Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Tanha

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Tanha

    Aslamoalikum:hii:
    kabhi ap ko esa feel hua k bilkul tanha hen....bilkul....chahe bohat logon me bethe hon....kuch rishte nate bhi hon..lekin ap ka wajdan ap ko bataey k yar ye sab bas apne ap k hen...tumhare nahi hen....tum apni zaat me tanha ho....or ye ehsas dil ko kuch der k leay le dooba ho...kabhi ap k sath hua esa?to kese qaboo paya khud par..

  • #2
    Re: Tanha

    و عليكم السلام

    Rita aksar mai khud ko bhari mehfil mai sub se juda mehsoos karti hoon....i feel like koi mera apna nahiin..but u know i don feel "Tanha"...rezon sirf itni k me har pal apney Best Friend ko apney paas apney saath mehsoos karti hoon...ap Usey har waqt yaad rakho har waqt Us ka zikr apni zubaan par jaree rakho...believe me in mehfiloon ki in dostoon rishte'daaroon ki koi zaroorat hi nai parrey gi..one never feel Tanha agar Wo saath ho tu....My belief.....
    .......................!!!!!

    Comment

    • #3
      Re: Tanha

      اسلام علیکم
      اکثر ایسا ہوتا ہےکہ میں محفل کو اجنبیوں کی طرح محسوس کرتا ہوں
      سوچتا ہوں کہ اطہر تم یہاں ہو تو کیا فرق ہے تمھارےیہاں ہونے سے اگر تم یہاں نہیں ہوگے تو بھی یہ سب کچھ اسی طرح چلے گا،تمھارے نہ ہونے سے رتی بھر بھی فرق نہیں پڑے گا اس جہان رنگ و بو میں
      یہ رشتے ناطے یہ دوستیاں یاریاں سب بے معنی ہیں
      آپ کے اس سوال پر ایک شعر یا د آگیا

      جو دیکھئے تو بہت رشتے بہت ناطے

      جو سوچئے تو ہے جہاں میں ہر آدمی تنہا
      Last edited by S.Athar; 15 January 2011, 11:32.
      :star1:

      Comment

      • #4
        Re: Tanha

        Walaikum Assalaam

        AbgeenA, zindagi main bohat say aisay mawaaqay aatay hain jab insaan apnay aap ko Tanha samajhta hay aur iss tanhayee ki sab say baRi waja hay insaan ka gham jo aksar usski zaati zarooriyat per haawi aajaata hay aur insaan apnay aap ko tanha mehsoos karnay lagta hay...

        I read somewhere and little story and would like to share the same with you, hope it touches your heart and make you feel LIVELY all over again... INSHA-ALLAH..

        Cure for Sorrow
        There is an old Chinese tale about a woman whose only son died. In her grief, she went to the holy man and said, "What prayers, what magical incantations do you have to bring my son back to life ?"

        Instead of sending her away or reasoning with her, he said to her, "Fetch me a mustard seed from a home that has never known sorrow. We will use it to drive the sorrow out of your life." The woman
        went off at once in search of that magical mustard seed.

        She came first to a splendid mansion, knocked at the door, and said, "I am looking for a home that has never known sorrow. Is this such a place ? It is very important to me."

        They told her, "You've certainly come to the wrong place," and began to describe all the tragic things that recently had befallen them.

        The woman said to herself, "Who is better able to help these poor, unfortunate people that I, who have had misfortune of my my own?" She stayed to comfort them, then went on in search of a home that had never known sorrow. But wherever she turned, in hovels and in other places, she found one tale after another of sadness and misfortune. She became so involved in ministering to other people's grief that ultimately she forgot about her quest for the magical mustard seed, never realizing that it had, in fact, driven the sorrow out of her life.

        -- Brian Cavanaugh

        May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

        Fi amaan ALLAH
        sigpic

        Comment

        • #5
          Re: Tanha

          Walikum Salam !

          No....I never have had that type of feelings 'I am lone'...although main bohut social banda nahi hoon...limited friends hain..limited family hai..zindagi main gham aur khushyan ka bhi samna raha hai....per asisa kabhi nahi mehsoos kia....Mainy kabhi iss khudghrazi say nahi soocha k kisee ku meree parwa nahi..sab apnay aap main gum hain waghira waghira....her banda roz aik different situation face kerta hai..hum kisay keh dain k woh khud gharz hai..ho sakta hai..k waisy halaat ka ager humain samna kerna pary tu hum bhi wasiy hi react karin..for the time being tu kisee k baray main ghalat sooch sooch saktay hain...per overall aik image ya view qaaim kernay k liye..har banday k halat ku samjhna zarooree hota hai.................oh sorry mainy itnee lambee taqreer ker dee..anyhow bus yahee meray views hain..

          Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

          Comment

          • #6
            Re: Tanha

            Originally posted by AbgeenA View Post
            Aslamoalikum:hii:
            kabhi ap ko esa feel hua k bilkul tanha hen....bilkul....chahe bohat logon me bethe hon....kuch rishte nate bhi hon..lekin ap ka wajdan ap ko bataey k yar ye sab bas apne ap k hen...tumhare nahi hen....tum apni zaat me tanha ho....or ye ehsas dil ko kuch der k leay le dooba ho...kabhi ap k sath hua esa?to kese qaboo paya khud par..
            waalikum asslam
            haan bohat baar kiyon k me bohat social nae hoon na hi me itni great hoon k apni zaat me mehfilain sajye rakhoon (yeh kaam kabhi kabhi tou hojata hai hamesha nae)aur bahir kisi ki zaroorat mehsoos na ho..... muje bohat wqt milta hai akele rehnay ka so natural si baat hai kabhi kabhi hojata hai iss trah .... qaboo kis trah pana hai bas wo wqt nikal jata hai khud hi kisi na kisi trah kabhi asaani se kabhi mushkil se..... and so on.
            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

            Comment

            • #7
              Re: Tanha

              ap sab ka behad shukria:rose

              Comment

              • #8
                Re: Tanha

                Assalaam-O-alaikum

                You are most welcome!~

                Kia aapki Tanhayee dooour hoyee ya nahin?!!!

                Dil ko dilaasay dainay waalay duniya main mujh jaisay bohat say hain, magar, agar koi aap kay liye kuch kar sakta hay, koi aap ki madad kar sakta hay, aap ki tanhayee ko dour kar sakta hay, woh AAP KHUDH hain AbgeenA....!

                Kuch log aap kay dukh ko daikh kar muskurayain gain, tou kuch shayed aap kay saath apni ankhain bhi namm kar lain gain... magar yeh sab AARZI tasalliyan hain.... agar koi aap ka hamraaz hay, aap ka gham main aap ka humesha shareek hay woh aap ka apna WAJOOD hay!!

                Apnay aap say pyar karna seekhyeh, duniya khudh ba khudh apni apni see lagay gi... jo shakhs apnay aap say pyar nahin kar sakta woh auroon main pyaar kaisay baantay ga!!!!!!!!!

                Har haal main apnay ALLAH SWT ka shukar ada karain, kiyonki achay aur buray hallaat ussi zaat say aatay hain, mayoosi kufr hay isi liye iss kufr ko apnay aap say doour rakhain.... Khush rahyeh :)

                Fi amaan ALLAH

                Originally posted by AbgeenA View Post
                ap sab ka behad shukria:rose
                sigpic

                Comment

                • #9
                  Re: Tanha

                  Originally posted by thefire1 View Post

                  kehte to theek hen ap

                  Comment

                  • #10
                    Re: Tanha

                    Walaikum Assalam...

                    aaho aksar lagta he - phir me so jata ho :jm:

                    Comment

                    • #11
                      Re: Tanha

                      Originally posted by MSA View Post
                      Walaikum Assalam...

                      aaho aksar lagta he - phir me so jata ho :jm:
                      acha karte hen

                      Comment

                      • #12
                        Re: Tanha

                        Originally posted by AbgeenA View Post
                        Aslamoalikum:hii:
                        kabhi ap ko esa feel hua k bilkul tanha hen....bilkul....chahe bohat logon me bethe hon....kuch rishte nate bhi hon..lekin ap ka wajdan ap ko bataey k yar ye sab bas apne ap k hen...tumhare nahi hen....tum apni zaat me tanha ho....or ye ehsas dil ko kuch der k leay le dooba ho...kabhi ap k sath hua esa?to kese qaboo paya khud par..
                        kisi shayer ne kaha hai:

                        dekhiye tu lagta hai... zindgi ki raaho'n mein.. ek bheer chalti hai...
                        sochiye tu lagta hai... bheer mein hai sub tanha :$
                        jitne bhi yeh rishte hain, kaanch ke khilone hain...
                        pal mein toot sakte hain... ek pal mein hojaaye... koi jaane kub tanha... :$

                        dekhiye tu lagta hai.. jaise yeh jo duniya hai...
                        kitni rangee'n mehfil hai...
                        sochiye tu lagta hai.... kitna ghum hai duniya mein... kitna zakhmi her dil hai...
                        woh jo muskuraate the, jo kisi ko khawaabo mein... apne pass paate the...
                        un ki neend tooti hai or hai woh ab Tanha :$

                        @ topic

                        of course lagta hai... kai baar lagta hai... or khas ker me ko zyadah feel hota hai.. coz am people's person... : )...

                        Comment

                        • #13
                          Re: Tanha

                          Originally posted by ummid View Post

                          bohat khubsurat poem share ki he.....
                          or is ka matlab he esa serf mujhe hi nahi lagta ...baki logon ko bhi esa lagta he...me samjhi me hi pagal ho gai hun:garmi:

                          Comment

                          • #14
                            Re: Tanha

                            Originally posted by AbgeenA View Post
                            bohat khubsurat poem share ki he.....
                            or is ka matlab he esa serf mujhe hi nahi lagta ...baki logon ko bhi esa lagta he...me samjhi me hi pagal ho gai hun:garmi:
                            is Nazam ka MP3 bhi hai... : )

                            Comment

                            • #15
                              Re: Tanha

                              Originally posted by ummid View Post
                              is Nazam ka MP3 bhi hai... : )
                              share plz
                              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                              Comment

                              Working...
                              X