Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aik lujhan

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: aik lujhan

    Originally posted by *pIoUs FaIrY* View Post
    agar sawal clear hota tu uljhan he q hoti... chalo choro
    tu kar doon thread delete phir...
    .......................!!!!!

    Comment


    • #17
      Re: aik lujhan

      Originally posted by *pIoUs FaIrY* View Post
      agar sawal clear hota tu uljhan he q hoti... chalo choro
      Mein ne tum ko nai choorna
      :thmbup:

      Comment


      • #18
        Re: aik lujhan

        Wa allaikum salaam

        Sawaal key content sey ziyada jaazb-e-nazar unwaan hai. Yeh to btaein madam yeh LUJHAN kya bala hai? :p main ney to aaj tak nahin suna? hehe Ooooh u mean ULJHAN :p - likhney sey pehley parh to liya karo

        Ab aaya tumhari LUJHAN yani ULJHAN ki janib... Jaisa keh Saraah Khatoon farmati hain keh jo log hamarey saath munsalik hain, woh hamarey acts sey muta'asir hotey hain. +ve acts ka +ve nateeja aur -ve ka -ve.

        Hamara Pakistani mua'shra aik aisi ab'tari ka shikaar hai keh yahan per ham waldein key kiyey huwey amlon ki saza aulad ko detey hain, kisi key kiyey huwey ki saza doosron ko deney key aadi ho chukey hain, halankeh yeh aik haqeeqat keh koi Allah key hazoor kisi doosrey key gunahon ki saza nahin pata. Aur yehi is muashrey mein hai, jahan main reh raha hoon keh waldein ki saza aulad ko nahin di jati.

        Jabkeh yeh ansar har muashrey mein paya jata hai keh ham sey munsalik log, hamarey "qartooton" sey mutasir hotey hain...
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment

        Working...
        X