Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Paidish aor Moot kaa Darmiani waqqt

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Paidish aor Moot kaa Darmiani waqqt

    Asalam o Alaikom..............

    Jab Insan naa too apni marzzii say paidaa hootaa haii aorr naa hi apni marzzii sayy Marttaa haii.......
    Too Phirrrrrrrrrrr...
    Woh Paidish aor Moot kaa Darmiani waqqt apnii Marzzii say Kioun Guzarrnaa chahtaa haii......?

    what u say Friendzz about it?

    "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

  • #2
    Re: Paidish aor Moot kaa Darmiani waqqt

    اسلام علیکم سرفراز بھائی
    بہت ہی عمدہ موضوع کا انتخاب کیا ہے اس پر سیر حاصل گفتگو تو "محمد علی ،دی فائر"اور آبی ٹو کول صاحبان ہی فرما سکتے ہیں
    لیکن میرےمطابق انسان اس لئے اس درمیانی وقت کو اپنی مرضی سے گزارنا چاہتا ہے کیونکہ اللہ جی نے پیدائش انسانیت کے بعد اُسے اچھا ،برا راستہ بتا کر اور اس کے انجام سے آگاہ کر کے آزادی دے دی کہ اب تم جس مرضی راستے پر چلو
    اسی آزادی کے استعمال کی وجہ سے اسے اشرف المخلوقات کا شرف دے دیا کہ تم خود فیصلہ کرو اور خود عمل کرو ۔
    اب یہ اس مخلوق کی بد قسمتی کہ وہ اس آزادی کا استعمال اس طرح کرتا ہے کہ چار دن کی عیاشی کے پیچھے دائمی خوشیوں سے کوسوں دور ہوتا چلا جاتا ہے
    اللہ جی ہم سب کو سراط مستقیم کی افادیت کی سمجھ بوجھ عطا فرمائیں آمین
    اللہ جی آپ کو شاد رکھیں آباد رکھیں آمین
    :star1:

    Comment

    • #3
      Re: Paidish aor Moot kaa Darmiani waqqt

      walekumsalam

      bohat acha sawal he....apni marzi se islay guzarna chahta he k us ka nafs us ko is baat ki targheeb deta he..jab k jo hmari zindagi or moat par Qader he Usi ki marzi k mutabiq guzarna chaey

      Comment

      • #4
        Re: Paidish aor Moot kaa Darmiani waqqt

        Originally posted by S.A.Z View Post

        Bhai jab Jeenaa aoor marnaa hii hamaray bass main naii,,too iss kay Darmian ki life ham kaissayy
        apnii marzzii say Guzzarr sakttay hain,,,,Har janib pabandiian hi pabandian hain,,jaisay ham aik Mehdood
        Dairray main safar kar rahhay hoo..Bohhat sarrii Cheezzain hamaray Bass say Bahir hai,Boht kuch ham karnaa chahttay hain but nahi kar pattayy,,,,,,,,,,,,
        "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

        Comment

        • #5
          Re: Paidish aor Moot kaa Darmiani waqqt

          Originally posted by AbgeenA View Post
          walekumsalam

          bohat acha sawal he....apni marzi se islay guzarna chahta he k us ka nafs us ko is baat ki targheeb deta he..jab k jo hmari zindagi or moat par Qader he Usi ki marzi k mutabiq guzarna chaey
          No dout hanain apnnay Nafass koo radd kartay hoeyy Allah kii aattat karnii chahieyy...............
          but main aik aor context main baat karnaa chahh raha thaaa.....

          Inssann aazzad hoo kar bhii Bohhat sarii Pabandioun main jakraa howa hai,,....Aazzadi to
          Baraiey naam dikhai daiti hai,,Moashara kay banaiey hoey naam nihad kawanin main jakra
          howa hai...aor yeh Kawaninn bhi Duel standerd kay hain,,,Ammer kay liey aorr
          too ghareeb kay liey aoorr............
          "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

          Comment

          • #6
            Re: Paidish aor Moot kaa Darmiani waqqt

            Originally posted by sarfraz_qamar View Post

            haan ameer ghareeb or ba ikhteyar or be ikhteyar k leay alag alag qawaneen hen...or insan in qawaneen ka paband bhi he

            Comment

            • #7
              Re: Paidish aor Moot kaa Darmiani waqqt

              Originally posted by AbgeenA View Post
              haan ameer ghareeb or ba ikhteyar or be ikhteyar k leay alag alag qawaneen hen...or insan in qawaneen ka paband bhi he
              tab too Insan kay Ikhtyyar main kuch b na howaa.....Na marna na hii Paida hona aoor naa
              hii Zindagii guzarrnnaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
              "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

              Comment

              • #8
                Re: Paidish aor Moot kaa Darmiani waqqt

                Walaikum Assalaam

                Bohat hi khoobsurat topic ka ikhtiyaar kia aap nay, shukriya qubool kijeyey.

                Meri naaqis aqal aur meri mehdood taleem kay mutaabiq, INSAAN baRa hi bay-bas hay aur aisa bar-ha quote kia gaya hay kay insaan kay ikhtiyar main kuch bhi nahin na zindagi na mout aur na rizq ka husool, yeh cheesain hum say posheeda rakhi gayii hain......

                Iss ka sehal jawaab yeh hay humain shuroo say yeh taleem dee gayi hay kay yeh dunyaawi zindagi bohat mukhtasir hay aur hum yahan jeetay hain taakay apni aakhirat sanwaar sakain... yeh dunya aik darsgaah hay jahan hum imtihaan day rahay hain aur iss ka nateeja humain aakhirat main Firdous kay tour per (ALLAH humain ata karay) yaa phir dozakh (ALLAH humain iss say door rakhay) say milay ga!!!!

                Jo bachay balooghat ki umar tak nahin poohanchtay, yaa jo AQAL-O-FEHAM say mehroom hain (yaani Pagal, mastanay) unka koi hisaab nahin hoga kiyonki unn kay fayl-o-amal main soch aur aqal ka pehlu shaamil nahin hoga...

                ALLAH SWT humain dimaagh dia hay jiss say aap ghalat aur sahi ka faisla kartay hain aur achay aur buray amal kartay hain.... aur saath saath humaray andar aik software fix kardiya hay jissay hum ZAMEER kehtay hain jo humain achay kaam per mutmayain aur buray kaam per malamat karta rehta hay!!!

                Baaqi rahi ameer aur ghareeb ki, tou yeh bhi ALLAH SWT ki marzi hay kay uss nay insaan ko darjaat ata kiye, warna iss duniya ka karoobar kaisay chalta, agar har admi hi ameer hota, har aadmi hi doulatmand hota tou humaray jootay, kapray, waghaira kaun seeta, sarkoon ki safayi kaun karta waghaira waghaira!!!

                mazeed behas ki gunjaish hay, INSHA-ALLAH zaroor baat hogi, khush rahyeh :)

                May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

                Fi amaan ALLAH
                sigpic

                Comment

                • #9
                  Re: Paidish aor Moot kaa Darmiani waqqt

                  Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                  tab too Insan kay Ikhtyyar main kuch b na howaa.....Na marna na hii Paida hona aoor naa
                  hii Zindagii guzarrnnaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
                  ye aik khasa lamba topic he...or is bare me,me ne kafi parha jahan tak mujhe samjh aya wo ye k insan ka peda hona,us ka rizk,us kanaseeb sab Allah ne likh dia hota he or insan serf apni neyat me azad he k wo zindagi me kese moamlat rakhta he.ager ham itne hi azad hote to apne maan baap apni pasand se select karte...koi kisi ghareeb k ghar peda na hota...ese hi maan baap apne ghar nafarman olad na peda karti....sab kuch to loh-e-mehfooz me Allah ne likh rakha he...hamari serf neyat dekhi jaey gi k ache halaat the ya bure the..Allah ki taraf se the..ab ham ne un me kesa react kia....Allah dolat de kar bhi azmaish me dalta he or sab kuch le kar bhi....

                  Comment

                  • #10
                    Re: Paidish aor Moot kaa Darmiani waqqt

                    Originally posted by AbgeenA View Post
                    ye aik khasa lamba topic he...or is bare me,me ne kafi parha jahan tak mujhe samjh aya wo ye k insan ka peda hona,us ka rizk,us kanaseeb sab Allah ne likh dia hota he or insan serf apni neyat me azad he k wo zindagi me kese moamlat rakhta he.ager ham itne hi azad hote to apne maan baap apni pasand se select karte...koi kisi ghareeb k ghar peda na hota...ese hi maan baap apne ghar nafarman olad na peda karti....sab kuch to loh-e-mehfooz me Allah ne likh rakha he...hamari serf neyat dekhi jaey gi k ache halaat the ya bure the..Allah ki taraf se the..ab ham ne un me kesa react kia....Allah dolat de kar bhi azmaish me dalta he or sab kuch le kar bhi....
                    Bakooll aap kayy Jab sab Kuch Looh e Mahfoozz parr Likhaa jaa chukaa haii kehh insan nay iss duniaa main kitnnii Naikiaan karnii hain aorr kitnnay Gunahh Waghairaaa......

                    Tab to Gunah karrnaa inssann kaa kassoor naa howa..kiounkeh aisa to us kayy naseeb main likhaa howaa thaaaa.....Lihazzaa Qyammat wallay Dinn Insan ko uss kay Gunahh kii sazaa b naa di jaiey.......

                    i can.t undersatnd this logic
                    "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                    Comment

                    • #11
                      Re: Paidish aor Moot kaa Darmiani waqqt

                      Originally posted by thefire1 View Post
                      Walaikum Assalaam

                      Bohat hi khoobsurat topic ka ikhtiyaar kia aap nay, shukriya qubool kijeyey.

                      Meri naaqis aqal aur meri mehdood taleem kay mutaabiq, INSAAN baRa hi bay-bas hay aur aisa bar-ha quote kia gaya hay kay insaan kay ikhtiyar main kuch bhi nahin na zindagi na mout aur na rizq ka husool, yeh cheesain hum say posheeda rakhi gayii hain......

                      Iss ka sehal jawaab yeh hay humain shuroo say yeh taleem dee gayi hay kay yeh dunyaawi zindagi bohat mukhtasir hay aur hum yahan jeetay hain taakay apni aakhirat sanwaar sakain... yeh dunya aik darsgaah hay jahan hum imtihaan day rahay hain aur iss ka nateeja humain aakhirat main Firdous kay tour per (ALLAH humain ata karay) yaa phir dozakh (ALLAH humain iss say door rakhay) say milay ga!!!!

                      Jo bachay balooghat ki umar tak nahin poohanchtay, yaa jo AQAL-O-FEHAM say mehroom hain (yaani Pagal, mastanay) unka koi hisaab nahin hoga kiyonki unn kay fayl-o-amal main soch aur aqal ka pehlu shaamil nahin hoga...

                      ALLAH SWT humain dimaagh dia hay jiss say aap ghalat aur sahi ka faisla kartay hain aur achay aur buray amal kartay hain.... aur saath saath humaray andar aik software fix kardiya hay jissay hum ZAMEER kehtay hain jo humain achay kaam per mutmayain aur buray kaam per malamat karta rehta hay!!!

                      Baaqi rahi ameer aur ghareeb ki, tou yeh bhi ALLAH SWT ki marzi hay kay uss nay insaan ko darjaat ata kiye, warna iss duniya ka karoobar kaisay chalta, agar har admi hi ameer hota, har aadmi hi doulatmand hota tou humaray jootay, kapray, waghaira kaun seeta, sarkoon ki safayi kaun karta waghaira waghaira!!!

                      mazeed behas ki gunjaish hay, INSHA-ALLAH zaroor baat hogi, khush rahyeh :)

                      May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

                      Fi amaan ALLAH
                      Bhaii aap Nay zameerrr wallii Batt Khoob kahiii haii.............

                      Ammerri aoor Ghareebi kii Bajaiey yeh Batt karnaa Chahoo gaa,,agar Ghoor say
                      saikhaa jaieyy To Inssann kay Bass main Kuch bhii nahii.....Jab hamarray Bass main
                      hii kuch nahii haii too Phirr Kia haim Hamm Aakhir?..aik
                      door say Bandhii hoi Kath Putliinn,,jiis ki door kissi aor kay hath hai,,,,,
                      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                      Comment

                      • #12
                        Re: Paidish aor Moot kaa Darmiani waqqt

                        Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                        Bakooll aap kayy Jab sab Kuch Looh e Mahfoozz parr Likhaa jaa chukaa haii kehh insan nay iss duniaa main kitnnii Naikiaan karnii hain aorr kitnnay Gunahh Waghairaaa......

                        Tab to Gunah karrnaa inssann kaa kassoor naa howa..kiounkeh aisa to us kayy naseeb main likhaa howaa thaaaa.....Lihazzaa Qyammat wallay Dinn Insan ko uss kay Gunahh kii sazaa b naa di jaiey.......

                        i can.t undersatnd this logic
                        neki or gunah ka ikhteyar dia gya he...baki naseeb likha ja chuka he...pehle mujhe bhi is baat ki samjh nahi ati thi phir me ne is bare me kafi parha...emaal ka daro madar neyaton par hota he...to hamari neyat dekhi jaey gi....ye dunya hamare imtehan k leay he...ham ne ameer hona he ya ghareeb....kis kis insan se rishta nata ban'na he sab likha ja chuka he....ab ham behave kese karte hen...ye dekha jaey ga
                        baki koi aqalmand is par mazeed roshni dal sakta he...mujhe zeada lambi baat samjhana zra mushkil lagta he is leay sorry:shyy:

                        Comment

                        • #13
                          Re: Paidish aor Moot kaa Darmiani waqqt

                          Originally posted by AbgeenA View Post
                          neki or gunah ka ikhteyar dia gya he...baki naseeb likha ja chuka he...pehle mujhe bhi is baat ki samjh nahi ati thi phir me ne is bare me kafi parha...emaal ka daro madar neyaton par hota he...to hamari neyat dekhi jaey gi....ye dunya hamare imtehan k leay he...ham ne ameer hona he ya ghareeb....kis kis insan se rishta nata ban'na he sab likha ja chuka he....ab ham behave kese karte hen...ye dekha jaey ga
                          baki koi aqalmand is par mazeed roshni dal sakta he...mujhe zeada lambi baat samjhana zra mushkil lagta he is leay sorry:shyy:
                          ok ji Dhonndttay hain koi akkal mannd
                          "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                          Comment

                          • #14
                            Re: Paidish aor Moot kaa Darmiani waqqt

                            Meray bhai apnay zehan main aisay negative sawaalaat na paida karain....

                            Insaan kay bass main kuch nahin magar zindagi jeenay ka aik MAQSAD hay aur issi maqsad kay tehat hum zindagi jee rahay hain, yeh zindagi, yeh insaan, yeh charand parind, yeh qudrat ka karoobaar bay-maqsad nahin.......

                            humain apni soch ka sahi istimaal karna chayeh aur sahi aur ghalat ko pehchanna chayeh, kehtay hain kay insaan kay bass main kuch nahin magar dua'ain baaz aauqat qismat kay likhay ko bhi mita sakti hain, apnay IMAAN ko mazboot rakhain!!!

                            ALLAH SWT aap ki aur hum sab ki rehnumayi karay AMEEN

                            Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                            Bhaii aap Nay zameerrr wallii Batt Khoob kahiii haii.............

                            Ammerri aoor Ghareebi kii Bajaiey yeh Batt karnaa Chahoo gaa,,agar Ghoor say
                            saikhaa jaieyy To Inssann kay Bass main Kuch bhii nahii.....Jab hamarray Bass main
                            hii kuch nahii haii too Phirr Kia haim Hamm Aakhir?..aik
                            door say Bandhii hoi Kath Putliinn,,jiis ki door kissi aor kay hath hai,,,,,
                            sigpic

                            Comment

                            • #15
                              Re: Paidish aor Moot kaa Darmiani waqqt

                              Originally posted by thefire1 View Post
                              Meray bhai apnay zehan main aisay negative sawaalaat na paida karain....

                              Insaan kay bass main kuch nahin magar zindagi jeenay ka aik MAQSAD hay aur issi maqsad kay tehat hum zindagi jee rahay hain, yeh zindagi, yeh insaan, yeh charand parind, yeh qudrat ka karoobaar bay-maqsad nahin.......

                              humain apni soch ka sahi istimaal karna chayeh aur sahi aur ghalat ko pehchanna chayeh, kehtay hain kay insaan kay bass main kuch nahin magar dua'ain baaz aauqat qismat kay likhay ko bhi mita sakti hain, apnay IMAAN ko mazboot rakhain!!!

                              ALLAH SWT aap ki aur hum sab ki rehnumayi karay AMEEN
                              Sahi kaha Jiger........

                              let,s see

                              Working...
                              X