Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ab tu kaafi ronaq hai

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ab tu kaafi ronaq hai

    AoA

    ab tu kaafi members iss forum per wapas aa gaye hain..... mashalllah achi baat hai.....aur mujhe iss baat ki khushi bhi hai kay eik baar phir iss forum per ranaqain hain.... :hii: lakin masood wapas nahi aae.... soch poocho tu mein ussay bahut miss karti hoon.... aur masood agar yeh thread parahay tu uss se guzarish hai kay vo wapas aa jai ussay kuchh nahi kaha jai ga..... :think:
    sigpic

  • #2
    Re: ab tu kaafi ronaq hai

    ji mashAllah abhi kafi ronak he...or masood ko to ham sabhi miss karte hen....Allah kare kheryat se hon or wapas aa jaen

    Comment

    • #3
      Re: ab tu kaafi ronaq hai

      Originally posted by AbgeenA View Post
      ji mashAllah abhi kafi ronak he...or masood ko to ham sabhi miss karte hen....Allah kare kheryat se hon or wapas aa jaen
      Allah karay ga kay vo khairiyat se hoongay.... inshallah
      sigpic

      Comment

      • #4
        Re: ab tu kaafi ronaq hai

        اسلام علیکم
        سبحان تیری قدرت یارب العالمین یہ تھریڈ اسی ممبر سے لگوا دیا جو پیغام سے بہت مایوس ہو چکی تھیں اور کہتی تھیں کہ اب یہاں مشکل سے ہی کوئی آئے۔
        اللہ جی کا شکر ہےکہ پیغام پر سے سیاہ بادل چھٹتے جا رہے ہیں اور یہ آہستہ آہستہ رونقوں کی جانب بڑھا آرہا ہے۔
        ابھی مجھے پچھلے دنوں ایک سائٹ کا پتہ چلا جس کا نام ہے "گوگل فائٹ ڈاٹ کام"اس کے زریعے کسی بھی دو سائٹ کا نام لکھ کر یہ معلوم کیا جاسکتا ہے کہ اس وقت تک کونسی سائٹ پر سب سے زیادہ وزٹ کیا گیا ہے
        یہاں پر میں نے ایک بہت ہی مشہور اردو سائٹ اور پیغام کا نام لکھا تو یہ جان کر بہت خوشی ہوئی کہ اُس سائٹ میں اور ہمارے پیغام میں کانٹے کا مقابلہ ہو رہا ہے یعنی پیغام صرف "بیس فیصد "پیچھے ہے اس سائٹ سے جس پر ہروقت موڈریٹس،سپر موڈریٹس،اور آنر موجود رہتے ہیں
        ابھی یہ تحریر لکھتے ہوئے میں نے چار،پانچ اردو سائٹس کے مقابلے میں پیغام کا نام لکھا تو صرف ایک سائٹ ہم سے بیس فیصد اگے ہے باقی سب بہت پیچھے۔
        اگر اس وقت پیغام کو ضرورت ہے تو صرف اور صرف مسعود بھائی کی توجہ اور کچھ سیکشنز کے سپر موڈریٹس کی توجہ کی جن میں چیمپئن پاکستانی،عاطف بھائی،تنہا حسن،آبی ٹوکول ،یارم بھائی،ردا جی،اور چند چیدہ چیدہ افراد کی ۔
        اگر ہم مٹھی بھر لوگ پیغام کو "اسی فیصد"تک لا سکتے ہیں تو اگر اس کی پوری ٹیم فارم میں واپس آجائے تو انشاءاللہ چند ہفتوں میں ہم سب کو پیچھے چھوڑ سکتے ہیں
        اللہ جی مسعود بھائی اور تمام بھولے ہوئے دوستوں کو ساتھ خیریت سے واپسی عطا فرمائیں آمین
        Last edited by S.Athar; 23 December 2010, 12:17.
        :star1:

        Comment

        • #5
          Re: ab tu kaafi ronaq hai

          Walaikum Assalam,

          aaho khushi ki baat to he k PG phir se normal hona shru ho gaya he - lekin yeh khushi daer tuk rehne wali bhi nahi he (Mere Mutabiq)

          Koi bhi forum apne members se nahi phechana jata - members ka contribution us forum pe zaroor hota he - Lekin yeh members hote he jo Forum se pehchane jate hein - Members atay hein aur jatey hein - jub duniya me koi nahi rukta to member kya cheez he - is lie forum pe members k honey ya na honey se koi itna khass fark nahi parna chahie k forum hi down hojae -

          Mr Khan, Ustaad, SAZ, Aanchal, Senorita, Ummid, Sarah BR, Sarfraz Qamar, Hala aur in jese buhat se loog, ajj hein kal apni apni xindagion me bhi masroof ho sakte - is ka matlab yeh nahi k forum hi down hojae

          Hamein chahie k hum aesa environment banae k new member ka bhi induction hota rahey aur wo bhi PG k ahista ahista stake holders bunte rahein - ta k jub senior members PG pe na ho to Juniors un ki jaga le sakey - warna phir kuch dino k baad PG ne weran hojana he

          Jese kaha jata he k Inzimam jab team se gaya to peeche koi aisa player nahi chor k gaya jo us ki jaga le sake, Unlike Miandad, Saleem Malik blah blah

          Khair - aur in sab bato'n k liye zarori he ADMIN ka wapis aana - kyun k sari setting unhi k hath me hoti he - New member kese Regular hounge jab wo apni Profile tuk hi nahi dekh sakein ge

          Khair - Mujhe lagta he jitna arsa me PG se roposh hoa - me karele hi khata raha ho

          Comment

          • #6
            Re: ab tu kaafi ronaq hai

            Originally posted by MSA View Post

            : )

            Comment

            • #7

              100% agreed with you.........Accept the reputation for your marvelous comment.

              Comment

              • #8
                Re: ab tu kaafi ronaq hai

                میرے آنے سے جو آجاتی پی جی پے رونق
                وہ سمجھتے ہیں کہ پیغام کا حال اچھا ہے
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment

                • #9
                  Re: ab tu kaafi ronaq hai

                  Originally posted by aabi2cool View Post
                  میرے آنے سے جو آجاتی پی جی پے رونق
                  وہ سمجھتے ہیں کہ پیغام کا حال اچھا ہے
                  :lol

                  Comment

                  • #10

                    Bablu aa gaya
                    Bablu cha gaya :ys:
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #11
                      Re: ab tu kaafi ronaq hai

                      Originally posted by aabi2cool View Post
                      میرے آنے سے جو آجاتی پی جی پے رونق
                      وہ سمجھتے ہیں کہ پیغام کا حال اچھا ہے
                      Tere aanay se aaye
                      Tere janay se jaye
                      Dil ka karaaaaaaaar
                      Oooo Mehbooba :shyy:
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #12
                        Re: ab tu kaafi ronaq hai

                        Safia ke janay se waqee pegham pe kafi ronak aa gai he :kr:
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #13
                          Re: ab tu kaafi ronaq hai

                          ایم ایس اے کو اتنی عقلمندانہ گفتگو کرتے ہوئے دیکھ کر حیرانگی ہوئی
                          ریپو پوائنٹس آپ کی نظر ہیں
                          ہم ہوں نہ ہوں پیغام رہنا چاہئے
                          Last edited by S.Athar; 24 December 2010, 23:07.
                          :star1:

                          Comment

                          • #14
                            Re: ab tu kaafi ronaq hai

                            ha g pegham family ko phalta phoolta dekh kar kar hushi ho rahi hai or boht hi zayada allah ji ise abaad rakhein ameen
                            Last edited by mehreen; 24 December 2010, 23:26.

                            Comment

                            • #15
                              Re: ab tu kaafi ronaq hai

                              Originally posted by aabi2cool View Post
                              میرے آنے سے جو آجاتی پی جی پے رونق
                              وہ سمجھتے ہیں کہ پیغام کا حال اچھا ہے
                              Aaaney sey jis ke aaye baha'ar,
                              Jaaney sey jis ke jaaye baha'ar,

                              Bari mastani hai aamir ki mehbooba :lol

                              Comment

                              Working...
                              X