Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

qurbani ki asal rooh kia hai?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • qurbani ki asal rooh kia hai?

    AOA
    Eid-ul-azha per kaafi log qurbani kartey hain.... aur yeh bhi dekha gaya hai kay kaafi loog qurbani ka gosht sara utha kay fridge mein jama kar kay rakh detay hain aur khud khatay rahtay hain aur taqseem nahi kartey aur kuchh aisay bhi loog hotay hain jo apna qurbaani ka gosht apnay aziz o aqarab aur miskeen va fakeeron mein taqseem kar detay hain.....

    vese qurbani ki asal rooh kiya hai???
    sigpic

  • #2
    Re: qurbani ki asal rooh kia hai?

    و عليكم السلام

    sub se pehley welcome back dear....

    den ap k sawaal ka jawaab zara lamba hai...excuse me plz me thorra baad mai akar reply kar doon gi...
    .......................!!!!!

    Comment

    • #3
      Re: qurbani ki asal rooh kia hai?

      Originally posted by BhaTaktii RooH View Post

      Walaikumsalam
      Qurbani ki Asal Rooh, Bhatakati Rooh ki zubani ...
      Kaafi mushab'hat hai :D

      Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
      Sadly, common sense is not very common..!!

      Comment

      • #4
        Re: qurbani ki asal rooh kia hai?

        Originally posted by GumShuda View Post

        Walaikumsalam
        Qurbani ki Asal Rooh, Bhatakati Rooh ki zubani ...
        Kaafi mushab'hat hai :D

        mai ne kuch nahiin kiya...
        .......................!!!!!

        Comment

        • #5
          Re: qurbani ki asal rooh kia hai?

          Qurbaani deen k sharaye3 main se hai..aik sunnat jissey Khatam'ul'Mursaleen ne jaree kiya...

          Qurbaani ka asal maqsad Allah ki wahdaniyat ka iqraar hai..sirf usi ki ibaadat karney ka iqraar hai..jub zibah kartey waqt Allah ka zikr kartey hain Takbeer kartey hain tu ye hamari taraf se iqraar hota hai k "Ya Allah sub I'badaat faqt terey liye.."

          doosra maqsad Allah ki ne'amatoon ka shukar ada karna hai...k Allah ne humein jo atta kiya hai..us ka kuch hissa nikaal kar Allah k naam se qurbaan kar dena Allah k ehsaanoon ko man'na hai..ye yaqeen hai k Sahib'e'neamat ne apney fazl se jo nawaza tu hum ne bhi dil se qabool kiya or shukar ada kiya..

          Aik or A'zeem maqsad is haqeeqat ka bayaan hai k a'maal ka wazan faqt niyatoon ki bunyaad par hota hai..sidq'e'dil se jo a'mal Allah ki khatir kiya jaye taqwa ko bunyaad bana kar tu us main Allah barkat daalta hai ue ka ajar deta hai..Jaisey aik Hadees main hai.."Allah tumhari soorTooN or amwaal ko nai daikhta balkey tumharey diloon or a'maal ko daikhta hai"...

          Soorah Hajj ki aik ayat kuch youn hai...{لن ينال الله لحومها ولا دماؤها ولكن يناله التقوى منكم }

          so maqsad qurbaani ka hota hai Diloon main taqwa paida karna, Allah ki zaat ki A'zmat ka iqraar karna, or Allah ko waisey hi in cheezoon ki koi zaroorat nahiin..Wo tu in sub se be'niyaaz hai..is main faqt hamara faida hai Dunya'o'akhirat mai izzat milti hai...

          Aik maqsad hai Hazrat Isma'eel ki kahani yaad dilana..Un k apney waalid k saath jo waqiya paish aya us se ibrat or sabaq haasil karna hai..Un mawaqif se Mmin ka eeman or mazboot hota hai..khaas tour par mushkilaat or musayib main..

          filhaal k liye aik akhri maqsad jis ka zikr ap ne bhi kiya..gosht bantna..is se app k khud k ghar main rizq ki wusa'at hoti hai..jub ap apnoo main, dostoon or rishtey'daaron main ye gosht bantein tu un ko bhi faida milley or Faqeeroon or maskeenoon ko deney se un ki tungi kuch had tuk door hosakti hai jis se wo eid k is mubarak din par sawaal karney se buch saktey hain...

          i think enough for now..
          .......................!!!!!

          Comment

          • #6

            sory yaar lamba boht haipar pir batau gi

            Comment

            • #7
              Re: qurbani ki asal rooh kia hai?

              Originally posted by ambreen_shaam View Post
              AOA
              Eid-ul-azha per kaafi log qurbani kartey hain.... aur yeh bhi dekha gaya hai kay kaafi loog qurbani ka gosht sara utha kay fridge mein jama kar kay rakh detay hain aur khud khatay rahtay hain aur taqseem nahi kartey aur kuchh aisay bhi loog hotay hain jo apna qurbaani ka gosht apnay aziz o aqarab aur miskeen va fakeeron mein taqseem kar detay hain.....

              vese qurbani ki asal rooh kiya hai???
              islami rooh se to ghareebu ka hisa rishta daaru ka hisa hota hai aap ka apna bhi hota hai par main yakeen karti hu is baat pe k agar insaan hud na bhi rakhe to koe mazahika nahi:rose

              Comment

              • #8
                Re: qurbani ki asal rooh kia hai?

                Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
                mai ne kuch nahiin kiya...
                :lol choor ki daari main tinka :khi:

                Comment

                • #9
                  Re: qurbani ki asal rooh kia hai?

                  Originally posted by BhaTaktii RooH View Post
                  Qurbaani deen k sharaye3 main se hai..aik sunnat jissey Khatam'ul'Mursaleen ne jaree kiya...

                  Qurbaani ka asal maqsad Allah ki wahdaniyat ka iqraar hai..sirf usi ki ibaadat karney ka iqraar hai..jub zibah kartey waqt Allah ka zikr kartey hain Takbeer kartey hain tu ye hamari taraf se iqraar hota hai k "Ya Allah sub I'badaat faqt terey liye.."

                  doosra maqsad Allah ki ne'amatoon ka shukar ada karna hai...k Allah ne humein jo atta kiya hai..us ka kuch hissa nikaal kar Allah k naam se qurbaan kar dena Allah k ehsaanoon ko man'na hai..ye yaqeen hai k Sahib'e'neamat ne apney fazl se jo nawaza tu hum ne bhi dil se qabool kiya or shukar ada kiya..

                  Aik or A'zeem maqsad is haqeeqat ka bayaan hai k a'maal ka wazan faqt niyatoon ki bunyaad par hota hai..sidq'e'dil se jo a'mal Allah ki khatir kiya jaye taqwa ko bunyaad bana kar tu us main Allah barkat daalta hai ue ka ajar deta hai..Jaisey aik Hadees main hai.."Allah tumhari soorTooN or amwaal ko nai daikhta balkey tumharey diloon or a'maal ko daikhta hai"...

                  Soorah Hajj ki aik ayat kuch youn hai...{لن ينال الله لحومها ولا دماؤها ولكن يناله التقوى منكم }

                  so maqsad qurbaani ka hota hai Diloon main taqwa paida karna, Allah ki zaat ki A'zmat ka iqraar karna, or Allah ko waisey hi in cheezoon ki koi zaroorat nahiin..Wo tu in sub se be'niyaaz hai..is main faqt hamara faida hai Dunya'o'akhirat mai izzat milti hai...

                  Aik maqsad hai Hazrat Isma'eel ki kahani yaad dilana..Un k apney waalid k saath jo waqiya paish aya us se ibrat or sabaq haasil karna hai..Un mawaqif se Mmin ka eeman or mazboot hota hai..khaas tour par mushkilaat or musayib main..

                  filhaal k liye aik akhri maqsad jis ka zikr ap ne bhi kiya..gosht bantna..is se app k khud k ghar main rizq ki wusa'at hoti hai..jub ap apnoo main, dostoon or rishtey'daaron main ye gosht bantein tu un ko bhi faida milley or Faqeeroon or maskeenoon ko deney se un ki tungi kuch had tuk door hosakti hai jis se wo eid k is mubarak din par sawaal karney se buch saktey hain...

                  i think enough for now..
                  JazakAllah

                  Comment

                  • #10

                    mashallah aap nay bahut detail kay saath qurbani ki ahmiyat ko biyaan kia..... Allah aap ko iss ka ajar day.... kayun kay qurbani ki ahmiyat dosray dosto tak puhnchana yeh bhi islam ki tableeg mein shamil hai.....
                    kahtey hain Allah kay pass gosht yaa janwar ka khoon nahi puhnchta balkay Allah banday ki taqwa aur uss kay jazbay ko dekhtay hain.......
                    Allah hum sub ko sunnat e ibrahim aur hazrat Muhammad saw ki bhi sunnat hai karnay ko himmat aur wa'sut atta karay......
                    sigpic

                    Comment

                    • #11
                      Re: qurbani ki asal rooh kia hai?

                      Originally posted by mehreen View Post
                      islami rooh se to ghareebu ka hisa rishta daaru ka hisa hota hai aap ka apna bhi hota hai par main yakeen karti hu is baat pe k agar insaan hud na bhi rakhe to koe mazahika nahi:rose
                      thanks kay aap nay apni rai di ........................................
                      sigpic

                      Comment

                      • #12
                        Re: qurbani ki asal rooh kia hai?

                        @ all

                        .......................!!!!!

                        Comment

                        • #13
                          Re: qurbani ki asal rooh kia hai?

                          JazakAllah @ BHatakati Rooh

                          Working...
                          X