Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

kaam or khushi ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: kaam or khushi ?

    Originally posted by Aanchal View Post
    aik larki ko qurankhawani pay jana tha ..3,4 or larkeoo ko bhi sath lay kay ..aik ko us nay mana kar dia kay is baar nahi next time ...or waja yeh the kay us ka ghar door parta tha or anay janay main masla ..to tha to yeh sawaab ka kaam usay lay jana ...lekan aisay kaam main jahan khud tension main par jaye banda to kia karaye ...us nay me say poucha me nay keh dia jo kaam asaani say kar sakti ho wo karoo ..sawab kay chakaroo main khud ko to azeeyat na do ..: d
    theek kia...wese is tarah k sawab se acha he banda ghar me quran parhe.khud parhne ki zeada fazeelat he.

    Comment


    • #17
      Re: kaam or khushi ?

      Originally posted by Aanchal View Post
      chaloo kaam ko choro youn lain is cheez ko kay kisi cheez kay karnay say khud ko masla ho dosro ko asani to? :rolling eyes:
      is mein bhi exceptions hein kuch sakhtiyan to mein aasani se bardasht ker sakta hoon aur kuch nai
      :thmbup:

      Comment


      • #18
        Re: kaam or khushi ?

        Originally posted by Aanchal View Post
        Assalamalikum
        koi aap ko koi kaam day ...aap ka dil nahi hai us kaam main ...kaha jata hai zindagi main dosroo kay leye jeo ...help karna sawaab ka kaam hai ....to jub kisi ki help say aap ko masla ho sakta hai wo help karni chaye ? ya nahi ...agar aap help kar saktay hoo ..koi kaam asani say kar saktay ho or na karo to yeh to ghalat baat hai ..balkay dheetpan : lol....lekan kaam kar kay aap ko tension ho jani hai to lol ?
        Wa allaikum salaam

        Aap kehna kya chaah rahi hain? :p
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #19
          Re: kaam or khushi ?

          Originally posted by Aanchal View Post
          agar kar sakti hoo tub ? :d
          mjko lagta tmko zarur koi kam hy awain tum itna zor dy re nai is sawal py:mm:
          میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

          Comment


          • #20
            Re: kaam or khushi ?

            Originally posted by *pIoUs FaIrY* View Post
            mjko lagta tmko zarur koi kam hy awain tum itna zor dy re nai is sawal py:mm:
            :lol: nahi koi kaam nahi mujhay :d yeh sawal hai sawal :p
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment


            • #21
              Re: kaam or khushi ?

              kaam dene waale bande per depend karta he ke kon he...
              phir ke kaam kesa diya gya he...
              her airre gherre ke liye to haar kaam nahi kiya jaata na!!!!!!!!!!!


              sigpic

              Comment


              • #22
                Re: kaam or khushi ?

                Originally posted by Aanchal View Post
                :lol: nahi koi kaam nahi mujhay :d yeh sawal hai sawal :p
                aik kam ka sawal hy :p

                jis jis ny han boli hy un sab sy kam karwana chorna nai kisi ko
                میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                Comment


                • #23
                  Re: kaam or khushi ?

                  Originally posted by Aanchal View Post
                  Assalamalikum
                  koi aap ko koi kaam day ...aap ka dil nahi hai us kaam main ...kaha jata hai zindagi main dosroo kay leye jeo ...help karna sawaab ka kaam hai ....to jub kisi ki help say aap ko masla ho sakta hai wo help karni chaye ? ya nahi ...agar aap help kar saktay hoo ..koi kaam asani say kar saktay ho or na karo to yeh to ghalat baat hai ..balkay dheetpan : lol....lekan kaam kar kay aap ko tension ho jani hai to lol ?
                  waalikum asslam
                  i dont wanna be too good..... apnay liye tention nae leti pehlay hi barri tentionay hoti banday ko ....jitna kam asaani se hojaye kr deti hoon.
                  شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                  Comment


                  • #24
                    Re: kaam or khushi ?

                    Originally posted by Aanchal View Post
                    Assalamalikum
                    koi aap ko koi kaam day ...aap ka dil nahi hai us kaam main ...kaha jata hai zindagi main dosroo kay leye jeo ...help karna sawaab ka kaam hai ....to jub kisi ki help say aap ko masla ho sakta hai wo help karni chaye ? ya nahi ...agar aap help kar saktay hoo ..koi kaam asani say kar saktay ho or na karo to yeh to ghalat baat hai ..balkay dheetpan : lol....lekan kaam kar kay aap ko tension ho jani hai to lol ?
                    meri koshash tu hoti hai kay mein logon kay kaam aaon.... agar kisi jaga mujhe hee embarrasing uthani paray ya tension ka sabab banay tu mein koshash karti hoon tu vo kaam na karon..... lakin aksar aisay kaam kar deti hoon jo pehlay pata nahi hota kay yeh tension ka sabab bantay hain tu phir taqdeer samajh kar bughat leti hoon.........
                    sigpic

                    Comment


                    • #25
                      Re: kaam or khushi ?

                      Dosroo kay kam aanay main jo sakoon posheda hai wo dunia kay kisi aor kam main nai.....jahan tak ap kay sawal ka tallak hai....

                      Dosroo kay kam karnay main aik had tak hi apna nuksan kia jaa saktaa hai,,,otherwise sb apna faida hi daikhtay hain,koi b apna nuksan nai chahtaaaa...

                      Albataa..

                      Dostoo ki baat alag hai,,dostoo kay mamllat main
                      nafaa aoor nuksan ki parwah kiey baghairr jo mj say hota hai
                      kartaa hooo
                      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                      Comment


                      • #26
                        Re: kaam or khushi ?

                        Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                        Dosroo kay kam aanay main jo sakoon posheda hai wo dunia kay kisi aor kam main nai.....jahan tak ap kay sawal ka tallak hai....

                        Dosroo kay kam karnay main aik had tak hi apna nuksan kia jaa saktaa hai,,,otherwise sb apna faida hi daikhtay hain,koi b apna nuksan nai chahtaaaa...

                        Albataa..

                        Dostoo ki baat alag hai,,dostoo kay mamllat main
                        nafaa aoor nuksan ki parwah kiey baghairr jo mj say hota hai
                        kartaa hooo
                        wese apas ki baat hai aap ki aur munday sialkoty ki baatein parh kar barri khushi hoi aur dil mein eik aaah nikalti hai kay kaaash jesi hum baatien kartey hain agar vohi baatien such much mein aam life mein applied hoti tu kia baat hoti............... 372-haha
                        sigpic

                        Comment


                        • #27
                          Re: kaam or khushi ?

                          Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                          Ager mujay koi kaam kahay to mera mood ho to ker deta hoon na ho to nahi kerta. Mere kaam na kerne mein zaroori nahi ke meri niyat nahi hoti kaam kerne mein. It's kind of laziness sometimes.

                          Aur kuch kaam aisay hotay hein jinhein mein bohat zumadari se kerta hoon. Matlab ager kisi ko blood ki zaroorat he to ya kisi ko medical emergency he ya kisi ki life property ka koi risk he to wahan per mein bharpoor participation ker jata hoon.
                          aap blood denay walay nahi balkay khoon choosnay walay ho..................372-haha
                          sigpic

                          Comment


                          • #28
                            Re: kaam or khushi ?

                            Originally posted by Aanchal View Post
                            Assalamalikum
                            koi aap ko koi kaam day ...aap ka dil nahi hai us kaam main ...kaha jata hai zindagi main dosroo kay leye jeo ...help karna sawaab ka kaam hai ....to jub kisi ki help say aap ko masla ho sakta hai wo help karni chaye ? ya nahi ...agar aap help kar saktay hoo ..koi kaam asani say kar saktay ho or na karo to yeh to ghalat baat hai ..balkay dheetpan : lol....lekan kaam kar kay aap ko tension ho jani hai to lol ?
                            Hazrat al-bar'a bin Azib (r.a) say rewayat hai....Nabi Karim (S.A.W) nay farmaya k aik musalman k dossary musalman per 07 haq hain..

                            1-Uss ku salam main pehel kerna
                            2-Uss ku cheenk aye aur woh Alhamdu-lillah kahay tu jawab main yarhamk-mullah kehna.
                            4-Ager beemar ho tu us ki ayaadat kerna.
                            3-Uss ki khair khuwahi kerna.
                            5-Ager mazloom ho tu jitna mumkin ho sakay uss ki madad kerna.
                            6-Ager sachi qasam uthaye tu uss ki qasam puri kernay main uss ki madad kerna
                            7-Uss k marnay k baad uss k janazay main shareek hona.

                            Yahan ye baat bhi note ker lenee chahye k gunnah aur ziadti k kamoon main madad kernay say Allah nay mana faramnya hai..

                            "Naikee k kamoon main aik doosary say ta'awunn karo..aur gunnah aur ziaadatee k kamoon main aik dosaray ka ta'awunn
                            mat karo ur darty raho Allah say beshak Allah sakhat saza denay wala hai..(surah Al-Maida- Verse-02).


                            Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                            Comment


                            • #29
                              Re: kaam or khushi ?

                              Originally posted by ambreen_shaam View Post
                              wese apas ki baat hai aap ki aur munday sialkoty ki baatein parh kar barri khushi hoi aur dil mein eik aaah nikalti hai kay kaaash jesi hum baatien kartey hain agar vohi baatien such much mein aam life mein applied hoti tu kia baat hoti............... 372-haha
                              Main nay aamir nay joo battain kii hain inn koo aamm life main
                              apply karnaa naa mumkin nahii......

                              main aisa hi kartaa hooo
                              "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                              Comment


                              • #30
                                Re: kaam or khushi ?

                                Originally posted by ambreen_shaam View Post
                                aap blood denay walay nahi balkay khoon choosnay walay ho..................372-haha
                                batamezay jub tumhein khoon ki zaroorat hui to batana






                                tub pata chalay ga ke tumharay aisay comments ki waja se mein tumhein khoon donate nahi ker raha
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X