Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

hum aisa kyun kartey hain?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • hum aisa kyun kartey hain?

    sharu Allah kay naam se jo bara raheem va kareem va ghafoor hain.........
    A. S

    hum jhoot kyun boltay hain?
    hum wada khilafi kyun kartey hain?
    hum ghroor va takkabar kyun kartey hain?
    hum Allah ka diya hoa rizq tu khatay hain lakin Allah ka shukar ada kyun nahi kartey?

    hum sub ko inn baaton per zaroor ghour karna chahiye.........
    sigpic

  • #2
    Re: hum aisa kyun kartey hain?

    w/s
    ji bilkul ye sab bohat bari burayan hen jin ko ham mamooli samjhte hen..hamen in se bachne ki har mumkin koshish karni chaey..Allah ham ko tofeeq de.ameen

    Comment

    • #3
      Re: hum aisa kyun kartey hain?

      ارے اتنے آسان سوال

      ان سب کا صرف ایک جواب ہے۔۔۔

      کیونکہ

      ہم

      پاکسانی ہیں
      Last edited by S.Athar; 22 November 2010, 09:01.
      :star1:

      Comment

      • #4
        Re: hum aisa kyun kartey hain?

        nai Athar bhai kyunki hum insaan hain....

        @

        Ambreen i'll later come up wid ma comments...
        .......................!!!!!

        Comment

        • #5
          Re: hum aisa kyun kartey hain?

          Ambreen sub se pehley tu itna thought provoking but infact an awakening thread start karney par meri taraf se dhair sara shukriya qabool keejiye..n plz honour me by accepting dis repu point...

          now ur main question.."Hum Gunaah kyun kartey hain?????"

          ye sawal waq'ee buhut eham hai..n really we needa think about it seriously..

          khair...

          Hum sub jaantey hain k gunaah ka anjaam kya hota hai is k bawajood bhi hum wohi gunaah baar baar kartey hain....KYUN????
          is KYUN ka jawaab ye hai k Jub humarii nazroon se anjaam oojhal hota hai tu hum gunaah kartey hain..or jub humein anjaam nazar ajaye tu hum us gunaah se qadr'ul'istetaat bachney ki koshish kartey hain...isey aik misaal sey wazih karna chahoon gi...

          Maan leejiye k hum aik jawaan larrkey ko aik kamrey main le jayein..or us k saath aik larrki ko bhi or phir usey kahein k ye poori raat tumharii or phir darwaza bund kar dein...den kamrey k aik koney main aik or darwaza khol kar usey dehaktii howi aag dikhayein or kahein k agar tum ne wo kiya jo tumharey dil ne tum se karney ko kaha tu ye aag tumhara anjaam hai...tu kya wo larrka koi gunaah karey ga????

          Nahiin...bilkul bhi nahiin..balkey wo tu poori raat Allah k hazoor sar'basajood rahey ga...or astaghfaar hi karta rahey ga...Wajah????k wo anjaam ko apney saamney paye ga...

          so jo humein gunaah karney par uksata hai wo hai Anjaam ka humarii nazroon se oojhal hona...

          ye tu thi meri fehem k mutabiq gunah karney ki wajah...ab wo kuch factors jo Ulama ne bayaan kiye hain un main se kuch highlight kiye detii hoon...

          Eemaan ki kamii ya kamzoori:
          kuch log gunaah is liye kartey hain k un main eemaan nahiin hota ya un ka eemaan kamzor hota hai..halankey wo zaahri tour par Allah k wajood par, Youm'e'qayamat par or hisaab kitaab par yaqeen rakhtey hain..magar un k dil is sub par yaqeen se bilkul aarii hotey hain..ya phir in par kuch kuch kamzor sa yaqeen tu hota hai magar saath hi buhut se Ultey seedhey khurafaat bhi hotey hain jo un k eemaan ka hissa hotey hain..jin ki wajah se un ka saheeh mu'taqad asar'andaaz hota hai..so ye bilkul aam si baat hai k ye log apnii dunyavi khwahishaat ko Allah k awamir'o'nawahee par bartarii dein..yani aksar hi gunaahoon k murtakib hotey hain...

          Ghaflat:
          is qissam k logoo ko aqayidi bunyaad par koi problem us tarah ki nai hoti jo pehlii qissam waley logoo mai hoti hai..balkey un k bar'aks in main eemaan hota hai laikin in ki problem ye hoti hai keh ye jis cheez par eemaan rakhtey hain us se ghafil rehtey hain..yani Dunyavi amoor or dunyavii masroofiyaat inhein Allah k zikr, hisaab kitaab or gunaah'o'sawaab se bhut door le jatey hain...n so buhut asaani se gunaah kar jatey hain..kyunki ye darja'e'awal main apni dunya k baarey main sochtey hain...

          Iradey ki kamzori:
          Ye log Allah par eemaan rakhtey hain..or eemaan aksar buhut mazboot bhi hota hai so na tu ye ghaflat ka shikaar hotey hain or na eemaan ki kamzori hai jo in ko gunaahoon k jaal main phansati hai..balkey ye tu in ka kamzor irada or za'eef azm hai jo in ko apnii nafs par qaboo karney sey rokey rakhta hai..or bal'akhir gunaahoon ki wadii main gira deta hai...
          ye log jantey hain k aik jhoot bolney k liye so or jhoot bolney parrtey hain magar waqti tour par apna jhoot na bolney ka irada kamzor pa kar apni moujooda situation ko behtar karney k liye jhoot bol detey hain baad main balkey aksar auqaat usi waqt sharminda bhi hotey hain magar phir bhi apney kamzor iradey k ba'es apni ghalati sudhar nai patey or nateejatun gunaah k murtakib hotey hain...

          so dis was just a brief answer...waisey ye topic buhut wasee' hai jitnii baat ki jaye is par kum hai....anywayz Thank u so much...aj ap ki wajah se aik lamhey ko ruk kar khud ka muhasba karney ka mouqa milla...

          Allah ap ko is ka ajar Jannat dey ...Ammeeen..
          .......................!!!!!

          Comment

          • #6
            Re: hum aisa kyun kartey hain?

            Originally posted by BhaTaktii RooH View Post

            thanks for detailed reply.... i am happy to find this post very useful for me, as it contains lot of
            information........ so i really appreciate your answer..... may Allah give you immense good in both worlds....
            sigpic

            Comment

            • #7
              Re: hum aisa kyun kartey hain?

              Originally posted by S.A.Z View Post
              ارے اتنے آسان سوال

              ان سب کا صرف ایک جواب ہے۔۔۔

              کیونکہ
              ہم

              پاکسانی ہیں
              aap ka kahnay ka matlab hai hum gunnah , jhoot, wada khilafi, naa-shukri issliye kartey hain kay hum pakistani hain???:think:
              sigpic

              Comment

              • #8
                Re: hum aisa kyun kartey hain?

                Originally posted by AbgeenA View Post
                w/s
                ji bilkul ye sab bohat bari burayan hen jin ko ham mamooli samjhte hen..hamen in se bachne ki har mumkin koshish karni chaey..Allah ham ko tofeeq de.ameen
                ameen.
                sigpic

                Comment

                • #9
                  Re: hum aisa kyun kartey hain?

                  Originally posted by ambreen_shaam View Post
                  thanks for detailed reply.... i am happy to find this post very useful for me, as it contains lot of
                  information........ so i really appreciate your answer..... may Allah give you immense good in both worlds....
                  .......................!!!!!

                  Comment

                  • #10
                    Re: hum aisa kyun kartey hain?

                    w.s boht acha thread ambreen hush reheye m agred with rania:fight:hum easa is liye karte hain kyu k hum insaan hain

                    Comment

                    • #11
                      Re: hum aisa kyun kartey hain?

                      [QUOTE=S.A.Z;1359240][RIGHT][COLOR=RoyalBlue][B]ارے اتنے آسان سوال pakistan ka khate ho pakistan ka pehnte hopakistan me hi rehte housi me sote jaagte hopir bi use badnaam karte ho 372-shed mana k hubiya hamiyan har jaga hoti hai leykin badnaam sirf pakistan kyu esa to har jaga hota hai:

                      Comment

                      • #12
                        Re: hum aisa kyun kartey hain?

                        asslamoalikum

                        ji bilkul Rania ka kehan sahi hai kiyon k hum INSAN hain
                        aur insan ki ek makhsoos jabbillat hai k wo burai ki taraf jaldi mayal hota hai iss ka zikar quran me b hai ....so Allah ne issi liye kuch boundries muqarrar ki insan k liye k wo apni jabbillat se hatt kar amal kray aur uss k liye amar bil maroof wa nahi anil munkar par amal krnay pe jannat ka waada kiya gya ...so it doesnt matter k hum esa kiyon krtay hain :)
                        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                        Comment

                        • #13
                          Re: hum aisa kyun kartey hain?

                          Originally posted by saraah View Post
                          asslamoalikum

                          ji bilkul Rania ka kehan sahi hai kiyon k hum INSAN hain
                          aur insan ki ek makhsoos jabbillat hai k wo burai ki taraf jaldi mayal hota hai iss ka zikar quran me b hai ....so Allah ne issi liye kuch boundries muqarrar ki insan k liye k wo apni jabbillat se hatt kar amal kray aur uss k liye amar bil maroof wa nahi anil munkar par amal krnay pe jannat ka waada kiya gya ...so it doesnt matter k hum esa kiyon krtay hain :)
                          Allah tala hum sub ko gunnaho se dooor rakhay.... aur hum sub ko naiki ki taraf mael karien.....ameen
                          sigpic

                          Comment

                          • #14
                            Re: hum aisa kyun kartey hain?

                            Originally posted by ambreen_shaam View Post
                            sharu Allah kay naam se jo bara raheem va kareem va ghafoor hain.........
                            A. S

                            hum jhoot kyun boltay hain?
                            hum wada khilafi kyun kartey hain?
                            hum ghroor va takkabar kyun kartey hain?
                            hum Allah ka diya hoa rizq tu khatay hain lakin Allah ka shukar ada kyun nahi kartey?

                            hum sub ko inn baaton per zaroor ghour karna chahiye.........
                            Ji aap is per zaroor soochiye ga, kisi bhi result pe pohanch ke hamein zaroor bataiye ga ke aakhir aap he yeh sub kyoon kerti hein :lol
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #15
                              Re: hum aisa kyun kartey hain?

                              Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
                              Ambreen sub se pehley tu itna thought provoking but infact an awakening thread start karney par meri taraf se dhair sara shukriya qabool keejiye..n plz honour me by accepting dis repu point...

                              now ur main question.."Hum Gunaah kyun kartey hain?????"

                              ye sawal waq'ee buhut eham hai..n really we needa think about it seriously..

                              khair...

                              Hum sub jaantey hain k gunaah ka anjaam kya hota hai is k bawajood bhi hum wohi gunaah baar baar kartey hain....KYUN????
                              is KYUN ka jawaab ye hai k Jub humarii nazroon se anjaam oojhal hota hai tu hum gunaah kartey hain..or jub humein anjaam nazar ajaye tu hum us gunaah se qadr'ul'istetaat bachney ki koshish kartey hain...isey aik misaal sey wazih karna chahoon gi...

                              Maan leejiye k hum aik jawaan larrkey ko aik kamrey main le jayein..or us k saath aik larrki ko bhi or phir usey kahein k ye poori raat tumharii or phir darwaza bund kar dein...den kamrey k aik koney main aik or darwaza khol kar usey dehaktii howi aag dikhayein or kahein k agar tum ne wo kiya jo tumharey dil ne tum se karney ko kaha tu ye aag tumhara anjaam hai...tu kya wo larrka koi gunaah karey ga????

                              Nahiin...bilkul bhi nahiin..balkey wo tu poori raat Allah k hazoor sar'basajood rahey ga...or astaghfaar hi karta rahey ga...Wajah????k wo anjaam ko apney saamney paye ga...

                              so jo humein gunaah karney par uksata hai wo hai Anjaam ka humarii nazroon se oojhal hona...

                              ye tu thi meri fehem k mutabiq gunah karney ki wajah...ab wo kuch factors jo Ulama ne bayaan kiye hain un main se kuch highlight kiye detii hoon...

                              Eemaan ki kamii ya kamzoori:
                              kuch log gunaah is liye kartey hain k un main eemaan nahiin hota ya un ka eemaan kamzor hota hai..halankey wo zaahri tour par Allah k wajood par, Youm'e'qayamat par or hisaab kitaab par yaqeen rakhtey hain..magar un k dil is sub par yaqeen se bilkul aarii hotey hain..ya phir in par kuch kuch kamzor sa yaqeen tu hota hai magar saath hi buhut se Ultey seedhey khurafaat bhi hotey hain jo un k eemaan ka hissa hotey hain..jin ki wajah se un ka saheeh mu'taqad asar'andaaz hota hai..so ye bilkul aam si baat hai k ye log apnii dunyavi khwahishaat ko Allah k awamir'o'nawahee par bartarii dein..yani aksar hi gunaahoon k murtakib hotey hain...

                              Ghaflat:
                              is qissam k logoo ko aqayidi bunyaad par koi problem us tarah ki nai hoti jo pehlii qissam waley logoo mai hoti hai..balkey un k bar'aks in main eemaan hota hai laikin in ki problem ye hoti hai keh ye jis cheez par eemaan rakhtey hain us se ghafil rehtey hain..yani Dunyavi amoor or dunyavii masroofiyaat inhein Allah k zikr, hisaab kitaab or gunaah'o'sawaab se bhut door le jatey hain...n so buhut asaani se gunaah kar jatey hain..kyunki ye darja'e'awal main apni dunya k baarey main sochtey hain...

                              Iradey ki kamzori:
                              Ye log Allah par eemaan rakhtey hain..or eemaan aksar buhut mazboot bhi hota hai so na tu ye ghaflat ka shikaar hotey hain or na eemaan ki kamzori hai jo in ko gunaahoon k jaal main phansati hai..balkey ye tu in ka kamzor irada or za'eef azm hai jo in ko apnii nafs par qaboo karney sey rokey rakhta hai..or bal'akhir gunaahoon ki wadii main gira deta hai...
                              ye log jantey hain k aik jhoot bolney k liye so or jhoot bolney parrtey hain magar waqti tour par apna jhoot na bolney ka irada kamzor pa kar apni moujooda situation ko behtar karney k liye jhoot bol detey hain baad main balkey aksar auqaat usi waqt sharminda bhi hotey hain magar phir bhi apney kamzor iradey k ba'es apni ghalati sudhar nai patey or nateejatun gunaah k murtakib hotey hain...

                              so dis was just a brief answer...waisey ye topic buhut wasee' hai jitnii baat ki jaye is par kum hai....anywayz Thank u so much...aj ap ki wajah se aik lamhey ko ruk kar khud ka muhasba karney ka mouqa milla...

                              Allah ap ko is ka ajar Jannat dey ...Ammeeen..
                              na, waddi mami te waikho
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X