Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Muhabbat or Ghuroor..!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Muhabbat or Ghuroor..!!

    My vote for EGO : )..... can live without Love but not without self respect.... ; )

    and yeah aise love ki moat ho jaani chahiye jis mein ek dosre ke liye respect hi na ho...

    Comment

    • #17
      Re: Muhabbat or Ghuroor..!!

      Originally posted by ummid View Post
      My vote for EGO : )..... can live without Love but not without self respect.... ; )
      self respect ko jo maar k jiya wo kya jiya....laikin itna bhi EGO theek nahiin...k bunda jhukney se inkaar karey tu toot jaye...or phir tootney se bhi dar nai lagta..magar tootney k baad bikharna....its horrible....372-scare

      Originally posted by ummid View Post
      and yeah aise love ki moat ho jaani chahiye jis mein ek dosre ke liye respect hi na ho...
      yep...:thmbup:
      .......................!!!!!

      Comment

      • #18
        Re: Muhabbat or Ghuroor..!!

        Walekam-Aslam
        Mohabbat, MOhaabta, MOhaabat:
        Mein ne bohat parha, kafi likha, bohat soucha, feel kia, samjha and observe kia hai is bare mein.
        Me ab is per likh likh, bol bol, tired ho gaye :p
        Magar aap ka sawal acha hai and kafi common hai and me answer bhi yeh he hai ke: where there is Ego, there is no Love.
        Jaisay achaye aur buraye ak jaise nahi hoti, adhera aur ujala aik jaisa nahi hota, ise taran Ego and MOhabbat ka bhi koi jour nahi.
        Ego ka khatma, Mohabbat ki shuruat hai and Ego ki shuruat Mohabbat ka khatma hai.
        Jab Insan Ego ko khatam ker deta hai tou phir MOhabbat hoti hai, and jaisay jaisay woh EGo ke jerm ko pori mehnat, dil-jami ke sath khatam kerta jata hai, Mohabbat utni he barhti jaati hai.
        So, in order for Mohabbat to grow and strive, Ego must be Killed and destroyed: ALways!!

        Comment

        • #19
          Re: Muhabbat or Ghuroor..!!

          Originally posted by *Hijab* View Post

          well dear sis ...kafii acha comment diya ap ne is topic par...par me ki soch thorri shi alag hai...bunda EGO k baghair xinda nai reh sakta...atleast not me....
          .......................!!!!!

          Comment

          • #20
            Re: Muhabbat or Ghuroor..!!

            Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
            well dear sis ...kafii acha comment diya ap ne is topic par...par me ki soch thorri shi alag hai...bunda EGO k baghair xinda nai reh sakta...atleast not me....
            Aik qoul hai, kise ne poucha Fakhar aur Gharoor mein kia farq hai:
            Fakhar: mein bhi hoon,
            Gharoor: Mein HE hoon,
            Her cheez ki aik had hoti hai, ego her aik mein hota hai, kise mein ziada, kise mein kam.
            Aqal sab mein hoti hai, kuch mein kam, kuch mein ziada,
            her insan cheezon ko mukhtalif aspect se dekhtay hein,
            Islami ro se bhi dekha jayen tou Ego ko sirf is had tak khatam kerne ko kaha geya hai, jab baat haq ki ho tou ego nahi hona chaiye, jab makhlloq ki khdmat ki ho tou ego na ho.
            lekin jab baat insan ke aqaid aur Islami ro ke khilaf ho tou ego honi chaiye, ye bus aik example di hai:
            apart from it, what I really mean to say is ke Self-respect bohat zaroori cheez hai,
            Magar aap khud dekhin key Izate Nafs=Self-Respect and Ego=Anaa, dono mein bara farq hai.
            Ego sirf khud ko dekhta hai, Self-Respect dosron ko bhi dkhta hai na.

            Comment

            • #21
              Re: Muhabbat or Ghuroor..!!

              Originally posted by *Hijab* View Post
              Aik qoul hai, kise ne poucha Fakhar aur Gharoor mein kia farq hai:
              Fakhar: mein bhi hoon,
              Gharoor: Mein HE hoon,

              Nehaita he Khobsorat Bat 2 Lainon main Bat Simat Gae Or Bharpor Wazahat bhe ho giae Repu Points,:rose

              ALLAH G ap ko shad Rakhin Abad Rakhin Ameen
              :star1:

              Comment

              • #22
                Re: Muhabbat or Ghuroor..!!

                Originally posted by ummid View Post
                My vote for EGO : )..... can live without Love but not without self respect.... ; )

                and yeah aise love ki moat ho jaani chahiye jis mein ek dosre ke liye respect hi na ho...
                خموش ہوں کہ انا میں انانیت کی ہے بو
                وگرنہ اپنے میں اک وصف دیکھتا ہوں میں

                It is totally rubbish! there are too much differ in between self respect and ego. iso there is nothing to live without love but we should to live without ego . and also there is big difference too, in between of them and that is love has no limit but the ego should be limited.coz love is the cause of the " creation "on the other hand ego is nothing to do.
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment

                • #23
                  Re: Muhabbat or Ghuroor..!!

                  Originally posted by aabi2cool View Post

                  Wowwwwwww.................aabi bhai in a new look

                  Comment

                  • #24
                    Re: Muhabbat or Ghuroor..!!

                    Originally posted by Mr.Khan View Post
                    Wowwwwwww.................aabi bhai in a new look
                    aajkal main angreeji filmeen bohat dekh raha hon magar ye kambakhat angreejiiiiii
                    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                    Comment

                    • #25
                      Re: Muhabbat or Ghuroor..!!

                      Originally posted by aabi2cool View Post
                      خموش ہوں کہ انا میں انانیت کی ہے بو
                      وگرنہ اپنے میں اک وصف دیکھتا ہوں میں

                      It is totally rubbish! there are too much differ in between self respect and ego. iso there is nothing to live without love but we should to live without ego . and also there is big difference too, in between of them and that is love has no limit but the ego should be limited.coz love is the cause of the " creation "on the other hand ego is nothing to do.
                      Lagta he angreezon ki zeyaadati ka shikaar ho gaya mera doost :garmi: acha laga tumhari angreezi perh ke mere kaathay angreez aabi gujjar doost :hug:
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #26
                        Re: Muhabbat or Ghuroor..!!

                        Originally posted by aabi2cool View Post
                        aajkal main angreeji filmeen bohat dekh raha hon magar ye kambakhat angreejiiiiii
                        yaar toon te bara veela ein
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #27
                          Re: Muhabbat or Ghuroor..!!

                          Originally posted by aabi2cool View Post
                          خموش ہوں کہ انا میں انانیت کی ہے بو
                          وگرنہ اپنے میں اک وصف دیکھتا ہوں میں

                          It is totally rubbish! there are too much differ in between self respect and ego. iso there is nothing to live without love but we should to live without ego . and also there is big difference too, in between of them and that is love has no limit but the ego should be limited.coz love is the cause of the " creation "on the other hand ego is nothing to do.
                          aabid bhai ko dil ki gehraiyoon se khush'amdeed kehtey hain...umeed hai k ab k jo ap loutey hain tu phir se humein chorr janey ka khayal apney dil mai na layein gey....

                          ....itna sochney k baad yahii urdu zehan mai ayii....
                          .......................!!!!!

                          Comment

                          • #28
                            Re: Muhabbat or Ghuroor..!!

                            Originally posted by munda_Sialkoty View Post
                            yaar toon te bara veela ein
                            mu'az bhai is bundey ko ban kar do.....
                            .......................!!!!!

                            Comment

                            • #29
                              Re: Muhabbat or Ghuroor..!!

                              Originally posted by aabi2cool View Post
                              aajkal main angreeji filmeen bohat dekh raha hon magar ye kambakhat angreejiiiiii
                              Angreeji seekhne k shoouq me film ki story to sar sey hi guzar jati hogi :lol

                              Comment

                              • #30
                                Re: Muhabbat or Ghuroor..!!

                                Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
                                mu'az bhai is bundey ko ban kar do.....
                                ye to pehle sey hi ban hai :lol

                                Comment

                                Working...
                                X