Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mera Bachpan

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Mera Bachpan

    Assalam o Alaikum

    Bachpan ka zamana sab ko hi acha lagta hai aur yaad ata hai ke kaisa bachpan guzara, kiya kiya kiya etc. Aik shair hai


    Kuch nahi chaiyye tujh se aye meri umr-e-rawan
    Meri gurya, mere jugnoo, mera bachpan laadey



    Chalain to aj us guzrey hue waqt ko refresh kartey hain Ap sub yahan aayen aur participate karen :)

    1- Ap bachpan main kaise bachhey they? Quite ye phir Shareer?

    2- Bachpan ki yadon main sab se ziada kiya miss kartey hain? :)

    3- Apne bachpan aur recent generation ke bachpan main kiya farq mehsoos kartey hain?

    4- Apne bachpan ki koi shararat share karain smile

    5- Bachpan ke hawaley se koi bhi own words, qoute or poetry anything u want to share?



    Waiting for ur Replies

  • #2
    Re: Mera Bachpan

    ]Assalam o Alaikum


    ]waalikum asslam

    Bachpan ka zamana sab ko hi acha lagta hai aur yaad ata hai ke kaisa bachpan guzara, kiya kiya kiya etc. Aik shair hai


    Kuch nahi chaiyye tujh se aye meri umr-e-rawan
    Meri gurya, mere jugnoo, mera bachpan laadey


    Chalain to aj us guzrey hue waqt ko refresh kartey hain Ap sub yahan aayen aur participate karen :)


    hmmm achaa hota hai lakin mera nae thaa itna achaa coz i was very shy n never mixed up with others in my childhood...bttttt..phir b bohat achaa thaa:think:

    1- Ap bachpan main kaise bachhey they? Quite ye phir Shareer?

    khamosh....shrmeeli....

    2- Bachpan ki yadon main sab se ziada kiya miss kartey hain? :)
    raat sonay se pehlay bounty choclate jo milti thi daily ammi se :)
    (iss wqt yehi yaad hai )

    3- Apne bachpan aur recent generation ke bachpan main kiya farq mehsoos kartey hain?

    bachon me masoomiat nae rahi ..... jo k positive aspect b hai negative b

    4- Apne bachpan ki koi shararat share karain smile

    mmmmmmm yaad nae iss wqt :think:

    5- Bachpan ke hawaley se koi bhi own words, qoute or poetry anything u want to share? [

    own words tou nae ek sms bohat aata hai

    بچپن کے دُکھ کتنے اچھے ہوتے تھے
    تب تو صرف کھلونے ٹوٹا کرتے تھے

    وہ خوشیاں بھی جانے کیسی خوشیاں تھیں
    تتلی کے پر نوچ کے اُچھلا کرتے تھے

    چھوٹے تھے تو مکرو فریب بھی چھوٹے تھے
    دانہ ڈال کر چڑیاں پکڑا کرتے تھے

    پاؤں مار کر بارش کے پانی میں
    اپنی ناؤ آپ ڈبویا کرتے تھے

    اپنے جل جانے کا بھی احساس نہیں تھا
    جلتے ہوئے شعلوں کو چھیڑا کرتے تھے

    اب تو اک آنسو بھی رُسوا کر دیتا ہے
    بچپن میں جی بھر کے رویا کرتے تھے
    Last edited by saraah; 23 November 2010, 14:36.
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment


    • #3
      Re: Mera Bachpan

      و عليكم السلام

      kya yaad dila diya yara...buch'pun....

      waq'ee buch'pun ka zaman ...be'khabrii ka zamana...na guzrey dinnoo ka koi ghum na aney waley dinoon ki koi fikar....

      ye buch'pun me ko us waqt buhut cute laga jub me TV par recently aye sailaab'zadgaan ko dekha kartii thii..kaisey barrey bechary sar pakrrey rotey peet'tey rehtey or bachey...mazey se paani matti main khail rahey hotey...:lol

      well ur questions...

      1- Ap bachpan main kaise bachhey they? Quite ye phir Shareer?
      well hum buchpun mai quite shareer they....log samajtey they k hum dunya ki sub se shareef bachii hain jub k saari nayi nayi sharartein hum ne hi eejaad kar k dostoon ko batanii hotii n den wo pagal log shararat kartey pakrrey jatey tu pit'tey..or hum saaf suthrey beechey mai se nikal jatey..:hehe:

      2- Bachpan ki yadon main sab se ziada kiya miss kartey hain?
      be'khabrii....not knowing k ap k aas paas kya bura ho raha hai...har worry se free hona...i really miss dat be'khabrii...

      3- Apne bachpan aur recent generation ke bachpan main kiya farq mehsoos kartey hain?
      me ko zyada tu koi farq mehsoos nai hota....bus shayad yahi k abhi bachey zyada chalaak hotey hain...

      4- Apne bachpan ki koi shararat share karain smile
      lolz buch'pun ki sharartein...yaad kar k waq'ee hansii ati hai...

      aik jo me ko buhut achi lagtii hai...cute sii..wo ye k me buhutchoti shi thi...bhaijaan oranges ka crate le kar aye they...wo ghar se nikley me kitchen main gayii or wahan se do do oranges haath mai le kar khirrki se bahir phaniktii ja rayi thi....me k doosrey bhai gharaye tu kehtey hain.."bhaijaan dekhye tu kisi ne itney taaza taaza oranges poori gali mai gira diye hain..."...sabhi ne barra afsoos kiya....kuch dair baad bhai kitchen mai gaye...n un ko khabar howi k OMG...ye tu apney hi ghar se gaye hain...lolz...:lol

      5- Bachpan ke hawaley se koi bhi own words, qoute or poetry anything u want to share?
      later in'sha'Allah aik designed shair share karoon gi...
      .......................!!!!!

      Comment


      • #4
        Re: Mera Bachpan

        Originally posted by Cute Ruba View Post
        Assalam o Alaikum

        Bachpan ka zamana sab ko hi acha lagta hai aur yaad ata hai ke kaisa bachpan guzara, kiya kiya kiya etc. Aik shair hai


        Kuch nahi chaiyye tujh se aye meri umr-e-rawan
        Meri gurya, mere jugnoo, mera bachpan laadey



        Chalain to aj us guzrey hue waqt ko refresh kartey hain Ap sub yahan aayen aur participate karen :)

        1- Ap bachpan main kaise bachhey they? Quite ye phir Shareer?

        2- Bachpan ki yadon main sab se ziada kiya miss kartey hain? :)

        3- Apne bachpan aur recent generation ke bachpan main kiya farq mehsoos kartey hain?

        4- Apne bachpan ki koi shararat share karain smile

        5- Bachpan ke hawaley se koi bhi own words, qoute or poetry anything u want to share?



        Waiting for ur Replies
        1.me khasi shy si bachi thi:shyy:
        2.apni dolls koteddy
        3.me bore nahi hoti thi ajkal k bache bore bohat hote hen:lol
        4.me shrarti nahi thi:hairdrayer:
        5.jo poem saraah ne share ki wo mujhe bohat pasand he..wohi meri bhi sharing he

        Comment


        • #5
          Re: Mera Bachpan

          Me ka bachpan

          Comment


          • #6
            Re: Mera Bachpan

            wo bhi kia din thay
            jub hum jin thay
            :thmbup:

            Comment


            • #7
              Re: Mera Bachpan

              Originally posted by munda_Sialkoty View Post
              wo bhi kia din thay
              jub hum jin thay
              thay sey kiya matlub hai tumhara...........abhi wohi din to chal rahe hein :lol

              Comment


              • #8
                Re: Mera Bachpan

                Originally posted by Mr.Khan View Post
                thay sey kiya matlub hai tumhara...........abhi wohi din to chal rahe hein :lol
                :fr: agli amawas ki raat ko tera charga bana ke khaon ga
                :thmbup:

                Comment


                • #9
                  Re: Mera Bachpan

                  Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                  :fr: agli amawas ki raat ko tera charga bana ke khaon ga
                  us sey pehle tujhy Bhatakti Rooh ne bhasam kar dena hai :lol

                  Comment


                  • #10
                    Re: Mera Bachpan

                    Originally posted by Mr.Khan View Post
                    us sey pehle tujhy Bhatakti Rooh ne bhasam kar dena hai :lol
                    Jo pehlay se he bhasam he, wo kia karay gi. Yaad rakhna, agli amawas ki raat :hairdrayer:
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #11
                      Re: Mera Bachpan

                      Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                      Jo pehlay se he bhasam he, wo kia karay gi. Yaad rakhna, agli amawas ki raat :hairdrayer:
                      Dara mat yaar 372-scare, wese hi aj kal mujh tere baare me itne khofnaak khuwaab aatay hein

                      Comment


                      • #12
                        Re: Mera Bachpan

                        Originally posted by BhaTaktii RooH View Post

                        later in'sha'Allah aik designed shair share karoon gi...
                        ye raha..

                        .......................!!!!!

                        Comment


                        • #13
                          Re: Mera Bachpan

                          Bohat Khoob Dear :)

                          Comment


                          • #14
                            Re: Mera Bachpan

                            Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                            :fr: agli amawas ki raat ko tera charga bana ke khaon ga

                            اچھا مُردوں میں شامل ہونے کے بعد میری پہلی دعوت "خان ڈش"سے ہوگی
                            ایک لیگ پیس میرے لئے ضرور بروسٹ کر لینا
                            :5t:۔
                            Last edited by S.Athar; 27 November 2010, 19:23.
                            :star1:

                            Comment


                            • #15
                              Re: Mera Bachpan

                              Originally posted by S.A.Z View Post
                              اچھا مُردوں میں شامل ہونے کے بعد میری پہلی دعوت "خان ڈش"سے ہوگی
                              ایک لیگ پیس میرے لئے ضرور بروسٹ کر لینا
                              :5t:۔
                              main ne tu kabhi aisa kuch nahii khaya...:think:
                              .......................!!!!!

                              Comment

                              Working...
                              X