Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

yakeen pay kitna yakeen hai ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: yakeen pay kitna yakeen hai ?

    Jahan tak main sawal ko samajh paya hoon tou sawal sirf YAQEEN per hay kay aap ko iss YAQEEN yaani apni FAITH per kitna yaqeen hay.....?
    sigpic

    Comment

    • #17
      Re: yakeen pay kitna yakeen hai ?

      Walaikumsalam,
      Allah per bohat pakka yakeen hai Alhamdulillah.
      mera khayal hai , agar insan ko yakeen nahi hota tu wo mayoos hota hai ya phir na-shukri kerta hai, coz yeh eik tarah se imtehaan hota hai, yakeen zayada aur kam hota rahta hai halaat aur insanoN ki waja se aur kuch apni waja se, lekin humain koshish kerni chahiye keh Allah per pakka yakeen rakhein tu yakeen per yakeenan Yakeen rahay ga : $
      Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
      Sadly, common sense is not very common..!!

      Comment

      • #18
        Re: yakeen pay kitna yakeen hai ?

        Originally posted by Aanchal View Post
        Assalamalikmu
        app logoo ko yakeen pay kitna yakeen hai ?
        kabhi yakeen kay sath koi kaam kia wo kitna acha howa /nahi howa ?
        mujhy yaqeen pay utna hi yaqeen hi k jitna aap ko aap ki shadi hojanay ka yaqeen hi magar ohir bhi aap guman main hain k shaye na ho ... wesay as susal aap ka sawal bonga hi tha ...
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment

        • #19
          Re: yakeen pay kitna yakeen hai ?

          Originally posted by aabi2cool View Post
          mujhy yaqeen pay utna hi yaqeen hi k jitna aap ko aap ki shadi hojanay ka yaqeen hi magar ohir bhi aap guman main hain k shaye na ho ... wesay as susal aap ka sawal bonga hi tha ...
          aap ki to sawal ko samjhnay wali hiss hi kharab hai
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment

          • #20
            Re: yakeen pay kitna yakeen hai ?

            Originally posted by Aanchal View Post
            Assalamalikmu
            app logoo ko yakeen pay kitna yakeen hai ?
            kabhi yakeen kay sath koi kaam kia wo kitna acha howa /nahi howa ?
            Kuch yakeen say nahi keh sakta k yakeen pay kitna yakeen hai..lykin itna yakeen hai..k jo kam yakeen say kia jaye woh yakeenee taur per ho jata hai..

            Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

            Comment

            • #21
              Re: yakeen pay kitna yakeen hai ?

              Originally posted by Aanchal View Post
              Assalamalikmu
              app logoo ko yakeen pay kitna yakeen hai ?
              kabhi yakeen kay sath koi kaam kia wo kitna acha howa /nahi howa ?
              Wa Alaikum Aslam,

              Samaj Samaj ke samaj ko samjo aur samaj jao ke yeh thread tumhare main samaj ki kami ki pedawaar he
              :thmbup:

              Comment

              • #22
                Re: yakeen pay kitna yakeen hai ?

                Originally posted by Aanchal View Post
                Assalamalikmu
                app logoo ko yakeen pay kitna yakeen hai ?
                kabhi yakeen kay sath koi kaam kia wo kitna acha howa /nahi howa ?
                yaqeen per yaqeen ki hadth se barh ker yaqeen hai .......
                rahi baat kaam acha honay na honay ki to yeh bhi yaqeen ki baat hai ......... jahan yaqeen hai wahi kamyabi hai ..... jahan yaqeen dagmagaya wahi nakami
                sigpic

                Comment

                • #23
                  Re: yakeen pay kitna yakeen hai ?

                  Originally posted by 'SamRazi' View Post

                  hey saima de... nice to see you : ).. hope you are doing Fine...
                  lots of good wishes : )

                  Comment

                  • #24
                    Re: yakeen pay kitna yakeen hai ?

                    Originally posted by 'SamRazi' View Post
                    yaqeen per yaqeen ki hadth se barh ker yaqeen hai .......
                    rahi baat kaam acha honay na honay ki to yeh bhi yaqeen ki baat hai ......... jahan yaqeen hai wahi kamyabi hai ..... jahan yaqeen dagmagaya wahi nakami
                    theek :rose

                    or welcome back :bou:
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment

                    • #25
                      Re: yakeen pay kitna yakeen hai ?

                      Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                      Wa Alaikum Aslam,

                      Samaj Samaj ke samaj ko samjo aur samaj jao ke yeh thread tumhare main samaj ki kami ki pedawaar he
                      Mr.Amir jub jawab na aye na to aisay hi bongi na maara karoo :p
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment

                      • #26
                        Re: yakeen pay kitna yakeen hai ?

                        Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
                        Kuch yakeen say nahi keh sakta k yakeen pay kitna yakeen hai..lykin itna yakeen hai..k jo kam yakeen say kia jaye woh yakeenee taur per ho jata hai..
                        sahi
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment

                        • #27
                          Re: yakeen pay kitna yakeen hai ?

                          yaqeen py yaqeen hona he chahiya warna tu ap koi kam he kar pao nai...:manicure:

                          میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                          Comment

                          • #28
                            Re: yakeen pay kitna yakeen hai ?

                            Originally posted by 'SamRazi' View Post
                            yaqeen per yaqeen ki hadth se barh ker yaqeen hai .......
                            rahi baat kaam acha honay na honay ki to yeh bhi yaqeen ki baat hai ......... jahan yaqeen hai wahi kamyabi hai ..... jahan yaqeen dagmagaya wahi nakami
                            Ji aayan nu, welcome, pakhair raaglay. Aati jati raha karo ager kisi se dur lagta he me ko batao me u ko guard karon ga
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #29
                              Re: yakeen pay kitna yakeen hai ?

                              Originally posted by Aanchal View Post
                              Mr.Amir jub jawab na aye na to aisay hi bongi na maara karoo :p
                              Jo hukam mere aaka
                              :thmbup:

                              Comment

                              • #30
                                Re: yakeen pay kitna yakeen hai ?

                                Originally posted by Aanchal View Post
                                Assalamalikmu
                                app logoo ko yakeen pay kitna yakeen hai ?
                                kabhi yakeen kay sath koi kaam kia wo kitna acha howa /nahi howa ?

                                یقین پر یقین ہونا یقینا یقین کی کمی ثابت کرتا ہے کیونکہ یقین خود ایک کامل جذبہ ہے اور اُس کامل جذبے پر بھی یقین رکھنا دل کے بہلانے کو غالب یہ خیال اچھا ہے جیسا ہی ہے، کیونکہ یقین پر بھی یقین رکھنا کاملیت کی نشاندہی نہیں کرتا۔ اور یقین کا تعلق کام کے ہونے یا نہ ہونے سے نہیں ہوتا....میرے خیال میں۔
                                That's Enough...!!

                                Comment

                                Working...
                                X