Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

December ki aakhri shaamen...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: December ki aakhri shaamen...

    Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
    :lol aik baar phir bolye...i jus loved it lala g...hunh...:lol
    ub mein nahi bolnay wala huh
    :thmbup:

    Comment


    • #32
      Re: December ki aakhri shaamen...

      Originally posted by munda_Sialkoty View Post
      Bari shayar ban gai ein eeshiye
      bs aamir ji waqt sab kuchsikha deta hay:)


































      :rew: :rew:
      sigpic

      Comment


      • #33
        Re: December ki aakhri shaamen...

        aur to aur December me to Bunday ki Chae bhi sath chor jati he - Abhi adha mug hi hota he k thandi ho jati he

        Comment


        • #34
          Re: December ki aakhri shaamen...

          Originally posted by MSA View Post
          aur to aur December me to Bunday ki Chae bhi sath chor jati he - Abhi adha mug hi hota he k thandi ho jati he
          :lol

          Comment


          • #35
            Re: December ki aakhri shaamen...

            Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
            bs aamir ji waqt sab kuchsikha deta hay:)


































            :rew: :rew:
            Masood diye painay bari mazakiya O gai ein
            :thmbup:

            Comment


            • #36
              Re: December ki aakhri shaamen...

              Originally posted by MSA View Post
              aur to aur December me to Bunday ki Chae bhi sath chor jati he - Abhi adha mug hi hota he k thandi ho jati he
              koi baat nai ab wo shaamein zyada nai rehney wali...:tasali:...ab tu wo waqt aye ga jub ki chaye adhey mug se pehley hi Thandi hojaye gi...
              .......................!!!!!

              Comment


              • #37
                Re: December ki aakhri shaamen...

                wese humain saal khatam honay ki khushi kyun hai??? halankay eik aur saaal hamari life ka kam ho gaya hai.... her saaal ki shurwaat mein hamain dukh ka izhaar karna chahiye na kay khushi ka
                sigpic

                Comment


                • #38
                  Re: December ki aakhri shaamen...

                  Originally posted by ummid View Post
                  :lol
                  isi lie thandi chae pene wale hamesha mazae me rehte he

                  Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
                  koi baat nai ab wo shaamein zyada nai rehney wali...:tasali:...ab tu wo waqt aye ga jub ki chaye adhey mug se pehley hi Thandi hojaye gi...
                  aaho aisai lag raha he - chae na hoi pepsi hogai :garmi:
                  wese agar kisi din u ki pepsi k can se garam chae nikal aae to kitna maza aye ga :ys:

                  Originally posted by ambreen_shaam View Post
                  wese humain saal khatam honay ki khushi kyun hai??? halankay eik aur saaal hamari life ka kam ho gaya hai.... her saaal ki shurwaat mein hamain dukh ka izhaar karna chahiye na kay khushi ka
                  jin ko aik saal kam hone ka dukh hota he unhe to xindagi se pyar hota he - aur xindagi se pyar nahi karna chahie, siwae us surat me agar xindagi app ki patni ka naam ho

                  Comment


                  • #39
                    Re: December ki aakhri shaamen...

                    Originally posted by ambreen_shaam View Post
                    wese humain saal khatam honay ki khushi kyun hai??? halankay eik aur saaal hamari life ka kam ho gaya hai.... her saaal ki shurwaat mein hamain dukh ka izhaar karna chahiye na kay khushi ka
                    Mujay to bohat dukh hua :manicure: tum se mil ke
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #40
                      Re: December ki aakhri shaamen...

                      Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                      Mujay to bohat dukh hua :manicure: tum se mil ke
                      2011 saal ko dukh se shuru kia... mujhe afsos hai tum per...... :manicure:
                      sigpic

                      Comment


                      • #41
                        Re: December ki aakhri shaamen...

                        Originally posted by ambreen_shaam View Post
                        2011 saal ko dukh se shuru kia... mujhe afsos hai tum per...... :manicure:
                        Bus dekh lo start ke shuru mein he tum Pakistan aa gai
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #42
                          Re: December ki aakhri shaamen...

                          dec ki akhri shamian jan ki shamoo jesi hi hain :lol
                          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                          Comment


                          • #43
                            Re: December ki aakhri shaamen...

                            ub is thread ko sharafat se yahan se utaar dena chahiye. JazakAllah
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #44
                              Re: December ki aakhri shaamen...

                              Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                              ub is thread ko sharafat se yahan se utaar dena chahiye. JazakAllah
                              sharafat aye ga to khud hi utaar day ga :p
                              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                              Comment


                              • #45
                                Re: December ki aakhri shaamen...

                                Originally posted by Aanch View Post
                                sharafat aye ga to khud hi utaar day ga :p
                                sharafat nahi aaya to kia hua tum to aa gai ho na. Tum bhi to PG ki bari cheez ho :wink
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X