Re: Puraa Chaand
Wa Alaikum Aslam,
17 April ko tumhara thread laga us raat mein jub drive ker raha tha tub mera aik cousin mere sath wali seat pe beth ke mujay bata raha tha ke chaand bohat khoobsoorat he aaj. Badal banay huay thay aur thoori thoori bijli bhi karak rahi thi. Mousam aur nazaray achay hoon to insaan per acha asar daltay hein. Chand ko dekh ker yahi yaad aata he ke is ki roshni apni nahi he aur yeh kafi bara he aur irregular surface wala he aur is ki gravity zameen ki gravity se almost 5 times less he :p
Originally posted by AbgeenA
View Post

Comment