Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ghalltii aoor Hammakkat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Ghalltii aoor Hammakkat

    Main Nay kahin yehh parhaa thaa kehhh...

    "Ghalltii aoorr Hamakkat main yehh Farq hain keh aggar aap
    apnaa purranna joota bhool karr kissi kaa naiyaa pehhan
    lain too yeh Ghalttiihai,,aoor agar nayaa jootaa bhooll
    kissii kaa pooranaa pehhan lain too yehh Hamakkat"



    Yeh Jumllaa mujhhayy aaj iss liey yaad aa rahaa haii kiounkeh aj
    main Masjid say wapsii par Ghalltii kii Bajaieyy Hamakkat kar
    Baithaaaa...yannai apna nayaa Jootaa Bhool karr Puranaa jootaa
    Pehhan aayaaa.......


    Dassoo yarroo hoon ki karieyy?:donno:
    "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

  • #2
    Re: Ghalltii aoor Hammakkat

    دوسری نماز اُسی مسجد میں پڑھنے چلے جائے
    اگر کسی کو اپنی غلطی کا احساس ہوا تو وہ آپ والا جوتا ہی پہن کر آجائے گا
    :star1:

    Comment


    • #3
      Re: Ghalltii aoor Hammakkat

      abb u apni hamakat ko G'alti kar k barabar karein...

      Comment


      • #4
        Re: Ghalltii aoor Hammakkat

        Originally posted by MSA View Post
        abb u apni hamakat ko G'alti kar k barabar karein...
        yani wo masjid say jooteyaan churayee : o
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment


        • #5
          Re: Ghalltii aoor Hammakkat

          Originally posted by *Aanchal* View Post
          yani wo masjid say jooteyaan churayee : o
          kehna to me yahi chah raha hoo....:-$

          Comment


          • #6
            Re: Ghalltii aoor Hammakkat

            Assalaam-O-alaikum

            Jahan tak meri soch ka ta'aluq hay tou ghaltee woh hay jiss per aap sharminda hoon aur ussay sahee karnay ka mouqa aap ko muyasir hojayay!!

            Aur himakat woh hay jiss per aap sharminda hoon magar aap ko ussay sahi karnay ka mouqa naa milay!

            Jahan tak masjid main jootay badalnay ka sawaal hay tou issay na tou aap ki himaakat kaha jayay ga aur na hi ghalti balkay yeh aik GHALATFEHMI ki bunyaad per kia gaya fayl hay..... jisay aap Raza-e-ilahyee samajh kar farmaoosh kar dain!!

            Aap yeh sochyeh kay hosakta hay jiss ka joota aap ghaltfehmi ki bunyaad per pehan aayay hain woh shayed NANGAY PAYR hi ghar gaya hoon kiyonki woh yeh tou nahin sochay ga na kay aap nay apna nayay jootay uss kay liye rakhain hain!

            Meri rayay yehi hay kay aap iss jootay ko waapis waha choR dain aur apnay liye aik naya joota lay lain, ho-sakta hay kay aap ka yeh joota bhi sadqa-e-jariya main shaamil hojayay!!! Kiyonki jab jab woh joota pehan kar woh shakhs namaaz paRhnay aayay aap ko bhi uss ki iss naiki ka sawaab muyaasir ho!!

            May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

            Fi amaan ALLAH



            Originally posted by sarfraz_qamar View Post
            Main Nay kahin yehh parhaa thaa kehhh...

            "Ghalltii aoorr Hamakkat main yehh Farq hain keh aggar aap
            apnaa purranna joota bhool karr kissi kaa naiyaa pehhan
            lain too yeh Ghalttiihai,,aoor agar nayaa jootaa bhooll
            kissii kaa pooranaa pehhan lain too yehh Hamakkat"



            Yeh Jumllaa mujhhayy aaj iss liey yaad aa rahaa haii kiounkeh aj
            main Masjid say wapsii par Ghalltii kii Bajaieyy Hamakkat kar
            Baithaaaa...yannai apna nayaa Jootaa Bhool karr Puranaa jootaa
            Pehhan aayaaa.......


            Dassoo yarroo hoon ki karieyy?:donno:
            sigpic

            Comment


            • #7
              Re: Ghalltii aoor Hammakkat

              Ali bhai ne gal mukka di...
              .......................!!!!!

              Comment


              • #8
                Re: Ghalltii aoor Hammakkat

                masjid me males hi jate hen is leay unhi ko pata joote churane ka

                Comment


                • #9
                  Re: Ghalltii aoor Hammakkat

                  Originally posted by AbgeenA View Post
                  masjid me males hi jate hen is leay unhi ko pata joote churane ka
                  :d
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment


                  • #10
                    Re: Ghalltii aoor Hammakkat

                    Originally posted by S.A.Z View Post
                    دوسری نماز اُسی مسجد میں پڑھنے چلے جائے
                    اگر کسی کو اپنی غلطی کا احساس ہوا تو وہ آپ والا جوتا ہی پہن کر آجائے گا
                    iss type ki Ghaltii wallayy 2nd naii aatayy
                    "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                    Comment


                    • #11
                      Re: Ghalltii aoor Hammakkat

                      Originally posted by MSA View Post
                      abb u apni hamakat ko G'alti kar k barabar karein...
                      Phirr Ghalltii karnayy wallay aor Hamakkat karnnay wallay main kia farqq rahhay gaaa
                      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                      Comment


                      • #12
                        Re: Ghalltii aoor Hammakkat

                        Originally posted by thefire1 View Post
                        Assalaam-O-alaikum

                        Jahan tak meri soch ka ta'aluq hay tou ghaltee woh hay jiss per aap sharminda hoon aur ussay sahee karnay ka mouqa aap ko muyasir hojayay!!

                        Aur himakat woh hay jiss per aap sharminda hoon magar aap ko ussay sahi karnay ka mouqa naa milay!

                        Jahan tak masjid main jootay badalnay ka sawaal hay tou issay na tou aap ki himaakat kaha jayay ga aur na hi ghalti balkay yeh aik GHALATFEHMI ki bunyaad per kia gaya fayl hay..... jisay aap Raza-e-ilahyee samajh kar farmaoosh kar dain!!

                        Aap yeh sochyeh kay hosakta hay jiss ka joota aap ghaltfehmi ki bunyaad per pehan aayay hain woh shayed NANGAY PAYR hi ghar gaya hoon kiyonki woh yeh tou nahin sochay ga na kay aap nay apna nayay jootay uss kay liye rakhain hain!

                        Meri rayay yehi hay kay aap iss jootay ko waapis waha choR dain aur apnay liye aik naya joota lay lain, ho-sakta hay kay aap ka yeh joota bhi sadqa-e-jariya main shaamil hojayay!!! Kiyonki jab jab woh joota pehan kar woh shakhs namaaz paRhnay aayay aap ko bhi uss ki iss naiki ka sawaab muyaasir ho!!

                        May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

                        Fi amaan ALLAH
                        Iss point kii tarraff meraaa Zehhan b gaiyaa thaaa....

                        Butt Azzllii susstii kii wajaa sayy iss kamm ko amlii jaammaa nahii pehnaa sakkaaa
                        "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                        Comment


                        • #13
                          Re: Ghalltii aoor Hammakkat

                          Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
                          Ali bhai ne gal mukka di...
                          Gall kahahnn Mukkii haii.....

                          abii To game onn hoii haiiiiiiiiii
                          "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                          Comment


                          • #14
                            Re: Ghalltii aoor Hammakkat

                            Originally posted by AbgeenA View Post
                            masjid me males hi jate hen is leay unhi ko pata joote churane ka
                            Bakoool Shabratiii.....

                            female ko to justtt....

                            Dilll
                            Nazrrain
                            Needain
                            etc

                            hi churraaanaa aataa haiii
                            "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                            Comment


                            • #15
                              Re: Ghalltii aoor Hammakkat

                              sustii ko maar kar yeh kaam kar dijeyey, dili taskeen na milay tou khayeh ga :-)
                              Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                              Iss point kii tarraff meraaa Zehhan b gaiyaa thaaa....

                              Butt Azzllii susstii kii wajaa sayy iss kamm ko amlii jaammaa nahii pehnaa sakkaaa
                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X