Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Naashad : A musician of Pakistan

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Naashad : A musician of Pakistan

    "Naushad" Hindustan ke maqbool tareen aur a'ala darje ka musician mana jaata hai.

    Aisa bhi sun.ne maiN aaya hai ke Pakistan ka bhi ek famous musician huwa "Naashad"

    kya yeh sach hai...agar haaN to barai meharbanni inka compose kiya huwa koi bhi gane yahaN upload karne ki zahmat farmayeN.

    Ye Naashad sahab pehle Hindustan meiN hi thay, lekin 1950 ke baad Pakistan meiN settle ho gaye....

    kisi ko jaankari ho to batayeN.
    Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
    Hamarey naam ka patthar zaroor milega

  • #2
    Re: Naashad : A musician of Pakistan

    Naashad ka compose kiya huwa Lata Ke awaaz meiN ye song suniye

    [MP3]http://www.forum.pegham.net/attachment.php?attachmentid=447.mp3[/MP3]
    Attached Files
    Last edited by Spy009; 8 May 2005, 14:20.
    Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
    Hamarey naam ka patthar zaroor milega

    Comment


    • #3
      Re: Naashad : A musician of Pakistan

      waaaah
      sarii sarii rat---
      bohat khoob
      nice share
      thanx
      :)

      Comment


      • #4
        Re: Naashad : A musician of Pakistan

        Wah shairi kiya zaber dast hay
        http://www.genericviagra2015shop.com/

        Comment


        • #5
          Re: Naashad : A musician of Pakistan

          shukriya pasand karne ka...

          ek baat aur bata dooN ke iss gane (Sari Sari raat teri yaad) ka credit musician Naashad ko nahiN jata hai, 1950 ke baad Naashad sahab Pakistan chale aaye, lekin unhoNne iss gane ko already compose kar chuka thaa...baad meiN Roshan (Indian Musician) ne sign kiya aur yeh sehra unke sar chaRh gaya...

          kya aap logoN ko pata hai...
          Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
          Hamarey naam ka patthar zaroor milega

          Comment

          Working...
          X