Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

kia karen ge?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • kia karen ge?

    Aslamoalikum
    PG k aqalmando aik baat poochni he:shyy:
    ager kabhi apko koi masla darpesh ho...or apko samjh na arahi ho k akher kis se mashwara karen...ap apna bharam bhi qaim rakhna chahte hon or kisi ko batane se bharam bhi too'ta ho to kia karen ge?kia serf Allah se dua mangte rahen ge?

  • #2
    Re: kia karen ge?

    Originally posted by AbgeenA View Post

    Wa Alaikum Aslam,

    Apne bharam ko thoora sa choota ker lo ta ke insaan aur un ki ehmiyat ka size utna he ho jaye jitna hona chahiye. Allah se duaa mangnay se aap ko koi nahi rookta he. Aur yeh insaan bhi Allah ke he paida kiye gaye hein jo doosray insaanon ka waseela hotay hein. Lehaza insaanon mein reh ker insaanon ki ehmiyat ko puri tarah samjo, kyon ke Allah ne he insaan ko kafi hud tak khud'mukhtaar banaya he aur kuch kaam insaanon ke he kerne walay hotay hein. Allah tumharay her tarah ke maslay ko Khush'asloobi se hal karay.
    :thmbup:

    Comment

    • #3

      Walikum Salam.

      Bilkul...:thmbup:

      Isha ki Namaz Khusu Khizu k saath parh ker....or nihayat Aajzi se Dua maang ker k Allah Pak bilkul samne hain....Pher...kisi se baat keye bina soo jao ga... Or Subha Fajar ki namaz perh ker jo Mind me aye wo decision ker lia jae :rose

      Comment

      • #4
        Re: kia karen ge?

        Originally posted by munda_Sialkoty View Post

        ameen

        Comment

        • #5
          Re: kia karen ge?

          Originally posted by kutkutariyaan View Post
          Walikum Salam.

          Bilkul...:thmbup:

          Isha ki Namaz Khusu Khizu k saath parh ker....or nihayat Aajzi se Dua maang ker k Allah Pak bilkul samne hain....Pher...kisi se baat keye bina soo jao ga... Or Subha Fajar ki namaz perh ker jo Mind me aye wo decision ker lia jae :rose
          theek..thanx 4 mashwra

          Comment

          • #6
            Re: kia karen ge?

            Originally posted by munda_Sialkoty View Post
            Wa Alaikum Aslam,

            Apne bharam ko thoora sa choota ker lo ta ke insaan aur un ki ehmiyat ka size utna he ho jaye jitna hona chahiye. Allah se duaa mangnay se aap ko koi nahi rookta he. Aur yeh insaan bhi Allah ke he paida kiye gaye hein jo doosray insaanon ka waseela hotay hein. Lehaza insaanon mein reh ker insaanon ki ehmiyat ko puri tarah samjo, kyon ke Allah ne he insaan ko kafi hud tak khud'mukhtaar banaya he aur kuch kaam insaanon ke he kerne walay hotay hein. Allah tumharay her tarah ke maslay ko Khush'asloobi se hal karay.
            agreed ...wellsaid aamir
            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

            Comment

            • #7
              Re: kia karen ge?

              Originally posted by AbgeenA View Post
              Aslamoalikum
              PG k aqalmando aik baat poochni he:shyy:
              ager kabhi apko koi masla darpesh ho...or apko samjh na arahi ho k akher kis se mashwara karen...ap apna bharam bhi qaim rakhna chahte hon or kisi ko batane se bharam bhi too'ta ho to kia karen ge?kia serf Allah se dua mangte rahen ge?
              wasalam

              agree with Aamir... : )

              some additions from myside... mashwareh mein khair hai.... jis per bharosa karo us se Mashwarah kar lo.... ya istekhara kar lo.... or kisi per bharosa na ho tu khud ki dost ban kar socho ke tumhari dost ager aisi situation mein hoti tu you usey kya mashwarah deti.... this technique works....

              good wishes : )

              Comment

              • #8
                Re: kia karen ge?

                Originally posted by ummid View Post

                agree wid ummid n ammu
                میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                Comment

                • #9
                  Re: kia karen ge?

                  Walaikum Assalaaam

                  Allah Talah insaan ke sub sey kareeb or sub sey zyada Raheen-o-Kareem hein, Insaan ko kisi bhi haal me sirf Allah sey Ruju karna chahye

                  Comment

                  • #10
                    Re: kia karen ge?

                    Agree.....

                    Comment

                    • #11
                      Re: kia karen ge?

                      Originally posted by saraah View Post
                      agreed ...wellsaid aamir
                      Originally posted by ummid View Post
                      wasalam

                      agree with Aamir... : )
                      Buss hun thoori dair reh gai, mein dono nu apna mureed ker lena aye :manicure:
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #12
                        Re: kia karen ge?

                        Originally posted by saraah View Post
                        agreed ...wellsaid aamir
                        Originally posted by *pIoUs FaIrY* View Post
                        agree wid ummid n ammu
                        Oh aai aik aur mureedni :shyy:
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #13
                          Re: kia karen ge?

                          Originally posted by AbgeenA View Post
                          Aslamoalikum
                          PG k aqalmando aik baat poochni he:shyy:
                          ager kabhi apko koi masla darpesh ho...or apko samjh na arahi ho k akher kis se mashwara karen...ap apna bharam bhi qaim rakhna chahte hon or kisi ko batane se bharam bhi too'ta ho to kia karen ge?kia serf Allah se dua mangte rahen ge?
                          jis pay zaida bharoosa ho or wo acha mashwara day sakta ho sirf us say share karaian ..baki kisi say nahi...
                          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                          Comment

                          • #14
                            Re: kia karen ge?

                            Originally posted by Aanch View Post
                            jis pay zaida bharoosa ho or wo acha mashwara day sakta ho sirf us say share karaian ..baki kisi say nahi...
                            yahan sawal aqalmandon sey pocha gaya hai phir aap ne kyun jawab diya :hhh:

                            Comment

                            • #15
                              Re: kia karen ge?

                              Originally posted by Mr.Khan View Post
                              yahan sawal aqalmandon sey pocha gaya hai phir aap ne kyun jawab diya :hhh:
                              Isi liye tum dono behan bhai chup karo, mein hoon na bolnay k liye :manicure:
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X