Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Gemts stones

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Gemts stones

    Originally posted by *pIoUs FaIrY* View Post
    kankar mjko ras ata nai aik bar pehna tu koi mere jooti utha k ly gae wo din or aj ka din mery pass pehny ko sirf aik chapal hy
    Oh ghareebniye roti te khadi ya na k pukhi e roo rai ein
    :thmbup:

    Comment


    • #17
      Re: Gemts stones

      Originally posted by AbgeenA View Post
      :shyy:
      tumhein blushed dekh ke mujay apni yaad aa gai. BP high honay ki waja se mera rang bhi kuch aisa ho he is waqt :-s
      :thmbup:

      Comment


      • #18
        Re: Gemts stones

        Originally posted by munda_Sialkoty View Post
        tumhein blushed dekh ke mujay apni yaad aa gai. BP high honay ki waja se mera rang bhi kuch aisa ho he is waqt :-s
        5/6 hari marichen kha lein rang or bhi nikhar jaey ga

        Comment


        • #19
          Re: Gemts stones

          Originally posted by AbgeenA View Post
          5/6 hari marichen kha lein rang or bhi nikhar jaey ga
          Tumhari moodbana guzaarish pe amal kerne ki sai bilkul bhi nai ki jaye gi :lol
          :thmbup:

          Comment


          • #20
            Re: Gemts stones

            W sallam.........

            patharr kisii ko nafaa yaa nuksann kaisay day saktaa haii,,,,


            "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

            Comment


            • #21
              Re: Gemts stones

              Originally posted by munda_Sialkoty View Post
              Oh ghareebniye roti te khadi ya na k pukhi e roo rai ein
              nai khae na tum he tu mjsy chen k ly gy thy nehar walay signal k pass sy
              میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

              Comment


              • #22
                Re: Gemts stones

                Originally posted by S.A.Z View Post
                میں رنگ ہی نہیں پہنتا تو پتھر وتھر کہاں سے آئیں گے اور نہ ہی میں ان کے اثرات کو پرکھ سکا
                البتہ اتنا ضرور کہوں گا کہ خدا کی کوئی چیز بے مقصد نہیں ہو سکتا ہے ان کے اثرات ہوتے ہوں :)۔
                aap ke saath agree kerti huhn SAZ bhai!!!!!!!

                mein ne stones ke effect per kabhi zyada tawajo nhi di.albata mein itna kahoon gi ke foran kissi baaat ko dismiss na kerdiya jai!

                mukhtalif jaari bootiyuyhn mein beshumaar faide hein. jesa ke chaandi, taanbe waghera ke bhi kai fawaid he, in terms of medicinal and healing qualities. issi trha mukhtalif gems ke andher bhi koi na koi quality ho gi.

                mere khyal se jo log aik khaas pather yeh samjh ker pehnte hein ke "it will bring good luck" iss baat ke haq mein mein nahi huhn!


                sigpic

                Comment


                • #23
                  Re: Gemts stones

                  waalikum asslam

                  bilkul asar rakhtay hain ....bt i never thought to use stones.
                  شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                  Comment


                  • #24
                    Re: Gemts stones

                    wese mein use tu karti hoon lakin yaakeen nahi bus zok ki wajah se pehnti hoon...........
                    sigpic

                    Comment


                    • #25
                      Re: Gemts stones

                      Originally posted by ambreen_shaam View Post
                      wese mein use tu karti hoon lakin yaakeen nahi bus zok ki wajah se pehnti hoon...........
                      main bhi:ys:
                      .......................!!!!!

                      Comment


                      • #26
                        Re: Gemts stones

                        @
                        و عليكم السلام
                        .......................!!!!!

                        Comment


                        • #27
                          Re: Gemts stones

                          Originally posted by Aanchal View Post
                          Assalamaikum
                          aap koi gems stones/birth stone use kartay hian ? kia hai to is ka faida pouncha ? : d
                          yeh kaha jata hai in kay colors ki rays hoti hain jo aap ki sehat pay bhi acha asar dalti hian ...
                          Walikum Salam!!

                          Kabhi stones use nahi kia...

                          Stones k baray main ye aqeeda rakhna k ye humain faida ya nuqsan poohcaty hain....SHIRK ya iss ki aik qisam hai...

                          Hadees main hai...(shayed Abu daowood ya Sahi Muslim main)... Nabi Karim (S.A.W) nay aik shakhs (ghaleban biddu sahabi) ku haath main aik peetal (silver) ka kara (ring) pehnay hoay dekha tu poocha k... ye kia ha??...uss nay jawab dia k ye mainay beemaaree ya bukhar say bachny k liye pehna hai....App (S.A.W) nay uss per farmaya k iss ku utaarr day ager iss ku pehnay hoay tujhay mout aa gaee...tu kabhi jannat main nahi jaa sakay ga...(humaisah k liye doozakh ki aag main jalay ga).

                          Iss liye iss terhan k tuhimmat say bachna hum muslmanoon k liye farz hai..aur doosroon ku bhi iss say bachaana waajib hai..k kahin hum tu jannat main chalay jain laykin humaray ghar waly ya qreebee dost iss ghalt aqeeday ki wajah say doozakh ki aag main phaink deye jain humaisah k liye.... (Alah hum ku dooozakh ki aag say bachaye aamin)


                          Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                          Comment


                          • #28
                            Re: Gemts stones

                            Originally posted by Aanchal View Post
                            Assalamaikum
                            aap koi gems stones/birth stone use kartay hian?
                            w/salam, Aqeeq pehnta hoon.

                            Originally posted by Aanchal View Post
                            kia hai to is ka faida pouncha ? : d
                            ghussa kam aata hai.

                            Originally posted by Aanchal View Post
                            yeh kaha jata hai in kay colors ki rays hoti hain jo aap ki sehat pay bhi acha asar dalti hian ...
                            hota to yahe hai.
                            That's Enough...!!

                            Comment


                            • #29
                              Re: Gemts stones

                              Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
                              Stones k baray main ye aqeeda rakhna k ye humain faida ya nuqsan poohcaty hain....SHIRK ya iss ki aik qisam hai...
                              Bilkul theek farmaya
                              That's Enough...!!

                              Comment


                              • #30
                                Re: Gemts stones

                                Originally posted by *pIoUs FaIrY* View Post
                                nai khae na tum he tu mjsy chen k ly gy thy nehar walay signal k pass sy
                                wo roti nehar mein he gir gai thi fish kha gaein ub mein un fish ko khane ka sooch raha hoon
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X