Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aik Sawal

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Aik Sawal

    Aslamoalikum:hii:

    hmare ghar aik cute sa puppy aya he..is k pas se jab bhi guzren to ye peron me lot pot hota he...bohat hi chota he...1 month ka..baby sa...to poochna ye he k kia is ke touch keay huey dress me namaz parhna theek he?

  • #2
    Re: Aik Sawal

    Originally posted by AbgeenA View Post
    Aslamoalikum:hii:

    hmare ghar aik cute sa puppy aya he..is k pas se jab bhi guzren to ye peron me lot pot hota he...bohat hi chota he...1 month ka..baby sa...to poochna ye he k kia is ke touch keay huey dress me namaz parhna theek he?
    Walikum Salam Wa Rehmat Ullh..!

    Behtar tu ye hai..k ap deen say mutaliq sawalat Fiqah sec..main post karain ta k waha per koi mustand alim ya deen ka knowledge rakhany wala banda aap ku jawab day sakay.

    Main Alim nahi per meray info. k mutabiq Nabi kareem (S.W.S) nay dog (kutta) raknay say mana faramaya hai..kyuon k ye napak janwar hai..aur iss k hotay hoay rehmat k farashtay bhi ghar main dakhil nahi hotay...aur puppy bhi ussi k nasal hai..tu aap iss ku ghar main na rahain tu behtar ho ga.

    Nabi karim (S.W.S) nay jo dog (kutta) rakhnay ki ijazat dee hai..wo sirf iss bina per jab kisee k ghar, khait, ya zameen ku kisee janwar ya iinsaan say nuqsan poohcnay ka andesha ho tu tab hi uss ki hifazat rakhwali k ki lye kutta rakha ja sakta hai... (Wallah Alam).

    Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

    Comment

    • #3
      Re: Aik Sawal

      I second Jawad!
      sigpic

      Comment

      • #4
        Re: Aik Sawal

        Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
        Walikum Salam Wa Rehmat Ullh..!

        Behtar tu ye hai..k ap deen say mutaliq sawalat Fiqah sec..main post karain ta k waha per koi mustand alim ya deen ka knowledge rakhany wala banda aap ku jawab day sakay.

        Main Alim nahi per meray info. k mutabiq Nabi kareem (S.W.S) nay dog (kutta) raknay say mana faramaya hai..kyuon k ye napak janwar hai..aur iss k hotay hoay rehmat k farashtay bhi ghar main dakhil nahi hotay...aur puppy bhi ussi k nasal hai..tu aap iss ku ghar main na rahain tu behtar ho ga.

        Nabi karim (S.W.S) nay jo dog (kutta) rakhnay ki ijazat dee hai..wo sirf iss bina per jab kisee k ghar, khait, ya zameen ku kisee janwar ya iinsaan say nuqsan poohcnay ka andesha ho tu tab hi uss ki hifazat rakhwali k ki lye kutta rakha ja sakta hai... (Wallah Alam).
        mujhe ye baat achi tarah maloom he k rehmat k farishte nahi ate or me ne mukhalfiat bhi ki...lekin aik to wo ghar me agya..doosra chota bohat he to ager ghar se nikal dia to sardi me mar jaey ga....to phir ye fesla kia gya k ye ghar k ander nahi aey ga..lawn k end me bane pet house me rahe ga...sardi zeada he to serf raat me us ko ghar me store me rakhte hen..din me bahir lawn me khelta rehta he...abhi me us ko drane ki koshish kar rahi hun k mujh se door rahe kam az kam..is se zeada mujhe kuch samjh nahi arahi:shyy:

        Comment

        • #5
          Re: Aik Sawal

          Aap nay izrah-e-hamdardi bohat hi acha kaam kia, ab aap ussay kisi Janwar paalnay waalay idaaray kay paas jama kardain... kiyonki insaan uzar tou bohat nikaal laita hay magar Sunat-e-nabwi SAW per chalna itna asaan nahin! Khush rahyeh :)
          sigpic

          Comment

          • #6
            Re: Aik Sawal

            Originally posted by thefire1 View Post

            or ager koi tanhai se tang akar kar rakh hi le to?:shyy:

            Comment

            • #7
              Re: Aik Sawal

              :lol ab Insaan jaisay ASHARAF-UL-MAKHLOOQAT ki tanhayee aik KUTTA (dog ya puppy) door karay ga!!!

              Aap apni tanhayee zikr-e-ilahee say karain, apnay aap ko itna shaad rakhain kay aap tanha na mehsoos karain.... it all depends upon your personal and internal feelings.... :)
              sigpic

              Comment

              • #8
                Re: Aik Sawal

                Originally posted by thefire1 View Post
                :lol ab Insaan jaisay ASHARAF-UL-MAKHLOOQAT ki tanhayee aik KUTTA (dog ya puppy) door karay ga!!!

                Aap apni tanhayee zikr-e-ilahee say karain, apnay aap ko itna shaad rakhain kay aap tanha na mehsoos karain.... it all depends upon your personal and internal feelings.... :)
                :shyy:

                Comment

                Working...
                X