Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

یورپ کی سیر

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • یورپ کی سیر

    :rose
    Attached Files
    Last edited by Baniaz Khan; 5 April 2011, 08:08.






  • #2
    Re: یورپ کی سیر

    واہ بنیز بھائی
    کہاں سے اُٹھا لائے یہ تحریر کیا دھار سے اس کند چھری کی :)۔
    بہت خوب
    :star1:

    Comment


    • #3
      Re: یورپ کی سیر

      damm too haiii
      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

      Comment


      • #4
        Re: یورپ کی سیر

        Excellent :)
        مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
        نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

        Comment


        • #5
          Re: یورپ کی سیر

          bohat khoob...dil ki awaz he ye tehreer

          Comment


          • #6
            Re: یورپ کی سیر

            Topic ki tareef is liye nahi karon ga ke yeh instructions bokhlaye huay loogon ke liye hein na ke Musalmano (jo ke hamesha confident hota he) ke liye nahi.

            Mujay diff countries mein travel kerna perta he is liye mera experience kafi different he. Wo yeh ke ager aap ke ander aitmaad he to koi bhi aap ka kuch nahi bigaar sakta (in most cases). Is ki sub se bari misaal yeh ke scanning k liye Pakistaniyoon ke amoman jootay bhi utarwa liye jatay hein. Mein ne aik bar Heathrow airport (england) aur aik baar sharjah airport per jootay utarnay se inkaar kia aur jootay pehan ke he scanner se guzra. jub ke mere aagay peechay loog jootay utaar ke scanning kerwatay rahay.

            Aur jahan tak baat rahi kutton ki to mein itna zaroor kahon ga ke wahan per kutton ka concept yahan ke concept se bilkul different he, wo kutton ko insaano se kuch kum izat nahi dete. Aur waise bhi sniffer dogs especially trained hotay hein aur un ki sniffing skills ko wo loog utilize kerte hein. Aakhir kaar yeh sub awam-un-naas ki security ke liye he hota he.

            Aisa zaroor hota he ke hamaray green passport ko dekh ker kuch questioning ya cross questioning ki ja sakti he. New York mein aisa hua mere saath. But mujay yeh bura is liye nahi laga ke mere paas her sawal ka acha jawab moojood tha, 2, 4 minute mein farig ho gaya. Ager mein confuse hota to shayad doosray confuse loogon ki tarah mujay wahan pe ghantoon interrogation ka samna kerna perta. So take it all normal. In cheezon ko aasaab pe sawar kerne ki bajaye hamein apne concepts mein maturity lani chahiye apne ander confidence paida kerna chahiye. Hum as a Pakistani nahi to kua bakhsiyat-e-Musalman dunia ki behtareen koom hein. So be confident aur yeh goora woora kuch nahi hum jese loog hein and believe me yeh hum loogon se ziada darpook loog hein. Hamein apne se darpook loogon se kyoon ker darna chahiye bhala ; )
            :thmbup:

            Comment


            • #7
              Re: یورپ کی سیر

              bahut hi umda

              Comment


              • #8
                Re: یورپ کی سیر

                zaber10...................:)

                I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


                Comment


                • #9
                  Re: یورپ کی سیر

                  آپ سب لوگوں کا بہت بہت شکریہ کہ آپ نے اس پوسٹ کو پسند کیا اور میری حوصلہ افزائی کی اور اپنی رائے سے نوازا۔ مگر سب سے زیادہ شکر گزار میں سیالکوٹی صاحب کا ہوں کہ انہوں نے نہایت ہی ٹھنڈے دماغ اور پرسکون انداز سے مجھے اور ہم سب کو اپنے تجربے سے کچھ مزید اچھا بلکہ مجھ سے بہتر انداز میں سمجھایا ہے۔





                  Comment


                  • #10
                    Re: یورپ کی سیر

                    Superbbb janabbbb
                    "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                    Comment

                    Working...
                    X