Dekhti Aankho Sunte Kano'n app ko Azaam Sawati aur Hamid Saeed Kazmi ka Salaam Pohanchey :ys:
Aik Chachu kehtey hein,
"kabhi kabhi aap ka apna taa'ruf hi aap k lie sab se bara ro'g bun jata he...!!"
to, yeh to chachu kehte hein, aap log kya kehte he ?
Kya aap k sath aisa hoa kabhi? Kya kabhi aap ko zarorat pari k aap apna tarruf logo se chupaein?
jese,
jis tarah aik faouji ka beta baray fakhar se apna tarruf karwata he wesai he aik mazdoor ka beta ussi mehfil me apna tarruf chupane ki koshish karta he(Normal Case me, jo nahi chupate wo exceptional hote he )
issi tarah, kabhi aap apne ham umar logo k sath ghoom phir rahein ho, aur jese hi app unhe batain k app perhne me thora achay/kharab he unlike them, un logo ka bartao app se forun change hojata ho?
jese app molvi type bundo k sath uth beth rahe ho aur app unhe bataein k munni badnaam ho gai darling tere lie, wo aik dum se aise hojaein....ya aap molvi type ho aur koi app se kahe k shiela jawan ho gae lekin tum molvi ho bhago yaha se to app aise hojae...
to in sab batein yeh zahir karti he k insaan kabhi kabhi apna taruf chuphata he...
Itni examples de di he - abb u log batain bus
Takhliya

Comment