Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Pardais ke Dukh.

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Pardais ke Dukh.

    Someone sent me this video on fb.

    Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
    Sadly, common sense is not very common..!!

  • #2
    Re: Pardais ke Dukh.

    awwwww... : (

    actual mein I believe ke jo log apni family ke saath pardes mein jaate hain unhe apni country ki itni yaad nahi aati .. its all FAMILY which is matter....

    Comment

    • #3
      Re: Pardais ke Dukh.

      Very touching, but true.
      :thmbup:

      Comment

      • #4
        Re: Pardais ke Dukh.

        Originally posted by ummid View Post
        awwwww... : (

        actual mein I believe ke jo log apni family ke saath pardes mein jaate hain unhe apni country ki itni yaad nahi aati .. its all FAMILY which is matter....
        aik family apna watan kabi nahi ho sakti.
        :thmbup:

        Comment

        • #5
          Re: Pardais ke Dukh.

          Originally posted by munda_Sialkoty View Post
          aik family apna watan kabi nahi ho sakti.
          FAMILY matter Aamir.... aap akele watan mein bhi raho tu bhi you need your family.... khair... apna apna point of view hai.. no argument

          Comment

          • #6
            Re: Pardais ke Dukh.

            Originally posted by ummid View Post
            FAMILY matter Aamir.... aap akele watan mein bhi raho tu bhi you need your family.... khair... apna apna point of view hai.. no argument
            argue ker ke kehti ho no arguments. Gustakh
            :thmbup:

            Comment

            • #7
              Re: Pardais ke Dukh.

              Originally posted by munda_Sialkoty View Post
              argue ker ke kehti ho no arguments. Gustakh
              : |

              Comment

              • #8
                Re: Pardais ke Dukh.

                @ummid

                Siraf family hi matter nahi kerti aur bhi bohat si chezein hoti hain. Yeh baat sahi hai keh family saath ho tu zayada feel nahi hota lekin phir bhi Seenay mein eik tarap hoti hai jahan insaan ne apna bachpan guzara ho, wo bohat yaad ata hai :(
                Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
                Sadly, common sense is not very common..!!

                Comment

                • #9
                  Re: Pardais ke Dukh.

                  Originally posted by GumShuda View Post

                  Agree... ... but family matter a lot... : )

                  Comment

                  • #10
                    Re: Pardais ke Dukh.

                    Originally posted by ummid View Post
                    Agree... ... but family matter a lot... : )
                    Lolzz tumhari soii eik hi cheez per atak gai hai :$
                    Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
                    Sadly, common sense is not very common..!!

                    Comment

                    • #11
                      Re: Pardais ke Dukh.

                      Originally posted by ummid View Post
                      Agree... ... but family matter a lot... : )
                      family matters to her jagah chaltay rehtay hein tum family matters ko le ker itni serious mut ho
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #12
                        Re: Pardais ke Dukh.

                        Lo ub yeh thread aap dono behan bhaiyoon ke hawalay :wink
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #13
                          Re: Pardais ke Dukh.

                          Originally posted by GumShuda View Post
                          Lolzz tumhari soii eik hi cheez per atak gai hai :$
                          haan Family :$

                          Comment

                          • #14
                            Re: Pardais ke Dukh.

                            Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                            Lo ub yeh thread aap dono behan bhaiyoon ke hawalay :wink
                            :)
                            Aur u Allah ke hawalay :wink
                            Last edited by GumShuda; 5 January 2011, 17:33. Reason: Spelling**
                            Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
                            Sadly, common sense is not very common..!!

                            Comment

                            • #15
                              Re: Pardais ke Dukh.

                              Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                              family matters to her jagah chaltay rehtay hein tum family matters ko le ker itni serious mut ho
                              : |

                              Comment

                              Working...
                              X