Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

akela pan

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: akela pan

    Originally posted by sarfraz_qamar View Post
    Goliii marooo Udasiii koooo.................
    nai b yeh cheating hy khabardar jo u ny udasi ko goli marny ki koshish kri tu itny saray pg k members kahan ja k apni udasi celebrate karen gy:garmi:
    میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

    Comment

    • #32
      Re: akela pan

      Originally posted by *pIoUs FaIrY* View Post

      khushiann celebrate krna too sunaa thaa but yeh udassii celebrate karnn pehlii martbaa sunn rahaa hooo.....
      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

      Comment

      • #33
        Re: akela pan

        Originally posted by *pIoUs FaIrY* View Post
        Asalam-O-Alikum

        pochna yeh hy k kabi aisa hoya k apko bhot akela pan feel hoya ho? sab k hotay vy aik perfect life spend krty vy kabi koi aik lamha jab apko laga ho k bas kuch fazul hy... apka dil bilawajha he udas honay ko chahy... kuch b na krny ka dil ho bas chup rehna chaho or bilawajha he roony ko dil karay or befazul k sad songs sun sun k rona shuru kar do??? kabi aisi feelings hoye? in feelings ko jaldi jaldi over come karna chahty ho k inko enjoy krty ho????? or aisi waqat mein kon sa song gungunaty ho??? ya koi shair ya any thing...
        bachpan mein kuch aisa hota tha ab bhi kabhi hota hai tu manage karl leti hoon lakin roti nahi hoon kyun kay meinay ab zinda rahna seekh liya hai..... :ys:
        sigpic

        Comment

        • #34
          Re: akela pan

          Originally posted by ambreen_shaam View Post

          roona waisay b changaa kamm naii......
          Hota wahi hai jo naseeb main likhaa hooooo
          "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

          Comment

          • #35
            Re: akela pan

            Originally posted by sarfraz_qamar View Post
            roona waisay b changaa kamm naii......
            Hota wahi hai jo naseeb main likhaa hooooo
            aap nay sahi kaha hai former moderator jii...... :lol
            sigpic

            Comment

            • #36

              kon moderator,kaisa moderator aor kahhan kaa moderatorrr...

              Allah bachaiy in moderatorzzz sayy:fly:
              "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

              Comment

              • #37
                Re: akela pan

                Originally posted by ambreen_shaam View Post
                bachpan mein kuch aisa hota tha ab bhi kabhi hota hai tu manage karl leti hoon lakin roti nahi hoon kyun kay meinay ab zinda rahna seekh liya hai..... :ys:
                mjko lagta hy k zinda log he rotay hein
                میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                Comment

                • #38
                  Re: akela pan

                  Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                  roona waisay b changaa kamm naii......
                  Hota wahi hai jo naseeb main likhaa hooooo

                  yahan wo walay ronay ki nai balkay wo walay ronay ki bat ho re jiski sometym koi reason hoti nai
                  میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                  Comment

                  • #39
                    Re: akela pan

                    Originally posted by *pIoUs FaIrY* View Post
                    Asalam-O-Alikum

                    pochna yeh hy k kabi aisa hoya k apko bhot akela pan feel hoya ho? sab k hotay vy aik perfect life spend krty vy kabi koi aik lamha jab apko laga ho k bas kuch fazul hy... apka dil bilawajha he udas honay ko chahy... kuch b na krny ka dil ho bas chup rehna chaho or bilawajha he roony ko dil karay or befazul k sad songs sun sun k rona shuru kar do??? kabi aisi feelings hoye? in feelings ko jaldi jaldi over come karna chahty ho k inko enjoy krty ho????? or aisi waqat mein kon sa song gungunaty ho??? ya koi shair ya any thing...
                    Meray saath tu aisa shayed hi he hoa ho k aik dam baghir kisee wajah k udass hoa hoon....koi perahsnai ya mushkil paish aa jaye tu hi asia hota hai..aur phir Allah say hi madad talab kernay ki kushish kerta hoon....kyon k mushkil aur pereshani bhi ussi ki taraf say hotee hai.......han ghar waloon say bhi share kerta hoon..(lykin ye nahi k bhaan bhaan ker k rona shorro ker doon)...waisy bhi meree mother meree pershani face dekh ker foran samjha jateen hai k mera beta preshan hai...iss liye unn say kuch nahi chupata.....aur ab shaadi k baad beygum (bulkeh bey gham) k bhi yahee adat hai k poochnay lagtee hai..k kia hoa khamosh kyuon hain waghira waghira??....

                    Shair-o-shariee ka koi khas shooq nahi...songs pehlay sunta tha...ab tu bohut kam sunta hoon...aur sad songs meray udasee per koi khas asar nahi kertay...

                    Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                    Comment

                    • #40
                      Re: akela pan

                      >Walikum Salam wa rehmat Ullah ...!!

                      Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                      Comment

                      • #41
                        Re: akela pan

                        Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
                        Meray saath tu aisa shayed hi he hoa ho k aik dam baghir kisee wajah k udass hoa hoon....koi perahsnai ya mushkil paish aa jaye tu hi asia hota hai..aur phir Allah say hi madad talab kernay ki kushish kerta hoon....kyon k mushkil aur pereshani bhi ussi ki taraf say hotee hai.......han ghar waloon say bhi share kerta hoon..(lykin ye nahi k bhaan bhaan ker k rona shorro ker doon)...waisy bhi meree mother meree pershani face dekh ker foran samjha jateen hai k mera beta preshan hai...iss liye unn say kuch nahi chupata.....aur ab shaadi k baad beygum (bulkeh bey gham) k bhi yahee adat hai k poochnay lagtee hai..k kia hoa khamosh kyuon hain waghira waghira??....

                        Shair-o-shariee ka koi khas shooq nahi...songs pehlay sunta tha...ab tu bohut kam sunta hoon...aur sad songs meray udasee per koi khas asar nahi kertay...

                        :thmbup::thmbup:
                        میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                        Comment

                        • #42
                          Re: akela pan

                          Originally posted by *pIoUs FaIrY* View Post
                          mjko lagta hy k zinda log he rotay hein
                          wese zinda loog bhi itna kabhi kabhi rotay hain jo murday ka kafan bhi phat jata hai........ :lol
                          sigpic

                          Comment

                          • #43
                            Re: akela pan

                            Originally posted by *pIoUs FaIrY* View Post
                            Asalam-O-Alikum

                            pochna yeh hy k kabi aisa hoya k apko bhot akela pan feel hoya ho? sab k hotay vy aik perfect life spend krty vy kabi koi aik lamha jab apko laga ho k bas kuch fazul hy... apka dil bilawajha he udas honay ko chahy... kuch b na krny ka dil ho bas chup rehna chaho or bilawajha he roony ko dil karay or befazul k sad songs sun sun k rona shuru kar do??? kabi aisi feelings hoye? in feelings ko jaldi jaldi over come karna chahty ho k inko enjoy krty ho????? or aisi waqat mein kon sa song gungunaty ho??? ya koi shair ya any thing...
                            waalikum asslam

                            aaj k dour me depression shyd zindgi ka lazmi hissa hai.....mere sath esa hou tou me sonay ki koshish krti hoon.neend aajaye tou well n good.na aaye tou iss phase se guzrna hi parrta hai.rona bohat zaroori hai.ek nafsiati tajziye k mutabiq aurat mard se kuch muamlaat me mazboot hoti hai.wo iss liye k wo ro kr ya apna dil khol k bayan kr deti hai jis se catharsis hojata hai,jo k mard apni nature k bayas ''amoomi'' tour pe nae krta...... music ki me diwani hoon magar esay me music ka b koi positive ya negative asar nae hota...... mukammal tour pe yeh feelings apna dhyaan kisi aur taraf krny se khatam hojati hain...... apni battery charge krti hoon me phir taa k agli baar yeh phase aaye tou tou uss se naburd-azma hua ja skay

                            aur rahi baat Allah se madad talab krnay ki....... iss pe me kuch nae kahoon gi.k uss k siwa sab aarzi sahaary hotay hain.
                            Last edited by saraah; 19 April 2011, 11:56.
                            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                            Comment

                            • #44
                              Re: akela pan

                              Originally posted by *pIoUs FaIrY* View Post
                              han aisa he hota yeh feelings kuch dair k liya he hoti hn... per q hoti hein huh
                              Jin sawalon ka jawab tum ko khud pata ho wo muj se na poocha karo :fes
                              :thmbup:

                              Comment

                              • #45
                                Re: akela pan

                                Originally posted by *pIoUs FaIrY* View Post
                                Asalam-O-Alikum

                                pochna yeh hy k kabi aisa hoya k apko bhot akela pan feel hoya ho? sab k hotay vy aik perfect life spend krty vy kabi koi aik lamha jab apko laga ho k bas kuch fazul hy... apka dil bilawajha he udas honay ko chahy... kuch b na krny ka dil ho bas chup rehna chaho or bilawajha he roony ko dil karay or befazul k sad songs sun sun k rona shuru kar do??? kabi aisi feelings hoye? in feelings ko jaldi jaldi over come karna chahty ho k inko enjoy krty ho????? or aisi waqat mein kon sa song gungunaty ho??? ya koi shair ya any thing...
                                Wa allaikum salaam

                                Ji aksar. Magar dil ki udaasi ka koi na koi sbab zaroor hota hai. Yeh alag baat hai keh hamein us waqt uski samajh aa rahi ho keh na, magar koi wajjah zaroor hoti hai. Mere saath aksar oqaat aisa hota hai keh dil koi udaasi hoti hai. Magar ab is udaasi ko khatam karney ka bohat haseen zariyea main ney dhoondh liya hai, woh hai namaz. Namaz mein jo sakoon hai, woh duniya ki kisi bhi raagni mein nahin.

                                Agar udaasi kisi insaan key naam sey wabasta ho, to uskey liyey Duaein karein, be'tahasha duaein karein, bar bar dua karein. Allah Tabarak-o-Ta'ala na sirf us key haq mein behtar karey ga, balkeh aap key dil-o-rooh ko bhi sakoon ata karey ga, inshaAllah.
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X