain...:hohe:

    1..Bahaddarrr:garmi:

    2..Bewakoofff372-haha

    3..Shahh Kharrachhh
    "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

  • #2
    Re: Doosrii shadiii

    Bewakoof
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment

    • #3
      Re: Doosrii shadiii

      khud to hote hi bewakoof hein, lekin samajhte hein pehli bivi bewkoof he aur doosri ko bewkoof banaane ja rahe hote hein!!!!!!!!!!!!!!!

      unless the man has a really good reason and is a very very fair person who will not be un-equal in fullfilling his duties!

      sigpic

      Comment

      • #4
        Re: Doosrii shadiii

        Originally posted by sarfraz_qamar View Post
        Asalam o Alaikom.....

        Kuch din pehllayy main Shaista Wahidi ka program..."Utthoo jagoo pakistan"
        daik raha thaaa....jiss main Shaista wahidi nay nihayat Dilchassap sawal pochaaa.

        so i think keh iss par aap say b Raiey lay hii lii jaieyy...

        Doosrri Shadii kay Khawhish mand afrrad kia hoottay hain...:hohe:

        1..Bahaddarrr:garmi:

        2..Bewakoofff372-haha

        3..Shahh Kharrachhh
        mera point of view yeh hai kay Allah tala nay marad ko 4 shaadiyan karnay ka haq diya hai aur yeh sunnat e rasool bhi hai tu hum ko kia haq puhnchta hai kisi dosri teesri y chaar shaadi karnay walay ko bhaddarr yaa bewakoof yaa shahh kharrachhh kahin.......... balkay mein tu usss shakhs ko jo dosri yaa iss se ziyaad shadiyan karey ussey sunni kahti hoon.......... :ys:
        sigpic

        Comment

        • #5
          Re: Doosrii shadiii

          Originally posted by ambreen_shaam View Post

          تو پھر جناب ہماری دعا ہے کہ آپ کا شوہر پکا سنی ہو
          سنی کی جو تعریف آپ نے بیان کی ہے اس کے مطابق

          :dance2:

          Comment

          • #6
            Re: Doosrii shadiii

            pagal hoty hein
            میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

            Comment

            • #7
              Re: Doosrii shadiii

              waalikum asslam

              yh tv programs me aam tour pe fazool questions hi poochay jatay hain,agar question achaa ho tou option fazool hotay hain......
              agar doosri shadi k peechay koi soild reason hou tou koi muzaiqa nae.
              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

              Comment

              • #8
                Re: Doosrii shadiii

                Originally posted by baniazkhan View Post

                تو پھر جناب ہماری دعا ہے کہ آپ کا شوہر پکا سنی ہو
                سنی کی جو تعریف آپ نے بیان کی ہے اس کے مطابق

                :dance2:
                agar meray husband dosri phir teesri yaa chothi shaadi karay such mein mujhe koie eteraaz nahi hoga.... agar vo kahtey hain kay vo sunnat ko poori karnay ka uss ka khaaalis maqsad hai......:ys:
                sigpic

                Comment

                • #9
                  Re: Doosrii shadiii

                  Bahadur hotay hein :ys:
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: Doosrii shadiii

                    Originally posted by ambreen_shaam View Post
                    mera point of view yeh hai kay Allah tala nay marad ko 4 shaadiyan karnay ka haq diya hai aur yeh sunnat e rasool bhi hai tu hum ko kia haq puhnchta hai kisi dosri teesri y chaar shaadi karnay walay ko bhaddarr yaa bewakoof yaa shahh kharrachhh kahin.......... balkay mein tu usss shakhs ko jo dosri yaa iss se ziyaad shadiyan karey ussey sunni kahti hoon.......... :ys:
                    Tumhein kitni baar kaha he tum cheeti ho :thmbup: shikaar kia karo
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #11
                      Re: Doosrii shadiii

                      Originally posted by saraah View Post
                      waalikum asslam

                      yh tv programs me aam tour pe fazool questions hi poochay jatay hain,agar question achaa ho tou option fazool hotay hain......
                      agar doosri shadi k peechay koi soild reason hou tou koi muzaiqa nae.
                      Reason hameesha solid he hoti he
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #12
                        Re: Doosrii shadiii

                        Originally posted by ambreen_shaam View Post
                        agar meray husband dosri phir teesri yaa chothi shaadi karay such mein mujhe koie eteraaz nahi hoga.... agar vo kahtey hain kay vo sunnat ko poori karnay ka uss ka khaaalis maqsad hai......:ys:
                        اب تو یہ یقین سے کہا جا سکتا ہے کہ آپ کی اب تک شادی نہیں ہوئی۔ مگر سوکن کی تکلیف کیا ہوتی ہے کبھی سروے کریں۔ اور ان عورتون سے ملنے کی کوشش کریں۔ آپ ایسا نہ بھی کریں مگر جو کچھ آپ نے کہا ہے وہ صرف وقتی جذبہ ہے۔ میں نے تو صرف مذاق میں ایسا کہا تھا مگر میری دعا ہے کہ آپ کے ساتھ ایسا کبھی کچھ نہ ہو۔ آپ کے پوتے پوتیوں کی ایک ہی دادی ہو۔
                        میری دعا ہے کہ پاکستان کی ہر لڑکی سکھ اور چین کی زندگی بسر کرے اور جب تک اس کی زندگی رہے وہ ہمیشہ خوش رہے۔

                        Comment

                        • #13
                          Re: Doosrii shadiii

                          Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                          Tumhein kitni baar kaha he tum cheeti ho :thmbup: shikaar kia karo
                          mein tu Allah mian ki bandi hoon................ :)
                          sigpic

                          Comment

                          • #14
                            Re: Doosrii shadiii

                            Originally posted by saraah View Post
                            waalikum asslam

                            yh tv programs me aam tour pe fazool questions hi poochay jatay hain,agar question achaa ho tou option fazool hotay hain......
                            agar doosri shadi k peechay koi soild reason hou tou koi muzaiqa nae.
                            Sahi kaha saraah ....jiss terhan Shaista Wahedi aur uss ka bhai Sahir Loodhi fazool shakhsiyatain hain...iss terhan unn ka program main question bhi un ki terhan hi fazool hotay hai...:garmi:

                            Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                            Comment

                            • #15
                              Re: Doosrii shadiii

                              Originally posted by baniazkhan View Post
                              اب تو یہ یقین سے کہا جا سکتا ہے کہ آپ کی اب تک شادی نہیں ہوئی۔ مگر سوکن کی تکلیف کیا ہوتی ہے کبھی سروے کریں۔ اور ان عورتون سے ملنے کی کوشش کریں۔ آپ ایسا نہ بھی کریں مگر جو کچھ آپ نے کہا ہے وہ صرف وقتی جذبہ ہے۔ میں نے تو صرف مذاق میں ایسا کہا تھا مگر میری دعا ہے کہ آپ کے ساتھ ایسا کبھی کچھ نہ ہو۔ آپ کے پوتے پوتیوں کی ایک ہی دادی ہو۔
                              میری دعا ہے کہ پاکستان کی ہر لڑکی سکھ اور چین کی زندگی بسر کرے اور جب تک اس کی زندگی رہے وہ ہمیشہ خوش رہے۔
                              dosri teesri yaa chothi shaadi karna koi galat baat nahi hoti..... islam nay musalmaan marad ko yeh haq diya hai jis se hum as a muslim inkaar nahi karsaktay.... vo alag baat hai kay dosri shaadi karnay se marad dono biviyun se insaaf nahi karsakta yeh na-insaafi marad jaan bhooj kay shaed karta hai... uss kay tu faiday aur nuqsanaat hosaktay hain vo alag baat hai.....
                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X