Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aap k nakhrey?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Aap k nakhrey?

    Originally posted by ambreen_shaam View Post
    aap kahti ho tu mein aap ko detail mein bata deti hoon khanay peenay mein nakhray nahi karti.....daal saag jo mil jai sub khaa leti hoon.... :think: albata aam life mein meray nakhray ziyada hotay hain ..... moody hoon issliye friends samajhtey hain kay mein nakhra karti hoon.... halankay kabhi kabhi nahi bhi kar rahi hoti....kuch show off yaa dashing bhi karti hoon jis se mera nakhra aur nikhar kay samnay aa jata hai..... :lol friends kay saath jab khana khanay bahir jatay hain sirf un doston kay saath khana khanay jati hoon jo marriot yaa holiday inn yaa sareena hotel mein khana khanay ki himmat ho..... yeh bhi bata doon bill bhi hamesha mein hee ada karti hoon... iss ko bhi aap meray nakhray mein shamil karsakti ho.... shopping karni hoti hai tu Karachi, Lahore, yaa Dubai se karti hoon aur vo shops bahut ala kisam ki hoon aur sub imported cheezein rakhtay hoon.... yeh bhi mera nakhra hai... friends hamesha vo pasand karti hoon jo khamosh bethay meri baatein sunnay aur meri wah wah kartay rahein....agar beech mein bol leta hai koi tu mein foran daant deti hoon.... iss kay bawajood bhi meray dost bahut ban jatay hain...... :lol yeh bhi mera nakhra hai.... her saal mein eik new model ki car rakhti hoon aur jab car purchase kar leti hoon tu sub friends kay pass dashing marnay kayliye chali jaati hoon... yeh bhi aap meray nakhray mein shamil karien.... :ys: kisi big city mein rahna paray tu mein 5 star hotel kay siwa kisi aur jaga nahi rahti agar jaga nahi milti tu mein car mein so jati hoon aur phir mein ammi ko ro ro kay sunati hoon kay mein pooori raat car mein soe thi....yeh bhi mera nakhra hai.....
    aur bhi meray bahut nakhray hain lakin filhaal itnay kaafi hain............ kyun kay aap ko aetebaar nahi hoga kay mein aisi hoon jese bata rahi hoon.....372-haha

    Waise mein sooch raha hoon, saari larkiyoon ko bilkul bhoola bhaala seedhi saadi nai hona chahiye, tumharay tarah ki bhi koi item honi chahiye larkiyon mein, cheeti ho tum :ys:

    waise mujay bhi marriot, holliday inn aur serena hotel mein khana khanay ka bohat shook he itna ke mein bata he nai sakta, buchpan se aisi jaghoon mein khana khanay ke khawaab aa rahay hein

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Aap k nakhrey?

    Originally posted by ambreen_shaam View Post
    nakhray tu sirf girls ko zaib detay hain..... larkay bhi nakhray kartey hain????

    sohni day nakhray sohnay lagday ...... bilmuqabil munday day nakhray bhi hazaar lagday....
    Soniye na kerya ker bistiyan

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Aap k nakhrey?

    Originally posted by AbgeenA View Post
    ap bohat traki karen ge:tasali:
    Inshallah :duaa:

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Aap k nakhrey?

    Originally posted by saraah View Post
    waalikum asslam
    shyd thorri bohat hoon.....albata meri ek kzn muje bohat kaha krti thi ......wja yeh thi k muje meri kznz ki nisbat maahol zra mukhtlif mila jis ki wja se meri aadtain apni kznz se nae miltin...iss liye wo kehti hain.
    meri frnds ne wese aajtak nae kaha balkay wo tou yeh sab mera style smjhti hain :p
    Tumhara nakhra kia he yeh to tum batana he bhool gai :donno:

    Leave a comment:

  • AbgeenA
    replied
    Re: Aap k nakhrey?

    Originally posted by saraah View Post
    waalikum asslam
    shyd thorri bohat hoon.....albata meri ek kzn muje bohat kaha krti thi ......wja yeh thi k muje meri kznz ki nisbat maahol zra mukhtlif mila jis ki wja se meri aadtain apni kznz se nae miltin...iss liye wo kehti hain.
    meri frnds ne wese aajtak nae kaha balkay wo tou yeh sab mera style smjhti hain :p
    chalo thore bohat to chalen ge:lol

    Leave a comment:

  • AbgeenA
    replied
    Re: Aap k nakhrey?

    Originally posted by ambreen_shaam View Post
    aap kahti ho tu mein aap ko detail mein bata deti hoon khanay peenay mein nakhray nahi karti.....daal saag jo mil jai sub khaa leti hoon.... :think: albata aam life mein meray nakhray ziyada hotay hain ..... moody hoon issliye friends samajhtey hain kay mein nakhra karti hoon.... halankay kabhi kabhi nahi bhi kar rahi hoti....kuch show off yaa dashing bhi karti hoon jis se mera nakhra aur nikhar kay samnay aa jata hai..... :lol friends kay saath jab khana khanay bahir jatay hain sirf un doston kay saath khana khanay jati hoon jo marriot yaa holiday inn yaa sareena hotel mein khana khanay ki himmat ho..... yeh bhi bata doon bill bhi hamesha mein hee ada karti hoon... iss ko bhi aap meray nakhray mein shamil karsakti ho.... shopping karni hoti hai tu Karachi, Lahore, yaa Dubai se karti hoon aur vo shops bahut ala kisam ki hoon aur sub imported cheezein rakhtay hoon.... yeh bhi mera nakhra hai... friends hamesha vo pasand karti hoon jo khamosh bethay meri baatein sunnay aur meri wah wah kartay rahein....agar beech mein bol leta hai koi tu mein foran daant deti hoon.... iss kay bawajood bhi meray dost bahut ban jatay hain...... :lol yeh bhi mera nakhra hai.... her saal mein eik new model ki car rakhti hoon aur jab car purchase kar leti hoon tu sub friends kay pass dashing marnay kayliye chali jaati hoon... yeh bhi aap meray nakhray mein shamil karien.... :ys: kisi big city mein rahna paray tu mein 5 star hotel kay siwa kisi aur jaga nahi rahti agar jaga nahi milti tu mein car mein so jati hoon aur phir mein ammi ko ro ro kay sunati hoon kay mein pooori raat car mein soe thi....yeh bhi mera nakhra hai.....
    aur bhi meray bahut nakhray hain lakin filhaal itnay kaafi hain............ kyun kay aap ko aetebaar nahi hoga kay mein aisi hoon jese bata rahi hoon.....372-haha
    ap k to bare bare nakhre hen:lol

    Leave a comment:

  • ambreen_shaam
    replied
    Re: Aap k nakhrey?

    Originally posted by AbgeenA View Post
    to dikhaen na....isi leay to thread shiru kia he k sab friends k nakhre dekhen jaen:lol

  • saraah
    replied
    Re: Aap k nakhrey?

    Originally posted by AbgeenA View Post
    Aslamaolikum:hii:

    topic shaed apko ajeeb sa lage..lekin aksar ham apne doston weghra se sunte hen k tumhare bare nakhre hen...to ap bataen k apko kin kin baton par su'na para k bare nakhre hen tumhare?ya ap had se zeada simple hen k kabhi kisi ne esa nahi kaha...
    waalikum asslam
    shyd thorri bohat hoon.....albata meri ek kzn muje bohat kaha krti thi ......wja yeh thi k muje meri kznz ki nisbat maahol zra mukhtlif mila jis ki wja se meri aadtain apni kznz se nae miltin...iss liye wo kehti hain.
    meri frnds ne wese aajtak nae kaha balkay wo tou yeh sab mera style smjhti hain :p

    Leave a comment:

  • AbgeenA
    replied
    Re: Aap k nakhrey?

    Originally posted by S.A.Z View Post
    میرے کچھ خاص نخرے تو نہیں البتہ کھانے میں ایک نخرہ ہے کہ میں ہڈی پر سے بوٹی نوچ نوچ کر نہیں کھاتا جتنی آسانی سے اُتر گئی اُتر گئی باقی چھوڑ دی
    itna sa nakhra bas....mazeed sochen koi na koi ho ga:lol

    Leave a comment:

  • AbgeenA
    replied
    Re: Aap k nakhrey?

    Originally posted by ambreen_shaam View Post
    nakhray tu sirf girls ko zaib detay hain..... larkay bhi nakhray kartey hain????

    sohni day nakhray sohnay lagday ...... bilmuqabil munday day nakhray bhi hazaar lagday....
    372-haha372-haha

    Leave a comment:

  • AbgeenA
    replied
    Re: Aap k nakhrey?

    Originally posted by ambreen_shaam View Post
    aap nay meray nakhray nahi dekhay.................. :lol
    to dikhaen na....isi leay to thread shiru kia he k sab friends k nakhre dekhen jaen:lol

    Leave a comment:

  • AbgeenA
    replied
    Re: Aap k nakhrey?

    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
    mujay to nakhray kerne walay loog pasand he nahi (siwaye apne)
    ap bohat traki karen ge:tasali:

    Leave a comment:

  • S.Athar
    replied
    Re: Aap k nakhrey?

    میرے کچھ خاص نخرے تو نہیں البتہ کھانے میں ایک نخرہ ہے کہ میں ہڈی پر سے بوٹی نوچ نوچ کر نہیں کھاتا جتنی آسانی سے اُتر گئی اُتر گئی باقی چھوڑ دی

    Leave a comment:

  • ambreen_shaam
    replied
    Re: Aap k nakhrey?

    Originally posted by munda_Sialkoty View Post
    Wa Alaikum Aslam,

    Mein khane peenay ke moaamlay mein bohat selective aur nakhray wala hoon. Baki baad mein :p

Working...
X