Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

"Ishaq paisha Aashiq"

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • "Ishaq paisha Aashiq"

    Asalam o alaikom...

    "Urdu poetry main "AashiQ" koo iss tarrah dikhayaa giaa hai keh wo
    Ghubbar e Khakk kii tarahh idharr say udharr urrataa phirtaa hai,Apni "Khud Dari" aorr "Anaa" koo pass e pushatt daall karr apnay mehbob ki galii ka tawaff karta rehtaa haii....."

    Magarr aaj kay hallat kay Paish e nazzar "Ishaq" ka manzirr naama
    bhii baddal chukaa haii."Sar phiraa Aashiq" an aik aisay shakhas ka Roop dharr
    chukaa hai jo apnay jazzbaay aorr Shaoor say kaam lay kar Mohhabbat kay sath sath digar Faraiz e zindagii bhii paish e nazarr rakhtaa hai..

    issii hawalaa say kisi poet nay kia khoob kaha haii..

    Ishaq nay seekh hi lii waqtt ki takseem keh abbb
    wo mjhay yad to aata haii magar kaam kayy badddd


    So Fruendzz i think "Ishaq Paishaa AashiQ" abb khall khall hii nazzar aatay hain,kia waqaie iss type ki tabdeelii aaj kal kay "AashiQ" main aa chukii hai,yaa
    phirr yeh meri khamm khialii haiii?
    "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

  • #2
    Re: "Ishaq paisha Aashiq"

    walekumsalam
    pata nahi...kabhi ishq hua ya kia to bataun gi

    Comment


    • #3
      Re: "Ishaq paisha Aashiq"

      Yehh b khoob kahi aap nay,,,

      any way,,observatiob b to hota hai insann kaaa.

      So ap ka observation kia kehta hai isss barray main
      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

      Comment


      • #4
        Re: "Ishaq paisha Aashiq"

        Originally posted by sarfraz_qamar View Post
        Yehh b khoob kahi aap nay,,,

        any way,,observatiob b to hota hai insann kaaa.

        So ap ka observation kia kehta hai isss barray main
        sab jhoot he...sab maya he..baqol shaer...

        iqrar-e-mohabat,ehed-o-wafa,sab jhooti sachi baten hen
        har shaks khudi ki masti me bas apni khater jeeta he

        Comment


        • #5
          Re: "Ishaq paisha Aashiq"

          Originally posted by AbgeenA View Post
          sab jhoot he...sab maya he..baqol shaer...

          iqrar-e-mohabat,ehed-o-wafa,sab jhooti sachi baten hen
          har shaks khudi ki masti me bas apni khater jeeta he
          Aray waah senorita, kia khoob shair he




          waise mein is shair se itfaaq nahi kerta
          :thmbup:

          Comment


          • #6
            Re: "Ishaq paisha Aashiq"

            Originally posted by sarfraz_qamar View Post
            Asalam o alaikom...

            "Urdu poetry main "AashiQ" koo iss tarrah dikhayaa giaa hai keh wo
            Ghubbar e Khakk kii tarahh idharr say udharr urrataa phirtaa hai,Apni "Khud Dari" aorr "Anaa" koo pass e pushatt daall karr apnay mehbob ki galii ka tawaff karta rehtaa haii....."

            Magarr aaj kay hallat kay Paish e nazzar "Ishaq" ka manzirr naama
            bhii baddal chukaa haii."Sar phiraa Aashiq" an aik aisay shakhas ka Roop dharr
            chukaa hai jo apnay jazzbaay aorr Shaoor say kaam lay kar Mohhabbat kay sath sath digar Faraiz e zindagii bhii paish e nazarr rakhtaa hai..

            issii hawalaa say kisi poet nay kia khoob kaha haii..

            Ishaq nay seekh hi lii waqtt ki takseem keh abbb
            wo mjhay yad to aata haii magar kaam kayy badddd


            So Fruendzz i think "Ishaq Paishaa AashiQ" abb khall khall hii nazzar aatay hain,kia waqaie iss type ki tabdeelii aaj kal kay "AashiQ" main aa chukii hai,yaa
            phirr yeh meri khamm khialii haiii?
            bohat acha likha he
            :thmbup:

            Comment


            • #7
              Re: "Ishaq paisha Aashiq"

              Originally posted by munda_Sialkoty View Post
              Aray waah senorita, kia khoob shair he




              waise mein is shair se itfaaq nahi kerta
              kabhi to itefaq kar lia karen

              Comment


              • #8
                Re: "Ishaq paisha Aashiq"

                Originally posted by AbgeenA View Post
                kabhi to itefaq kar lia karen
                mera tumharay sath to bohat itfaaq he bus is shair k saath nai
                :thmbup:

                Comment


                • #9
                  Re: "Ishaq paisha Aashiq"

                  Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                  mera tumharay sath to bohat itfaaq he bus is shair k saath nai
                  mera to 100% itefaq he....

                  Comment


                  • #10
                    Re: "Ishaq paisha Aashiq"

                    Originally posted by AbgeenA View Post
                    mera to 100% itefaq he....
                    I can't be such stubborn 8-)
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #11
                      Re: "Ishaq paisha Aashiq"

                      Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                      I can't be such stubborn 8-)
                      insan zindagi se jo seekhta he usi par itefaq karta he

                      Comment


                      • #12
                        Re: "Ishaq paisha Aashiq"

                        Originally posted by AbgeenA View Post
                        insan zindagi se jo seekhta he usi par itefaq karta he
                        Zindagi apne aap mein he aik positive cheez he, is ki positiveness per bhi ghoor kia karo :p
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #13
                          Re: "Ishaq paisha Aashiq"

                          Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                          Zindagi apne aap mein he aik positive cheez he, is ki positiveness per bhi ghoor kia karo :p
                          ghor-o-fikar "soch" wale thread me karun gi:lpop:

                          Comment


                          • #14
                            Re: "Ishaq paisha Aashiq"

                            Originally posted by AbgeenA View Post
                            ghor-o-fikar "soch" wale thread me karun gi:lpop:
                            yahan per gulgulay khao phir ;)
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #15
                              Re: "Ishaq paisha Aashiq"

                              Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                              yahan per gulgulay khao phir ;)
                              le kar aein kha leti hun

                              Comment

                              Working...
                              X