Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

larki ki soorat aur seerat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • larki ki soorat aur seerat

    AS

    shaadi kay ma'amlay mein larkay yaa larki ki soorat dekhni chahiye yaa seerat???

    lakin meinay dekha hai kay aaj kal larki ki khoobsurati aur paisay ko ziyada dekha ja raha hai.......... kuchh dost va ahbaab ka yeh kahna hota hai kay larki/larkay ki seerat dekhni chahiye.... baaqi dosri cheezein saanvi hoti hain lakin yeh sirf kahnay ki baatien hoti hain..... hum kahtay kuchh hain aur kartay kuchh hain....

    matlab kahtay tu hain seerat wali/wala acha lakin jab shaadi karnay ki baat aati hai tu soorat ko ziyada importance detay hain....
    sigpic

  • #2
    Re: larki ki soorat aur seerat

    اسلام علیکم عنبرین جی
    سب سے پہلے تو گزشتہ عید مبارک
    آپ نے بالکل صحیح کہا یہ صرف کتابی باتیں ہیں کہ جی صورت کو چھوڑیں سیرت ہونی چاہئے اچھی سیرت کہتے سب ہیں لیکن اس پر عمل خال خال ہی کیا جاتا ہے۔
    بلکہ اب تو جو حالات ہیں اُس میں ایک "ت"سب پر بھاری ہوگئی ہے مطلب
    صور"ت" سیر"ت" ہو نا ہو بس (دولت) ہو
    نئے دور کے ساتھ ساتھ جہاں ہماری دوسری چیزوں میں بدلاو آیا ہے وہیں شادی وغیرہ کے معاملات میں بھی ہماری اقدار کہیں پیچھے رہ گئیں ہیں اور ہم اچھے سے اچھا کی دوڑ میں بہت آگے نکل آئےہیں :(۔
    لیکن یہ بھی ایک حقیقت ہےکہ جب اس دوڑ میں ہمیں ٹھوکر لگتی ہے تو ہمیں ہماری پرانی روایات و اقدار کی قدرومنزلت کا شدت سے احساس ہوتا ہے لیکن وقت ہمیںوہاں لا چکا ہوتا ہے کہ ہم پلٹ کر سب کچھ ٹھیک نہیں کر پاتے۔
    Last edited by S.Athar; 23 November 2010, 10:19.
    :star1:

    Comment


    • #3
      Re: larki ki soorat aur seerat

      و عليكم السلام

      ambreen ye sawal bhi buhut acha poocha hai ap ne...:thmbup:...in'sha'Allah lambey time main akar i'll reply...
      .......................!!!!!

      Comment


      • #4
        Re: larki ki soorat aur seerat

        asslamoalikum

        ji agr ek fareeq seerat wala hoga tou hi seerat ko prefer ga na tou esay log ajkal kam hi miltay hain magar esa b nae k miltay nahi......baqi soorat ki b kam ahmiat nae achi soorat kisay achi nae lagti .....baqi dolat paisa etc tou dfntly values badal chuki hain ...baqi yeh ''should syndrome'' naqabil e ilaj hai
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment


        • #5
          Re: larki ki soorat aur seerat

          zaher he seerat zeada ehem hoti he..lekin pehle serf surat ka hi pata chal sakta he seerat to baad me pata chalti he...

          Comment


          • #6
            Re: larki ki soorat aur seerat

            sab kehte to hain k seerat zayada eham lekin jab kuch karne ka waqt aata hai to hum har khubsurat cheez k peeche hi baaghte hain insaan ki fitrat me hai k vo tiikar khae bagaer nahi sambhalta

            Comment


            • #7
              Re: larki ki soorat aur seerat

              Originally posted by S.A.Z View Post
              اسلام علیکم عنبرین جی
              سب سے پہلے تو گزشتہ عید مبارک
              آپ نے بالکل صحیح کہا یہ صرف کتابی باتیں ہیں کہ جی صورت کو چھوڑیں سیرت ہونی چاہئے اچھی سیرت کہتے سب ہیں لیکن اس پر عمل خال خال ہی کیا جاتا ہے۔
              بلکہ اب تو جو حالات ہیں اُس میں ایک "ت"سب پر بھاری ہوگئی ہے مطلب
              صور"ت" سیر"ت" ہو نا ہو بس (دولت) ہو
              نئے دور کے ساتھ ساتھ جہاں ہماری دوسری چیزوں میں بدلاو آیا ہے وہیں شادی وغیرہ کے معاملات میں بھی ہماری اقدار کہیں پیچھے رہ گئیں ہیں اور ہم اچھے سے اچھا کی دوڑ میں بہت آگے نکل آئےہیں :(۔
              لیکن یہ بھی ایک حقیقت ہےکہ جب اس دوڑ میں ہمیں ٹھوکر لگتی ہے تو ہمیں ہماری پرانی روایات و اقدار کی قدرومنزلت کا شدت سے احساس ہوتا ہے لیکن وقت ہمیںوہاں لا چکا ہوتا ہے کہ ہم پلٹ کر سب کچھ ٹھیک نہیں کر پاتے۔
              thanks for wishing eid mubarak aur aap ko bhi meri taraf se guzushta eid mubarak ho.

              you have passed nice comments .... sooorat, seerat, aur doulat.............. nice jorr hai....
              sigpic

              Comment


              • #8
                Re: larki ki soorat aur seerat

                Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
                و عليكم السلام

                ambreen ye sawal bhi buhut acha poocha hai ap ne...:thmbup:...in'sha'Allah lambey time main akar i'll reply...
                mujhe aap kay comments ka intizaar rahey ga............
                sigpic

                Comment


                • #9
                  Re: larki ki soorat aur seerat

                  Originally posted by mehreen View Post
                  sab kehte to hain k seerat zayada eham lekin jab kuch karne ka waqt aata hai to hum har khubsurat cheez k peeche hi baaghte hain insaan ki fitrat me hai k vo tiikar khae bagaer nahi sambhalta
                  her chamakti cheez sona nahi hoti........
                  sigpic

                  Comment


                  • #10
                    Re: larki ki soorat aur seerat

                    Originally posted by saraah View Post
                    asslamoalikum

                    ji agr ek fareeq seerat wala hoga tou hi seerat ko prefer ga na tou esay log ajkal kam hi miltay hain magar esa b nae k miltay nahi......baqi soorat ki b kam ahmiat nae achi soorat kisay achi nae lagti .....baqi dolat paisa etc tou dfntly values badal chuki hain ...baqi yeh ''should syndrome'' naqabil e ilaj hai
                    i agreed kay insaan bazaat e khud acha ho tu ussay acha saathi mil jata hai....yeah!! you are also right kay doulat nay insaan kay aqdaar aur akhlaqiyat ko badal dala hai.... thanks for your beautiful comments
                    sigpic

                    Comment


                    • #11
                      Re: larki ki soorat aur seerat

                      well ambreen am back as i promised..

                      u've asked..

                      shaadi kay ma'amlay mein larkay yaa larki ki soorat dekhni chahiye yaa seerat???
                      here every body no doubt is gonna answer..."Seerat"....but d problem is "Hum jo kehtey hain wo kartey nahiin"...

                      hum kehtey tu seerat ka hain....as we are ordered.."إذا جاءكم من ترضون دينه وخُلقه فزوّجوه" n also.."عليكَ بذات الدين تربت يداك"
                      chahey larrka ho ya larrki..us main ap ko sub se pehley jo cheez dekhni hai wo hai "Deen"..deen se kitna sincere hai den baqi cheezein...despite of knowing all dat...hum sirf zahiri shakal ko ehamiyat detey hain...which ofcourse matters too...but is not everything we need...

                      har mard ka ye haq hai k aisii aurat se shaadi karey jissey dekhtey hi us ka dil khush ho...isi tarah har larrki ka ye haq hai wo aiik aisey mard se shaadi karey jissey dekhney k baad us k dil mai ksi or ka khayal na aye...laikin saath hi khoobsoorti k doosrey pehloo bhi nazar'andaaz nai karney chahyein...wo is liye k khobsoorti ko parts mai nai dekha jata...khoobsoorti ko as a whole dekhna chahye....dil ki khoobsoorti, rooh ki khoobsoorti OR zahri khoobsoorti...
                      haan zahri khoobsoorti matloob tu har kisi ko hoti hai laikin yehii aik shart nai honi chahye..kyunki agar sirf isi cheez ko dekha jaye tu shaadi k pehley kuch din tu bhut hi achey kaTney waley hain magar us k baad jaisey jaisey practical life ka sath saath saamna hoga waisey waisey apney partener ki personality k doosrey pehlo bhi jan'ney ko millein gey or tub siwaye afsos or pachtawey k haath kuch lagta nahiin....result donoo ki xindagi tu bar'baad ho hi jati hai...un se related sub ki life affect hoti hai....

                      ********
                      waisey humarey yahan kaha jata hai k jub larrka ya larrki dekhney hoon tu sub se pehley ye dekho k is k namaz ka style kya hai...waqt pey parrhta/ti hai ya nai..lambi ya chotti namaz hai..dheerey se ya jaldi jaldi parrhta/ti hai.....den dekho k apney parents ki kitnii respect karta/ti hai...after dat shakl'o'soorat n baqi cheezein....
                      .......................!!!!!

                      Comment


                      • #12
                        Re: larki ki soorat aur seerat

                        Originally posted by ambreen_shaam View Post
                        i agreed kay insaan bazaat e khud acha ho tu ussay acha saathi mil jata hai....yeah!! you are also right kay doulat nay insaan kay aqdaar aur akhlaqiyat ko badal dala hai.... thanks for your beautiful comments

                        امبرین شائد میں سمجھا نہیں سکی ۔۔۔خیر۔۔۔۔یہ مفروضہ کافی حد تک ٹھیک ہے کہ آپ خود اچھے ہوں تو آپ کو اچھا ساتھی مل سکتا ہے لیکن یہ بار ہا غلط ہوتے دیکھا گیا ہے

                        اس لیے میں نے یہ نہیں کہا بلکہ میرا کہنے کا مطلب تھا کہ اگر لڑکے یا لڑکی والے خود سیرت والے ہیں تو یقینا سیرت والے سمدھی ہی تلاش کرنا چاہیں گے لیکن جو خود مادیت پرست اور ظاہر پرست ہونگے وہ ظاہر اور دکھاوے پہ ہی مریں گے نا۔۔۔۔خیر یہ ایک محدود مشاہدہ ہے پڑھنے والے اختلاف رائے کا حق رکھتے ہیں
                        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                        Comment


                        • #13
                          Re: larki ki soorat aur seerat

                          Originally posted by saraah View Post

                          امبرین شائد میں سمجھا نہیں سکی ۔۔۔خیر۔۔۔۔یہ مفروضہ کافی حد تک ٹھیک ہے کہ آپ خود اچھے ہوں تو آپ کو اچھا ساتھی مل سکتا ہے لیکن یہ بار ہا غلط ہوتے دیکھا گیا ہے

                          اس لیے میں نے یہ نہیں کہا بلکہ میرا کہنے کا مطلب تھا کہ اگر لڑکے یا لڑکی والے خود سیرت والے ہیں تو یقینا سیرت والے سمدھی ہی تلاش کرنا چاہیں گے لیکن جو خود مادیت پرست اور ظاہر پرست ہونگے وہ ظاہر اور دکھاوے پہ ہی مریں گے نا۔۔۔۔خیر یہ ایک محدود مشاہدہ ہے پڑھنے والے اختلاف رائے کا حق رکھتے ہیں
                          agreed wid each n every word...
                          .......................!!!!!

                          Comment


                          • #14
                            Re: larki ki soorat aur seerat

                            Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
                            well ambreen am back as i promised..

                            u've asked..



                            here every body no doubt is gonna answer..."Seerat"....but d problem is "Hum jo kehtey hain wo kartey nahiin"...

                            hum kehtey tu seerat ka hain....as we are ordered.."إذا جاءكم من ترضون دينه وخُلقه فزوّجوه" n also.."عليكَ بذات الدين تربت يداك"
                            chahey larrka ho ya larrki..us main ap ko sub se pehley jo cheez dekhni hai wo hai "Deen"..deen se kitna sincere hai den baqi cheezein...despite of knowing all dat...hum sirf zahiri shakal ko ehamiyat detey hain...which ofcourse matters too...but is not everything we need...

                            har mard ka ye haq hai k aisii aurat se shaadi karey jissey dekhtey hi us ka dil khush ho...isi tarah har larrki ka ye haq hai wo aiik aisey mard se shaadi karey jissey dekhney k baad us k dil mai ksi or ka khayal na aye...laikin saath hi khoobsoorti k doosrey pehloo bhi nazar'andaaz nai karney chahyein...wo is liye k khobsoorti ko parts mai nai dekha jata...khoobsoorti ko as a whole dekhna chahye....dil ki khoobsoorti, rooh ki khoobsoorti OR zahri khoobsoorti...
                            haan zahri khoobsoorti matloob tu har kisi ko hoti hai laikin yehii aik shart nai honi chahye..kyunki agar sirf isi cheez ko dekha jaye tu shaadi k pehley kuch din tu bhut hi achey kaTney waley hain magar us k baad jaisey jaisey practical life ka sath saath saamna hoga waisey waisey apney partener ki personality k doosrey pehlo bhi jan'ney ko millein gey or tub siwaye afsos or pachtawey k haath kuch lagta nahiin....result donoo ki xindagi tu bar'baad ho hi jati hai...un se related sub ki life affect hoti hai....

                            ********
                            waisey humarey yahan kaha jata hai k jub larrka ya larrki dekhney hoon tu sub se pehley ye dekho k is k namaz ka style kya hai...waqt pey parrhta/ti hai ya nai..lambi ya chotti namaz hai..dheerey se ya jaldi jaldi parrhta/ti hai.....den dekho k apney parents ki kitnii respect karta/ti hai...after dat shakl'o'soorat n baqi cheezein....
                            aap kay comments hamesha ki tarah khoobsurtat aur achay hotay hain.....

                            aap nay jo deen ki baat ki vo bahut achi ki..... wakai hum shakal va soorat se pehlay dekhain kay vo deen per kitna qaim hai..... wese me apni agar baat karon tu mein uss larkay ko ziyada pasand karti hoon jis ki sunnat kay mutabik dhaari mubarak ho.... aisay loog mujhe bahut achay lagtay hain....

                            mera apni eik rai hai kay soorat ma'aqool ho aur uthnay bethnay ki jis ko tameez ho aur baat cheet karnay ka dhang aata ho vo theek hotay hain..... jitni ziyada loogon ki shakal va seeerat ko jancha jai ga utni mayusi hogi.....
                            sigpic

                            Comment


                            • #15
                              Re: larki ki soorat aur seerat

                              Originally posted by saraah View Post

                              امبرین شائد میں سمجھا نہیں سکی ۔۔۔خیر۔۔۔۔یہ مفروضہ کافی حد تک ٹھیک ہے کہ آپ خود اچھے ہوں تو آپ کو اچھا ساتھی مل سکتا ہے لیکن یہ بار ہا غلط ہوتے دیکھا گیا ہے

                              اس لیے میں نے یہ نہیں کہا بلکہ میرا کہنے کا مطلب تھا کہ اگر لڑکے یا لڑکی والے خود سیرت والے ہیں تو یقینا سیرت والے سمدھی ہی تلاش کرنا چاہیں گے لیکن جو خود مادیت پرست اور ظاہر پرست ہونگے وہ ظاہر اور دکھاوے پہ ہی مریں گے نا۔۔۔۔خیر یہ ایک محدود مشاہدہ ہے پڑھنے والے اختلاف رائے کا حق رکھتے ہیں
                              aap nay baat achi baat ki.............. agreed
                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X